Thursday-25-04-24


Zameen insaan ko rizq deti hai

Zameen insaan Ko RizQ Deti Hai,Lekin jab insan Marta Hai tuo Phir Wohi Zameen Usey Apna Rizq Bana Leti Hai. . Parinda Zinda Ho Tuo woh Chumtiyaan Khata Hai, Magar jab Wahi Parinda Mar jata Hai tuo Chumtiyaan Usey Khati Hain. Waqt Kabhi Bhi BadaL Sakta Hai, Ek Darakht 1 Lakh Maachis Ki Teeli Bana Sakta Hai, Magar Maachis Ki Ek TeeLi Ek Lakh Darakht jaLa Sakti Hai.. Tuo Zindagi Mein Kabhi Kisi ko Mat Satana,aur Na Kbhi Kisi Ka Dil Dukhana,Kyunki Us Waqt Shayad Aap Taqatwar Ho,Magar Waqt Aap Se Ziyada Taqatwar Hai.. “Imam Jafar Sadiq”(reh) Farmate Hein: Bacha […]

Ek aurat ke liye dupatta kya maine rakta hai

Ek Aurat ke liye dupatta kya maine rakhta hai ? Rasool-e-Pak sallallaho Alaihe wassallam ne farmaya jab mujhe Miraaj par le jaya gaya to maine dekha k meri ummat ki bahot si Auraten sakht azaab me mubtila thi un k sir k “BAAL” jahannum ki deewaron se bandhe hue thay Yeh wo Auraten thin jo apne sar k baal na mehramon se nahi chhupati thin Qayamat k din jab parde ka sawal kiya jaega to 1 Aurat 4 jannati mardon ko dozaKh me lekar jayegi, 1) Bap 2) bhai 3) Shohar 4) Beta Ap k pas yeh paigam Amanat h […]

Shaitan kehta hai k:

1:Azaan ki aawaz sun kar Namaz ko na jane wala mera Bap hai. 2:Fazul kharch karne wala mera Bhai hai. 3:Imam sahab se pehle Rukoo, Sajda karne wala mera Beta hai 4:Mehmaan aane per moo chadane wali aurat meri Maa hai. 5:sar pe dupate k bagair rehne wali aurat meri Bwi hai 6:Bagair bismillah k khana shuru karne wale meri aulad hai.

Ek Kabristaan Ke Gate Pe Likha Hua Tha

“MANZIL TO TERI YAHI THI AEY MUSALMAAN, BAS EK UMAR GUZAR GAYI YAHA TAK AATE AATE” Bina LIBAAS Aye The Hum Is Jahaa Me Bas Ek KAFAN Ki Khaatir Itna SAFAR Karna Pada. Kitne Mukhtasar Se WAQT K Liye Aaye The Hum Is Jahaa Me K Aate Hue AZAAN Hui. AUR Jate Hue NAMAAZ” Aey Momino Zra Socho…. Padaish k waqt AZAN dijati hai per NAMAZ nahi parhi jati MOUT k waqt NAMAZ parhi jati hai magar AZAN nahi hoti… Zindagi AZAN se NAMAZ tak ka waqfa hai… Aye Momino Ab bhi Waqt Hai NAMAZ Qayam kro Is se pehle […]

Todays Date
1st Ramadan