Tuesday-19-03-24


Ibrahim Alaihis Salam Footprints

Ibrahim Alaihis Salam Footprints

Footprints Of IBRAHIM ALAIHIS’SALAM Resurrection of the slaughtered birds Once Sayyidunā Ibrāĥīm مﻼـﺴـﻟا ﻪـﻴﻠـﻋ asked in the reverend court of Allah ﻞﺟوﺰﻋ Almighty, ‘O Allah, show me how you will resurrect the dead?’ Allah ﻞﺟوﺰﻋ Almighty said, ‘Ibrāĥīm, don’t you have faith in it?’ Sayyidunā Ibrāĥīm مﻼـﺴـﻟا ﻪـﻴﻠـﻋ said, ‘Why not? Although I have faith over it but I wish to observe this spectacle with my own eyes so that my heart receives tranquillity.’ Allah ﻞﺟوﺰﻋ then said, ‘Raise four birds and nourish them well by feeding them plenty, then slaughter them and make minced meat from their flesh and place little portion […]

Sayings Of Hazrat Ali RTAH

Sayings Of Hazrat ALI RTAH

1) Apni zubaan ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sikhaya ( Hazrat ALI R.A) 2 ) “Do cheezein saari zindegi kaam ayeengi, 1 : Ghussey ki halat mein koi faisla math karo! 2 : Khushi ki haalat mein koi wada math karo! ( Hazrat ALI R.A ) 3)Ek Shakhs Ne Hazrat ALI R.A Sey Poocha, Q: Qareeb Kya Hai? A: Qyamat Q: Or Qareeb Ter? A: Maut Q: Ajeeb Kya HAi? A: Duniya Q: Aur Ajeeb Tar? A: Talib-e-Duniya Q: Wajib Kya Hai? A; Touba Q: Or Wajib Tar? A: Gunah K Fauran Baad Touba Q: Mushkil […]

HAZRAT ALI R.T.A KA FARMAN

Hazrat Ali R.T.A Ka Farman

Hazrat Ali RTAH ne farmaya, ” Insan ka apne Dushman se inteqam ka sab se acha tariqa ye he ki wo apni khubiyon me izafa kare ‘Hazrat Ali (R.A) 1 – Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah ke nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye”. 2 – Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha: “Dost aur bhai main kya farq hai?” Aap ne farmaya: “Bhai sona hai aur dost heera hai.” Us aadmi ne kaha: “Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di? “To aap […]

Benefits Of Surma

Benefits Of Surma

Surma lagane Ki dua “Allahumma matte’ani bissam’e wal basri.” Jo Shaks Yaum-E-Aashura ISMAD SURMA Aaankhon Me Lagaye to Uski Aankhein Kabhi Nahi Dukhegi Hamare Pyaare Nabi Muhammed S.A.W rozana raat ko “Ismad’ ka Surma lagaya karte they. Aap ke paas aik Surma Daani thi is main se 3 3 silae donon Ankhon main lagaya karte they aur farmaya karte thay ke Ismad ka Surma lagaya karo yeh nigah ko roshan aur taiz karta hai aur palak k baal ugata hai. Related Link: Sunnah of Applying Surma Surma Lagane ka Sunnat Tarika Benefits of Miswak  

Surah Baqarah Ki Akhri Do Ayat Ki Fazeelat

Surah Baqarah Ki Akhri Do Ayat Ki Fazeelat

Jis Ghar me surah Baqarah ki aakhri do aayatien padhien jai wahan teen din tak shaitaan nahi aata. The Prophet Muhammed S.A.W said: ‘Whoever recites the last two verses of Surah Al-Baqarah at night, those two verses shall be sufficient for him.’   Jo shakhs Surah-E-Baqarah ki aakhiri do ayatien raat me parhega WO use kifayat karengi (Bukhari J-3 P-405) Wazahat: kifayat krne se murad he k ye ayaten raat k qayam k qaaim muqam ho jayengi ya us rat use shetan se mahfooz rakhengi ya us rat me nazil hone wali aafat se bachayengi ya use fazilat-o-swab k lye […]

