Saturday-20-04-24


Hazrat Abdullah Bin Umar RA

Hazrat Abdullah Bin Umar RA

Hazrat Abdullah Bin Umar Radhiyallahu Anhu se riwayat hai ki Nabi Kareem ﷺ ne irshad farmaya : Qayamat ke din jab tum log jama hoge, to us waqt ailaan kiya jayega is ummat ke fukraa aur maskeen kahan hai ? (isi ailaan par) wo khade ho jayenge! Unse pucha jayega : Tumne kya A’maal kiye the? Wo kahenge: Hamare rab! aapne hamara imtehan liya humne sabr kiya! Aapne humare alawa dusre logon ko maal aur hukumrani di! Allah Ta’ala farmaynga : Tum sach kehte ho! Aap  ﷺne irshad farmaya : Wo log jannat mein aam logon se pehle dakhil ho jayenge aur hisab […]

Surah Rahman Verse 13

Ayat Surah Ar Rahman

Surah Rahman Verse 13  فَبِأَيِّ آلَاءِ رَبِّكُمَا تُكَذِّبَانِ which of the favors of your lord would you deny? Denying infers the several attitudes that the people adopt in respect of Allah Almighty’s blessings and manifestations of His might and His praiseworthy attributes (commendable qualities). (12 Blessings (the Holy Qur’an, creation of man, teaching speech, well measured calculation of time, creation of plants and all kinds of trees, creation of the heaven, predominance of rules, creation of the earth with its characteristics, creation of kinds of fruit, creation of date palm, creation of crops, creation of flowers and sweet scented plants) along […]

Qurani Ayaat

Qurani Ayaat|Allah Talah ka irshad

Allah Talah ka irshad hai : jis tarha (hamne KABA ko Kibla mukarar kar ke tum par apni nematien ko mukammal kiya, usi tarha) hamne tum logon mein ek (azeemoshaan) Rasool Bheja, jo paak karte hai, tumko quran kareem ki taleem dete hai, aur isi quran kareem ki murad aur apni sunnat aur tarike ki (bhi) taleem dete hai aur tumko aisi (mufeed) baton ki taleem dete hai, jin ki tumko khabar bhi na thi! * Allah Talah ka irshad hai : Aur ham ye misaalein logon ke liye bayan karte hai, (laikin)  akkal se kaam lene wale hi ilm wale […]

Todays Date
1st Ramadan