Friday-29-03-24


Hazrath Imaam Hasan bin Ali raziallahu taala anhuma

Hazrath Imaam Hasan bin Ali raziallahu taala anhuma

Hazrath Imaam Hasan bin Ali raziallahu taala anhuma farmate hain: HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ka Chehra e Anwar Choudwi ke chand ki tarah chamakta tha. (Shamail e TIrmizi,pg:2) 3 chezou me Mithas talash karo.1) Namaz 2) Zikar 3) Tilawat e Quraan (Hazrath Imaam e Hassan raziallahu taala anhu) KHAJOOR KE TANE KI HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM SE MOHABBAT: ———————————————————————————– NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ek sutoon se tek laga kar khutba irshaad farmate the, Phir jab Aap Sallallahu alaihi wasallam ke liye member tameer kiya gaya to Aap Sallallahu alaihi wasallam member ki taraf tashreef legaye to […]

Hazrath Umar e Farooq R.A

Hazrath Umar e Farooq R.A

Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu farmate hain: Ek martaba NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ek maqaam par tasreef farma hue aur Aap ne Hame Tamaam maqlooq ki paidaish se lekar jannati ke jannat me dakhil hone, aur dozaqi ke dozaq me puhanchne tak ki khabar farmayi, Jis shakhs ne usko (yane HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke farman ko) yaad rakha usne yaad rakha aur jo bhool gaya so wo bhool gaya. (Sahih Bukhari,vol:1,pg:453) Hazrath Yahiya bin muaaz rahmatullah alaih farmate hain: Mohabbat agar raae ke daane ke barabar bhi ho to Mujhe wo aisi 70 saala ibadat […]

Important Hadith

Important Hadith

Aye Insaan Agar tumhe yeh maloom hojaye ke sajde ki halat me tum par kitni rehmaten nazil hoti hai to tum kabhi sajde se sar uthaoge hi nahi. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo Shakhs Sacchi talab ke saath ALLAH TAALA se shahadat ki mout maangta hai to ALLAH TAALA usko Shahadat ke darje tak use puhancha deta hai, Agarche wo Bistar par hi inteqaal kiya ho. (Mustadrak,Hadith no:2412) Insaan jab acha sonchta hai to ALLAH TAALA khud hi raaste banadeta hai, aur Mushkilen Aasan farmadeta hai.. ALLAH TAALA ka irshaad […]

Todays Date
1st Ramadan