Wednesday-24-04-24


islamic-months-names-and-mindblowing-fact

Islamic 12 maah 1 – Muhrram 2 – Safar 3 – Rabiul awwal 4 – Rabiul aakhar 5 – Jmadiul awwal 6 – Jmadiul aakhar 7 – Rajab 8 – Shaban 9 – Ramzan 10- Shwwal 11- Zil qad 12- Zil hajj Gour karein! 1) Saal ka akhri mahina bhi Qurbani, Pehla bhi Qurbani. 2) Woh bhi 10 ko, ye bhi 10 ko.. 3) Woh bhi Nabi ka laal, ye bhi Nabi ka laal.. 4) Un ki yaad bhi manate hein, in ki yaad bhi manate hein. 5) Woh Zabh-e-Azeem, ye Shaheed-e- Azeem.. 6.) Unhone Khawab nibhaya, inhone Wada-e-Tifle nibahya.. […]

NABI KARIM (Sallahu Wallaihi Wassallam)

NABI KARIM (Sallahu Wallaihi Wassallam) Ne Farmaya : In Mauqoon par Fauran DUA Maango.., Us Waqt DUA Radh Nahi Hogi, 1) Jab dhoop me barish ho rahi ho, 2) Jab Azaan ho rahi ho. 3) Safar ke dauran.. 4) Juma k din.. 5) Raat ko ankh khule to uss waqt.. 6) musibat k waqt.. 7) Farz namazon k baad.. Subhanallah Alhamdulilah AllahuAkbar

Beautiful Dua

Ya Allah Mujh Par or Hum Tamam Musalmanau Par Reham Farma Aameen ya Allah Mujhe or Hum Tamam Musalmanau Ko Bacha *Berozgari Se *Tangdasti Se *Dushmano se *Buri nazar se *Aazmaish Se *Ghar ki pareshaniyon se *Rizq Ki Kami Se *Haraam ki kamai se *Ruswai Se *Qarz Se *Marz Se *Kufr se *Jahannam Se *Hisaab Se *Aulad K Dukh Se *Teri Nafarmani Se *Waledain ki nafarmani se *Teri narazgi se *Tere aur tere pyare Habib (sallallaahu alaihi wasallam) ke napasand kaamo se Aameen

Todays Date
1st Ramadan