Tuesday-19-03-24


2 SHAABAAN iMAM E AAZAM ABU HANIFA ki wisal ka din

2 SHAABAAN iMAM E AAZAM ABU HANIFA ki wisal ka din hai Ap 80 hijri mein Iraq ke shaher kufa me paida hui. Aap taabaeen ki jama’at me se hain. Kayi Sahaba se mulaaqaat ka sharf haasil hua jinme hazrat e Anas bin Maalik, Sahl bin Saad, Abul Tufail Amir jaise ajillah Sahaba shaamil hain. Imam e Aazam ke ustaad taqreeban 4000 hain jin me Imam Baaqar aur Imam Jaafar e Saadiq bhi hain. Aap har juma apne waalidain ke isaale sawaab ke liye 20 sone ke sikke garibon me taqseem farmate the. 40 saal tak isha ke wuzu se […]

makkah tawaf

Do you know why we tour around the Kaaba Anticlockwise

Do you know why we tour around the Kaaba Anticlockwise? Do you know why the Tawaf around the Kaaba is Anticlockwise? Modern Science has proved many things that confirm the importance of Tawaaf around the Kaaba Anticlockwise. 1) The Blood inside the human body begins its circulation Anticlockwise 2) The electrons of an atom revolve around its nucleus in the same manner as making Tawaf, in an anti-clockwise direction. Considering the globe as a whole, you will notice that: 3) that the moon revolves around the earth anti-clockwise. 4) The earth rotates around its own axis in an anti-clockwise direction. […]

Al Hadith about Hasnain Kareemain

RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Aasmaan ke ek farishte ne isse pehle meri ziyarat kabhi nahi ki thi , usne meri ziyarat ke liye ALLAH TAALA se ijazat talab ki aur Mujhe Khushkhabri sunayi ke HASAN AUR HUSAIN (raziallahu taala anhuma ) Tamaam Jannati jawanou ke Sardaar hain. (Sunan e Nasai , hadith no:8515)

Todays Date
1st Ramadan