The Five Pillars of Islam

The Five Pillars of Islam

What Are the Five Pillars of Islam? 1) Faith or belief in the Oneness of Allah and the finality of the prophethood of Muhammad S.A.W 2)Prayer Or Salah 3)Zakat 4)Fasting 5)Hajj 1) The Testimony of Faith: “There is none worthy of worship except ALLAH and Muhammad is the messenger of ALLAH.” This affirmation of faith is called the Shahadah, a basic formula that all the faithful proclaim. The significance of this declaration is the belief that the only purpose of life is to serve and obey God, and this is accomplished through the teachings and practices of the Last Prophet, Muhammad. 2) Salah : Prayer in Islam is […]

History OF The Holy Quran

History OF The Holy Quran

In Quran, the Holy Prophet’s (Muhammed S.A.W) life, the history of the Arabs and the events which occurred during the period of the revelation of the Quran have not been mingled with the Divine Verses, as is the case with the Bible. The Quran is the pure word of Allah. Not one word therein is not divine. Not a single word has been deleted from its text. The Book has been handed down to our age in its complete and original form since the time of Prophet Muhammad S.A.W. From the time the Book began to be revealed, the Holy Prophet […]

Prophet Muhammad SAW

Prophet Muhammad S.A.W – THE HUMBLE ONE

One day, Prophet Muhammad (S.A.W) was going somewhere at noon and it was too hot in the desert when He (S.A.W) saw an old woman carrying her luggage on her head. Prophet Muhammad (S.A.W) helped her and took the luggage from the woman and carried it for her.. Prophet Muhammad (S.A.W) asked the woman that where she was going and why? She said that I am leaving this town as I have heard that a magician named Muhammad (S.A.W) is in town.   As Holy Prophet Muhammad (S.A.W) was very patient and kind, He (S.A.W) didn’t say a word and […]

Qurbani ki Fazilat

Sahaba Ekraam raziallahu taala anhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Ye qurbaniya kya hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tumhare walid Ibrahim Alaihissalaam ki Sunnat hai, Sahaba Ekram ne arz kiya: To isme hamare liye kya hai YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Chote se baal ke badle ek azeem neki hai, Sahaba Ekraam ne arz kya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Phir uoon ke baare me kya hukum hai? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Uoon ke chote se baal ke badle ek azeem neki […]

Ibrahim Alaihis Salam Ka Waqia

Allah pak ne 80 baras ke baad Hazrat Ibrahim AS ko betay ki basharat di . Is waqt un ki zoja Sara bhi burhi ho chuki thin aur banjh thin to Allah pak ne AAp As ko amman Hajra jo k misar k badsha ki beti ya laundi thin mein se beta ata kiya jin ka naam ISmaeel tha. lekin phir Allah ka hukum huwa k inhain apni nazron se kahin door chor aao . to hazrat Ibrahim As ne poocha kahan chor aon to Allah pak ne aik farishta ko aap ki rehnumai k liye sath kiya k jahan […]

Qurbani K Ahkaam

1. Qurbani Karne Wale Apne Baal Aur Nakhun Na katain “Jise qurbani kerni hoti hai us ko chahiye ke Zilhaj ka chand dekhne se qurbani karne tak nakhun aur apne badan k baal waghera na kaatey aur ne he katwai ta k Hajiyon sey mushahabat ho jai k loog ahram ki halat main hajamat nahi kara sakty aur ta k qurbani ka her baal nakhun k liay jahanum sey azaadi ka fidya ban jai. 2. Qurbani WAJIB Hone K Liay Kitna Maal Hona Chahiye: Har baligh, muqeem musalman mard aur aurat, maalik-e-nisaab per qurbani WAJIB hai. Maalik-e-Nisaab hone se muraad yeh hai […]

