Saturday-20-04-24


Borrowing Money in Islam

Borrowing Money in Islam

Narrated Abu Huraira Raziallahu Taala Anhu : The Prophet Mohammed ﷺ  said, “Whoever takes the money of the people with the intention of repaying it, Allah will repay it on his behalf, and whoever takes it in order to spoil it, then Allah will spoil him.” The Prophet Mohammed ﷺ stated: ‘A Muslim is the brother of another Muslim. He should not mistreat his brother or hand him over to the enemy. The person who fulfils the need of his Muslim brother, Allah will fulfil his need. That person who expels a difficulty from his Muslim brother, Allah will remove his difficulty on the […]

Hadees Shareef

Hadees Shareef

* Hazrath Saad raziallahu taala anhu HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me hazir hue aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam sab se afzal sadqa kaounsa hai: Aap sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: “Paani Pilana”. (Sunan e Abu Dawood,Hadith no:1679) * NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Kya mai tumhe tumhari bimari aur dawa na batlado? SUNLO! Tumhari bimari gunah hain, aur tumhari dawa ISTIGHFAAR Hai. (Baihaqi) * Hazrath Abdullah bin Abbas radiallahuanhma farmate hai: Hazrath NABI E AKRAM Sallallahu alaihiwasallam ke dandaane mubarak ke darmiyaan kushaadghi thi, Jab Aap kalaam farmate to dandane mubarak ke […]

Todays Date
1st Ramadan