Thursday-25-04-24


Zaitoon ke fayde

Zaitoon Ke Fayde

Zaitoon ki khususiyaat : Allah ke zaitoon ke darakht ko mubarak yani barkat wala kaha hai. Hazrat Mohammed S.A.W ne zaitoon ko beshtar beemarion ka ilaj diya hai. App S.A.W ne zaitoon ki tareef farmai. Hazrat Abu Hurera (R.A) se riwayat hai ke app S.A.W ne farmaya ” Zaitoon ka tel khao or ise lagao kiyun ke yeh pak saaf or mubarak hai. Zaitoon ki fazilat Quran aur Hadees mai hai. Hazrat Ibrahim alaihissalam ne is darakht keliye barakat ki dua ki hai. * Jo koi khwab ma dekhe keh zaitoon ka patte hath ma liye huye hai tou shariat […]

Namaz Ke Faide

Namaz Ke Faide

Ek jagah farmaya gaya hai ke namaz mein shifa (cure/ilaaj) hai. Aaj Medical Research Kehti Hai Ke Dil Pure Jisam Ko Khoon Supply Karta Hai Lekin Dimaag Dil Se Upar Hone Ki Wajah Se Khoon Puri Speed Se Dimaag Tak Nahi Puhnchta or Ye Kami Dimaag Ki kamzoori or Depression Ki Wajah Bannti He. Insaan Din Mein Ek Martaba Bhi Aisi Position Mein Aaye Ke Uska Dimaag Uske Dil Se Niche Ho, Jis Tarah Muslmaan SAJDA Karte time Khoon Sahi Tarah Se Dimaag Tak Pohunch Jata He, Jis Ki Wajah Se Khoon Dimaag Ko Taro Taaza Rakhta He, Subhanallah. Tum Apne Rab Ki Kon-Kon Si Nemato […]

Benefits of reading quran

Benefits of Reading Quran

“The Prophet (saws) said: “The best among you are those who learn the Quran and teach it” Sahih Al-Bukhari. Mohammed Rasulullah (صل الله عليه وسلم) said: ‘When a man dies and his relatives are busy in funeral, there stands an extremely handsome man by his head. When the dead body is shrouded, that man gets in between the shroud and the chest of the deceased. When after the burial, the people return home, 2 angels, Munkar and Nakeer(names of two special Angels), come in the grave and try to separate this handsome man so that they may be able to […]

Quran pak ki tilawat

Quran Padhne Ki Fazilat

  Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya ke JIS SHAKS KE DILME QURAN KA KOI HISSA MAHFUZ NA HO (matlab usko agar yaad na ho) to Vo VIRAAN GHAR KI TARAH HAI. Quran Pak ki tilawat * Quran padhne Wale Ko Na Qabar Me Mitti Khayegi Na Kide * Quran Jannat Ka Raasta Hai * Quran Ki BarkAt Se Maal (property) Badhta Hai *  Quran gareebi Ko Door Karta Hai *  QURAN padhne Wala Qayamat Ke Din hazrat Muhammad (salllahu alyhiwasallam) Ke Sab Se Ziyada Qareeb Ho Ga * Quran padhne Wala maut Se Pehle jannat Me Apna Ghar Dekh Lega * Quran […]

Todays Date
1st Ramadan