Tuesday-19-03-24


RAMZAN UL MUBARAK

RAMZAN UL MUBARAK KO KALAAM E ILAAHI SE KHAAS MUNASABAT HAI… Hazrath IBRAHIM alaihissallaam par pehli RAMZAN UL MUBARAK ko SAHIFA Nazil hua , Hazrath MOSA Alaihissalaam ko 6 RAMZAN UL MUBARAK ko TOUREET Nazil hua , Hazrath DAWOOD Alaihissalaam ko 12 RAMZAN UL MUBARAK ko ZABOOR Nazil hua , Hazrath EISA Alaihissalaam par 18 RAMZAN UL MUBARAK ko INJEEL Nazil hua , Aur SYEDUL AMBIYA HAZRATH MOHAMMED MUSTAFA AHMADE MUJTABA Sallallahu alaihi wasallam ko 27 RAMZAN UL MUBARAK ko QURAAN E KAREEM Nazil hua… (Fazail e Ramzan :pg:39)

Ummul Mominiin Syedatuna Khadijatul Kubra R.A.

. . Hazrata Khadija Rz nay aurtoN meiN sab se pehlay Huzur S.A.W. par eemaan laaya (Al-mustadrak li-hakim) . Huzur Syedna Rasulullah SAW nay farmaaya: Apnay zamaanay ki sab se behtareen aurat maryam hai aur (isi tarah) apnay zamanay ki sab say behtareen aurat Khadija haiN (Sahih Bukhari, Sahih Muslim) . . ——————————————– ……B L E S S E D ….. C H I L D R E N…… ——————————————– . Sayyiduna Khadija R.A k batn se Huzur e Akram S.A.W. k teen shehzaaday aur chaar shehzaadiyaaN tawallud huay. . Hazrat Sayyiduna Qaasim A.S., Hazrat Sayyiduna Tayyab A.S., Hazrat Sayyiduna […]

Holy Ramadhan

Assalamu’alaikum. Hadith of the day..!! Hazath Ka’ab raziallahu taala anhu ne farmaya: HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Member ke paas jama hojou to hum member shareef ke paas hazir hogaye , Jab HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam Member ki ek Sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya , Jab Dusri sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya , Aur Jab Tesri sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya , Jab HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Member shareef se Niche Tashreef laaye to hum ne Arz kiya : YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi […]

Hadith about bathe – Sahih Bukhari

When the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) would bathe, He would first wash His hands, then make ablution as it is made for offering Salaat. Then He would wet His fingers and wet the roots of His hair with them. Then three times He would pour water on the head. Then He would pour water over all His body. (Sahih Bukhari, Hadith No. 248)

Hadith of Ramadan

RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Jab Mahe Ramzan ki pehli raat hoti hai shaitan aur sarkash jinnaat bediyou me jagadh diye jate hain , Dozaq ke Darwaze band kiye jate hain , phir uska koi Darwaza khola nahi jata , Aur Jannat ke Darwaze khol diye jate hain , phir uska koi Darwaza band nahi kiya jata , Aur ek Nida dene wala har Raat nida deta hai : Aye Neki ko Chahne wale ! Neki kar guzar , Aye Badi ko chahne wale ! Badi se baaz aaja , ALLAH TAALA ke Dozaq se Aazad kiye […]

Al Hadith

Labaik Ya Rasool Allah Shareh Bukhari Imam Ahmad Qistalaani radiAllahu anhu) states in his most distinguished work “Mustataab Mawahibul Laduniyah” that Hazrat Imam Zainul Aabideen(radi Allahu anhu) narrated from His father Hazrat Imam Hussain (radi Allahu anhu) who narrated from His father Hazrat Ali Mushkil Kusha (radi Allahu anhu) that the Beloved Prophet (SallAllaho Alaihi Wa Sallam) has stated,” 14000 years before the creation of Hazrat Adam (Alaihis Salaam) I was a Noor by my creator. ” Mawahibul Laduniyah pg 10 vol 1, Zirkaani Shareef pg 49 vol 1, Jawahirul Bihar page 774, Anwaarul Muhammadiya pg 9, Tafseer Roohul Bayaan […]

Al Hadith- Sahih Muslim

The Messenger of Allah (Sallallahu ta’ala alayhi wa sallam) said: “Allah the Exalted said: Every deed of the son of Adam is for him except fasting, for it is done for My sake and I will reward it.” The Prophet added, “By Allah in whose Hand is the soul of Mohammed, the (bad) breath of a fasting person is sweeter to Allah than the fragrance of musk.” [‪#‎Sahih‬ ‪#‎Muslim‬ ‪#‎Hadith‬ No 1151] Sallallahu ta’ala alayhi wa sallam

Friday – Birth of Adam Alihesalam

Aws ibn Aws reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “Verily, the best of your days is Friday. Adam was created on it, and on it he died, and on it the trumpet will be blown and the shout will be made, so send blessings upon me for your blessings are presented to me.” They said, “O Messenger of Allah, how will our supplications reach you once you have decayed?” The Prophet said, “Verily, Allah the Exalted has forbidden the bodies of the prophets from decaying.” Source: Sunan Abu Dawud 1047 Grade: Sahih (authentic) according […]

Todays Date
1st Ramadan