Saturday-20-04-24


SubhanAllah (سبحان الله )

SubhanAllah (سبحان الله ) !!!

Syeduna Jaber bin Abdullah Ansari Raziallahu anhu ne farmaya: main ne Hazrath RASOOLULLAH Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e babarkat me arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Mere Maa baap Aap par Qurban ! Mujhe batlaye ke ALLAH TAALA ne tamaam cheezaou se pehle kis cheez ko paida farmaya? Aap ne irshaad farmaya: Aye Jaber ! Beshak ALLAH TAALA ne tamaam kayenaat se pehle tumhare NABI Ke Noor ko Apne Noor se paida farmaya, phir wo Noor Qudrat e Ilahi se jaha chahta tha sair karta raha, us waqt looh thi na qalam, Jannat na Dozaq, Aasmaan na Zameen […]

Buying Stolen Goods According to Islam

Buying Stolen Goods According to Islam

Buying stolen goods – Does the Shariah permit this? Question:If something is being sold and in all probabilities that article is a stolen decent, then is it right to purchase that article according to the Shariah? If we have already bought it, then what does the Shariah say about it? Answer: If it is highly probable that the article which we want to buy is a stolen good or else gained by force, then purchasing it is not right according to the Shariah. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam)has given a stern warning about it: Translation: Hadhrat Abu Hurairah […]

Is saying Hello wrong?

Is saying Hello wrong?

Saying Hello in Islam : Question: What do the scholars say about the Fatwa that some scholars have issued that saying Hello should be outlawed, as it is something like saying “go to hell”? Answer : A single word can have different meanings. If “hello” means “go to hell” as you have said in your question, it is also used to welcome others. Thus, if anyone says “hello” to welcome others, it is permissible. There is no harm in it. One should not use this word in the wrong sense. It is necessary to refrain from doing so. And Allah […]

Hazrat Muhammad (Swallallahu Alaihi Wasallam)

Hazrat Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam)

Jaise mere sarkar hai Aysa nahi koi Hazrat Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam) k “KUCH Mojizaat”….Bohot saare baki hai Aap Hazrat Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam)) ka saya nahi tha! Aap (Swallallahu Alaihi Wasallam) ke Badan Mubarak per kabhi Makkhi nahi baithi! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) ko kabhi jamai nahi Aayee! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) jaise Agay daikhte the wesy hi Pichey dekhte the! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) jis janwar pe Sawar huwe wo kabhi bidka nahi (be qaboo na huwa!) Aap (Sallallahu alaihi wasallam) PASENEY MUBARAK Me Musk o Ambar ki Khushbo aati thi! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) Jis Pani Me Apna Loaab-E-Dahan Dal dete wo […]

Todays Date
1st Ramadan