Zil Haj Eid K Ahkaam

Zil Haj Eid K Ahkaam

Zil Haj ki 10 tareekh “Eid Ul Azha” hai. 1-Har musalman par 2 rakaat ba jamaat ba’tor Shukriya ke perhna wajib hai. Jis par jummah ki namaz parhna wajib hai. 2- Eid ul Azha k din darj zail chizien Masnoon or Mustahab hein: Subha ko bahot saweray uthna. Shriyat k mutabik apni aa’raish karna. Ghusal karna. Miswaak karna. Umdah kapray jo pas mojood hon pehenana. Khushbo lagana. Eid ki Namaz se pehlay koi cheez Na khana. Eid Gah mein Eid ki namaz parhna. Eid Gah subha saweray jana. Eid ul Azha ki namaz awwal waqt parhna. EidGah jatay waqt Buland […]

VIRTUES OF THE FIRST HALF OF THE MONTH OF ZULHIJJAH

The month of zul-q’adah is coming to an end. The next lunar month of zul-hujjah is one of d sacred months in Islam. The first 2-weeks thereof is a season of Ibadah. Rosulullah SAW enjoined us to increase acts of worship therein to maximize the opportunity of earning multiple rewards. Ibn ‘Abbaas (RTA) reported that the Prophet (SAW) said: “There are no days in which righteous deeds are more beloved to Allaah than these ten days.” The people asked, “Not even jihaad for the sake of Allaah?” He said, “Not even jihaad for the sake of Allaah, except in the […]

Sahih Muslim

Logaou ke Aamaal har hafte me do martaba peer (monday) aur jumerat (Thusday) ko paish kiye jate hain, aur har momin bande ko bakhsh diya jata hai siwaye us bande ke jiske darmiyan aur uske bhai ke darmiyan bugz ho to kaha jayega: un donou ko chodh do yaha tak ke wo donou baaz ajayen (yane apas me sulah karlen). (Sahih Muslim,Hadith No:2565)

Fazail e Arfa

Huzoor NABI e RAHMAT Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab Arfe ka din hota hai to ALLAH TAALA Asmaan e Duniya par Nuzul e Ijlaal farmata hai aur farishtou ke saamne maidan e Arafat me jama hone walou par faqr farmata hai aur Irshaad farmata hai: Aye Farishto! Tum mere bandou ko dekho ke wo meri baargah me paraganda baal, gard Aalod chehrou me dur daraz tang aur kushada raastou se chal kar yaha hazir hain, Tasbeeh wo tehleel,zikar wo talbiya karte hue mujhe pukaar rahe hain, Aye Faristo! Tum gawah raho Main ne un sab ko baqsh diya, […]

Benefits of Dates

Health Benefits Of Dates

Prophet Muhammad (PBUH) is reported to have said: “if anyone of you is fasting, let him break his fast with dates. In case he does not have them, then with water. Verily water is a purifier.” Health benefits of dates fruit are uncountable. Intestinal Disorders: The nicotine content that is present in the dates is said to be beneficial for curing any kinds of intestinal disorders. Continuous intake of dates helps to maintain a check on the growth of the neurotic living beings and thus, helps in the rise of amicable bacteria in the intestines. Constipation: Date is termed to be […]

Benefits Of Qurbani

It is compulsory to perform Qurbani within its fixed days and time. Anything else cannot be an alternative to it, e.g. Instead of performing Qurbani, to give the value of a goat in the form of money is insufficient. {Fatawa Alamgiri, Volume 5, Page 293} The time of Qurbani is from the Subh-o-Saadiq (dawn) of the 10th Dhil-Hajj until the Sunset of the 12th Dhil-Hajj – totalling 2 days and 3 nights. However it is Makrooh to perform Qurbani at night. Just as it is Sunnah to slaughter the animal of Qurbani with your own hand, it is also Sunnah […]

Zilhajj ke 7, 8, 9 aur 10 Tarik ko Dua Mangne Ki Fazilat

Zilhajj ke 7, 8, 9 aur 10 tarik ko specially Aulad ke haq mein dua Mangana hai. Kyun ki in dino mein Hazrat Ibraheem (a.s) ne apni Aulad ke liye dua mangi thi, aur ALLAH ne qubool ki thi. Aulad ki Zindagi, Sehat, Maal aur Izzat mein barqat ke liye dua karni hai. ߙϊAulad ke achche Naseeb aur Neik Jode ke liye dua karna hai… Har Maa aur Baap yeh Zaroor karein.

