Friday-19-04-24


kalima la ilaha illallah

Kalima la ilaha illallah

    Hazrath Abu Bakar Radhiyallahu Anhu : Hazrath Abu Bakar Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: Jo shaks is kalima ko qubul kar le jis ko mai ne  apne chacha Abu Talib par (Unke Intqal ke waqt) pesh kiya  tha aur unho ne use radh kar diya tha, Wo kailma us shaks ke liye najaat (ka zriya) hai. Hazrath Jabir Bin Abdullah Radhiyallahu Anhu : Hazrath Jabir Bin Abdullah Radhiyallahu Anhu farmate hai ki mai ne  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko yeh irshad farmate hue suna : “Tamam azkaar mein sab se afzal zikr “La Ila […]

La Ilaha Illallah

Nabi Kareem S.A.W Ki Hadees

Nabi kareem sallallahu alaihi wasallam ki hadees : * Hazrath Abu Hurairah Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: “Imaan ki sattar se ziyada shakhein hai! Unme sab se afzal shakh “La Ilaha Illallah ” ka kehna hai aur adna shakh takleef dene wali cheezon ka raste se hatana hai aur haya imaan ki ek (Eham) Shakh hai”! *  Hazrath AbuHurairah Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: Apne Imaan ko taza karte raha karo! Arz kiya gaya: Aey Allah ke Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ham apne imaan ko kis […]

Quran Surah

Quran Surah

Ek Tohfa Aap Ke Liye: •✿══════════✿• 1) Surah fatiha ki fazilat: ‘ALLAH’ Ke Azaab Se Bachata Hai.. •✿══════════✿• 2) Surah yaseen ki fazilat : Qayamat Ke Din Pyaas Se.. •✿══════════✿• 3) Surah waqiah ki fazilat : Fikar, Faaqa Se.. •✿══════════✿• 4) Surah mulk ki fazilat: Azaab-E-Qabar Se.. •✿══════════✿• 5) Surah kausar ki fazilat : Dushmanon Ki Dushmani Se.. •✿══════════✿• 6) Sur-E-Kaaferoon: Maut Ke Waqt Kuffr Se.. •✿══════════✿• 7) Surah ikhlas ki fazilat : Munaafiqat Se.. •✿══════════✿• 8) Sur-E-Falak: Haadson Se.. •✿══════════✿• 9) Sur-E-Naas: Waswasson Se Bachata Hai…!!! •✿══════════✿• Yeh Bahut Qeemti Tohfa Hai Dusron Ko Bhi Yeh Tohfa Dijiye.. •✿══════════✿• Kyun Ki ‘ALLAH’ TOHFA Dene […]

Todays Date
1st Ramadan