Friday-29-03-24


Durood shareef

Durood Shareef

اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ. اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ ALLAHUMMA SALLI ALA MUHAMMADIW WA ALA AALI MUHAMMADIN KAMAA SALLAITA ALA IBRAHIMA WA ALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMIDUM MAJID. ALLAHUMMA BAARIK ALA MUHAMMADIW WA ALA AALI MUHAMMADIN KAMAA BAARAKTA ALA IBRAHIMA WA ALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMIDUM MAJID. “O Allah, let Your Blessings come upon Muhammad S.A.W and the family of Muhammad S.A.W, as you have blessed Ibrahim and his family. Truly, You are Praiseworthy and […]

10 muharram ka roza

10 Muharram Ka Roza

Ashura (10 muharram) ka roza Hamare Rasool Mohammed Sallallahu Alaihi wa Sallam ki Sunnat hai. Aur Hamare Nabi Karim Sallallahu Alaihi wa Sallam ne apne ummatiyon ko 9 aur 10 ka roza rakhne kaha hai. Lehaja hame 9 aur 10 Muharram ya 10 aur 11 Muharram ka roza rakhna chahiye aur Humare Pyare Nabi Sallallahu Alaihi wa Sallam ki Sunnat par amal karna chahiye. Sab Rozo Mein Afzal Ramadan ka roza, aur uskey Baad Muharram Ka Roza hai. Abu Hurairah (Razi Allahu Ta’ala Anhu) Say Riwayat Hai Ke, Rasool Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Sab Rozo Main Afzal Ramadan ka […]

Pyare Nabi Ki Baatein

Pyare Nabi Ki Baatein

1. Resham ke kapde na pehno aur sone chandi ke bartano mai na khao. 2.  Pet ke bal jhuk kar, ek hath ke chhullu se aur kutte ki tarah pani me muh dalkar pani na piyo. 3.  Ek sath mil baith kar khaya karo ki isme barkat hai. 4.  Pet bhar kar na khao. Ek tihayi hissa khane se bharo, ek tihayi hissa pani se bharo aur ek tihayi hissa sans lene ke liye khali rakhkho. 5. Ek sans miem pani na piyo balki 2-3 sans me piyo. Pine se pehle BISHMILLAH padho aur pine ke baad All-HAMDULILLAH kaha karo.   6. Ba […]

Todays Date
1st Ramadan