Benefits of Miswak

Benefits of Miswak

Kills Gum illness and disease causing bacteria. Battles plaque successfully. The bark contains an anti-infection which surpresses the development of bacteria and the formation of plaque. Research demonstrates that normal utilization of miswak altogether diminishes plaque, gingivitis and development of cariogenic bacteria. It Possesses strong antibacterial properties. If you use it consistently, it brightens & lights up the teeth leaving them with a shiny glow. Expels Bad breath and smell from mouth & creates a pleasant fragrance. The Minerals in this root or twig incorporate potassium, sodium, chloride, sodium bicarbonate and calcium oxides.These ingredients all strengthen the tooth enamel. Does […]

Hajj and Umrah

Performing Hajj

The initial thing to do on setting out for Hajj is to purify the expectation for Allah The Almighty and to imitate the Prophet, sallallaahu ‘alayhi wa sallam, in every one of the customs of Hajj, for he said: “Take your Hajj rituals from me.” [Muslim] The Prophet, sallallaahu ‘alayhi wa sallam, additionally said: “Whoever performs Hajj and does not take part in sexual relations nor acts corruptly, he will return (after Hajj free from all wrongdoings/sins) like (he was) the day his mother gave birth to him.” [Al-Bukhaari and Muslim] He likewise said: “Performing ‘Umrah after ‘Umrah will eradicate the […]

SACRIFICE QURBANI

SACRIFICE QURBANI

Offering of sacrifice (qurbani) is of great credit. THE HOLY PROPHET PBUH is reported to have said that during the days of qurbani (zill hijja) no other thing is dearer to ALLAH than qurbani and during these days this virtuous act is better than all other virtues. While sacrificing an animal every drop of its blood that falls on the earth is eccepted by ALLAH before it actually reaches the ground, therefore sacrifice ahould be offered with pleasureand broad heartedly the HOLY PROPHET PBUH has said that for each hair of the sacrifice. ALLAH be praised! what more credit can […]

Hajj kaba

Sahih Muslim

Huzoor NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne khutba irshaad farmaya: Aye logo! Tum par Haj farz kiya gaya hai, Ek shakhs ne arz kiya: YA RASOOLALLAH ! Sallallahu alaihi wasallam kya har saal Haj farz hai? Aap sallallahu alaihi wasallam khamosh rahe yaha tak ke 3 martaba usne yehi arz kiya, Uske baad HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Agar main haan kehdeta to (har saal ) farz hojata aur phir tum uski taqat na rakhte. (Sahih Muslim, Hadith no:1337)

Dengue Virus ka ilaaj

Quran pak ki surat al inaam ki aayat no. 16 or 17 dum karne se dengue khatam ho jata hai . 6:16 : He from whom it is averted that Day – [ Allah ] has granted him mercy. And that is the clear attainment. 6:17 : And if Allah should touch you with adversity, there is no remover of it except Him. And if He touches you with good – then He is over all things competent. 6:18: And He is the subjugator over His servants. And He is the Wise, the Acquainted [with all]. 6:19: Say, “What thing is greatest in testimony?” […]

Surah Ikhlas

Hajj k din Surah Ikhlas Padhne ki Fazilat

Hajj k din zohar or asar k darmiyan 1000 bar Surah Ikhlas Padhne ke badh jo dua mangen wo qabool ho gi. . . Surha Ikhlas kay Fazail  Rozana 300 dafa bawazu parhnay sa 9 faiday hasil hotay hain Allah 300 darwaazay (Doors) ghazab kay band kare ga. Maslan dushmani, Qehr,Fitna, wagihra 300 darwazay rehmat kay khole ga 300 darwazay Rizq kay kholey ga. Allah apnay ghaib sa rizq day ga begar mehnat kay. Allah Pak apnay Ilm sa Ilm ( knowledge ) day ga. Aur apnay Sabr (Patience) sa Sabr aur apni samj sa samj day ga. 36 Martaba Qur’an Sharif […]

