Saturday-20-04-24


Hazrath Abu Mosa Ashaari r.a farmate hain

Hazrath Abu Mosa Ashaari r.a farmate hain

Hazrath Abu Mosa Ashaari raziallahu taala anhu farmate hain: Jis kisi ko ALLAH TAALA se koi hajat ho wo farz Namaz ke baad us se maange wo ataa farmayega (Kanzul ummal,vol:2,pg:109) Ummul Mominen Hazrath Ayesha Siddiqa raziallahu taala anha farmati hain: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Andhere me bhi is tarah Dekhte jis tarah Roushni aur ujale me dekhte hain. (Baihaqi,hadith no:2326) 3 chezou par amal karo zindagi behtaren hogi. 1) Quraan 2) Sunnat 3) Nasihat NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Neki Insaan ki umar ko zyada karti hai. (Mustadrak,hadith no:5610) Nafs ki Dusrustagi Sakhti aur […]

Todays Date
1st Ramadan