Saturday-20-04-24


Maa ki Ahmiyat

Maa ki Ahmiyat

“Kisi ne “MAA” se sawal kiya ke. agar apke kadmo se jannat leli jaye or apse kaha jaye ke kuch aur manglo to aap” khuda.. se kya mangoge? to “MAA” ne bahot khubsurat jawab diya ke Mai apni aulaad ka. NASEEB apne hath se likhne ka haq mangungi kyun ke unki khushi ke aage mere liye HAR jannat choti hai.. This is called “MAA”.. & i love my mom… YE DUA APNI MAA KE LIYE. Plz 1 bar kahen. Ya “khuda meri maa ko sehat or tandursti baksho…ameen. ki tamam pareshaniyon ko dur karo…ameen or unhe humesha humare liye salamat […]

4 ChezenTamaam Nabiyon ki Sunnat Hai

4 Chezen Tamaam Nabiyon ki Sunnat Hai

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 4 chezen tamaam Nabiyou ki sunnat hai:1) Nikah karna 2) Miswaak karna 3) Haya karna 4) Khushboo ka istemal karna. (Jame Tirmizi,hadith no:1080) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Apne mehman ke saath khaou kyun ke wo tanha khane me sharam mahsoos karta hai. (Shubul Imaan,hadith no:9305)

HAZRATH IMAAM ZAIN UL ABEDEN RA

HAZRATH IMAAM ZAIN UL ABEDEN RA

HAZRATH SYEDUNA IMAAM ZAIN UL ABEDEN Raziallahu taala anhu: Aap Imaam aali maqaam syed us shuhada Imaam HUSAIN raziallahu taala anhu ke sehzade hai, Aur Kibaar tabaeen me aapka shumaar hota hai, Aap Madine Munawwara ke Fuqaha e sab’aa me darja e Imamat rakhte hain, Aap 12 Imaamou me jo Aaimaa e Ahle Bait e Athaar hai, 4 the Imaam hai, Aapki kunyat e sharifa ” Abu Mohammed” aur aapka naam e mubarak “Ali” aur Laqab ” Zain ul Abeden ” hai, Aapki wiladat e basadat madine munawwara me 33 hijri aur ek qawl ke mutabiq 36 hijri me hui, […]

NABI E KAREEM S.A.W ne irshaad farmaya

NABI E KAREEM S.A.W ne irshaad farmaya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tum me se behteren wo hai jo mere baad mere Ahle bait ke liye behteren hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri SUNNAT ko us waqt Mazbooti se Thaame rakhne wale ke liye SHAHEED ke barabar sawaab hai.jabke Meri Ummat Fasaad me mubtala hogayi ho. ” Har maamle me Itteba e Sunnat ko apne liye mash’ale raah banou, usi me hidayat aur Noor hai.” (Hazrath Muhaddis e Deccan Abdullah Shah naqshbandi o Qadri Rahmatullah Alaih) Hazrath Imaam Zain ul Abeden raziallahu taala anhu jab wuzu farmate to […]

Todays Date
1st Ramadan