AYAT KARIMAH

AYAT KARIMAH

LA ILAHA ILLLA ANTA SUBHANAKA INNI KUNTU MINAZ ZALIMIN. Solve all your problems using Ayat E Kareema ( Reciting Tasbi E Yunus 125000 times ). In the name of Allah the Most Beneficent, The most Merciful ! The famous dua which is known as Tasbi E Yunus – La ilaha illa anta, Subhanaka, Inni kuntu minaz-zalimin (There is none worthy of Worship besides You, You are far exalted and above all weaknesses, Surely, I’ am from among the wrongdoers) that was recited by Hazrat Yunus AS inside the belly of the fish/whale is described in Surah Al-Anbiya (21) verses 87 […]

AYAT-UL-KURSI

AYAT UL KURSI

ALLAHULA ILAHA ILLAHUWAL HAIYUL QAIYUM LATA KHUZHUHUU SINATUUW WALAA NAWM, LAHU MAA FIS SAMAAWAATI WAMAA FIL ARDH, MAN ZHAL LAZHII YASH FA’U INDAHUU ILLAA BI IZHNIH. YA LAMU MAA BAINA AI DIIHIM WAMAA KHAL FA HUM, WALAA YU HII THUUNA BI SYAI IM MIN ILMIHIII ILLAA BIMAA SHAAA A, WASI AKURSII YUHUS SAMAAWAATI WAL ARDH, WALAA YAUWDU HUU HIF ZHUHUMAA, WAHUWAL ALIY YUL AZHIIM. ALLAH, the ever living, the self subsiting by whom all subsist, there is no god but he. neither slumber seizes him, nor sleep; to him belongs all that is in the heavens and all that is […]

“The month of Hajj” – This is the month of the annual pilgrimage to Mecca

Dhul-Hijjah [“The month of Hajj” – this is the month of the annual pilgrimage to Mecca, again when no warfare or fighting is allowed]: This month has been named zul hajjah because the hajj pilgramage is performed in this blessed month. it is ,therefore, necessary to know the injunctions about it which are briefly mentioned below: out of these three injunctions are very important: it is desirable to make sacrifical animals fat, flesy and healthy. for this purpose they should be purchased in advance. the man who intends to offer qurbani (acrifice)should not pare his nails nor get himself shaved […]

The call for Hajj and its reasons

On orders from the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam), the announcement for Hajj was made that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) is going for Hajj this year.  With this announcement, the Companions also resolved to go for Hajj along with the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam).  There were various reasons to make this special announcement: One of the reasons was that the majority of the Companions should see the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) performing the different rites and articles of Hajj and learn the correct method of performing Hajj.  For this reason, the Holy […]

The Time of Qurbani

Qurbani can only be performed during the three days of Eid, namely the 10th, Ilth and 12th of Zulhijjah. It is only in these days that slaughtering of an animal is recognized as an act of worship. No Qurbani can be performed in any other days of the year. Although Qurbani is permissible on each of the three aforesaid days, yet it is preferable to perform it on the first day i.e. the 10th of Zulhijjah. No Qurbani is allowed before the Eid prayer is over. However, in small villages where the Eid prayer is not to be performed, Qurbani […]

Zil Hajja Mubarak – The month of pilgrims

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Zilhajja ke Ibtedayi 10 dinou me ki jaane wali Ibadat ALLAH TAALA ki baargah me dusre dinou me ki jane wali ibadat se zyada Mahboob wo pasandida hai, Isme ek din ka roza saal bhar ke rozou ke barabar ajar o sawaab rakhta hai, Aur Iski ek raat ka qiyaam Shab e Qadar me Ibadat karne ke barabar Ajar o Sawaab rakhta hai. (Jame Tirmizi,hadith no:763)

Sunan Abu Dawud Hadith

Umar ibn Al-Khattab reported: The Prophet, peace and blessings be upon him, said, “Verily, there are some people among the servants of Allah who are neither prophets nor martyrs, yet the prophets and martyrs will admire them due to their status on the Day of Resurrection.” They said, “O Messenger of Allah, tell us who they are.” The Prophet said, “They are people who love each other with the spirit of Allah and not because of family relations or wealth. By Allah, there will be light on their faces and they will be upon light. They will have no fear […]

Todays Date
1st Ramadan