Hazrat Umar Farooq r.a
Hazrath Syeduna Umar e Farooq raziallahu taala anhu ki wiladat e mubarak Aam ul fil ke 13 saal baad hui, Aapka Naam e mubarak ” Umar ” aur Laqab e mubarak ” Farooq” hai, zilhajja ke aawakir me aapki shahadat hui aur 1muhramul Haraam ko Aapki tadfen amal me aayi.