Tuesday-19-03-24


Friday Prayer

Friday Prayers

* Abu Huraira Narrated : I heard Allah’s Apostle Prophet Muhammadﷺ saying, “We (Muslims) are the last (to come) but (will be) the foremost on the Day of Resurrection though the former nations were given the Holy Scriptures before us. And this was their day (Friday) the celebration of which was made compulsory for them but they differed about it. So Allah gave us the guidance for it (Friday) and all the other people are behind us in this respect: the Jews’ (holy day is) tomorrow (i.e. Saturday) and the Christians’ (is) the day after tomorrow (i.e. Sunday).” Volume 2, Book 13, Number […]

Qayamat ke din

Qayamat ke din

Qayamat ke din insaan ke qadam us waqt tak nahi hatenge jab tak ke char (4) cheezon  ke baare me sawaal na kiya jaye, 1) Umar kahan guzari? 2) Ilm par kaha tak amal kiya? 3) maal kaha se kamaya aur kaha kharch kiya? 4) aur Jism ki taqatou ko kaha kharch kiya? (Jame Tirmizi,hadith no:2602) Related Link : Quran & Sunnah Islamic eschatology Ek Kabristaan Ke Gate Pe Likha Hua Tha

how can we save water

WATER – THE SOURCE OF ALL LIFE

There can be no denying the fact that WATER is the most important life source on Earth – without which no living creature can survive. Islam teaches us that wasting is a trait of the devil. (Indeed, the wasteful are brothers of the devils, and ever has Satan been to his Lord ungrateful.) (Surah Isra) The religion of Islam is the religion of life and its precepts and rules set the grounds for human felicity and success, both, for the individual, as well as for society. Islam has brought forth a complete programme for every facet of human life, and […]

fortune tellers in islam

Fortune Tellers in Islam

Allah’s Apostle Mohammed ﷺ said, “Whoever comes to fortune-tellers, and ask him about something, his prayer is not accepted for forty nights.” Narrated by Hafsah (Radi Allah Ta’lah Anha); Muslim transmitted it. 4595 of Mishkat al-Masabih. Allah’s Apostle Mohammed ﷺ  said, “He who eats seven ‘Ajwa dates every morning, will not be affected by poison or magic on the day he eats them.” Narrated by Saad (Radi Allah Ta’lah Anhu); Sahih Bukhari transmitted it. Vol 7:#356 of Sahih Bukhari. The Prophet Mohammed ﷺ  said, “Avoid the Mubiqat, i.e., shirk and witchcraft.”Narrated by Abu Hurairah (Radi Allah Ta’lah Anhu); Sahih Bukhari transmitted it. Vol […]

prophet mohammed saw

The Deliberate Poverty of the Holy Prophet Mohammed ﷺ

About Prophet Muhammad saw :  It is clear from the words of the Holy Prophet Mohammed ﷺ that the highest (spiritual) stations can be achieved by intentional poverty.  For the just folk, the Holy Prophet Mohammed ﷺ actually demonstrated that with Prophethood, nothing else in intended except following the command of Allah Most High. And I do not ask you any reward for it; my reward is only with the Lord of the worlds.  Surah Shu’ara (26:109) Here is a fine demarcation between those who are on the right path and those who seek to fill their own coffers…. It is mentioned […]

Mere Nabi Pyare Nabi

Mere Nabi Pyare Nabi

* Hazrath Anas Raziallahuanhu farmate hain : Main ne Hazrath NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke pasina Mubarak se Zyada Khushboodaar na koi Mushk sungha aur na koi Atar… (Sahih Muslim,vol:2,pg:257) * NABI-E-KAREEM Sallallahu aliahi wasallam ne irshaad farmaya:  Mai Tamaam Maqlooq Ki Taraf Risaalat Ki Shaan Ke Saath Bhaijha Gaya Hun, Aur Mujh Par Nabuwat Ke Silsile Ku Khatam kardiya Gaya. [Sahih Muslim,Hadees No:1195] * Beshak NABI E KAREEM (Sallallahu alaihi wasallam) ki mubarak zindagi me tumhare liye behtareen namona hai. (Surah Al Ahzaab:21) *  NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri Ummat me mujh […]

salat hadith

Namaz Hadith

* NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak Musalman namaz padhta hai aur uske gunah uske sar par rakhe hue rehte hain pas jis waqt wo sajda karta hai to uske gunah jhadh jate hain aur jab wo namaz se farigh hota hai to uski halat aisi hojati hai ke uske tamaam gunah us se jhadh chuke hote hain. (Shubul Imaan,Hadith No:3144) * Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu farmate hain: Main NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki baargah me chand khajoren lekar hazir hua, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! In par […]

sunnah hadith

Sunnah Hadith

* Hazrath Abdullah bin umar raziallahu taala anhuma farmate hain: Ek din HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Masjid me tashreef laaye, Hazrath Abu Bakar Aur Hazrath Umar (raziallahu taala anhuma) ek dayen janib the aur dusre bayen janib the, NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Aap donou ke haath pakde hue the, Aap ne irshaad farmaya: HUM QAYAMAT KE DIN ISI TARAH UTHENGE. (Jame Tirmizi,vol:2,pg:230) * NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main ne ALLAH TAALA se maroza kiya ke qayamat ke din Usman (raziallahu taala anhu) ko hisaab ke liye khada na kare, to ALLAH TAALA ne […]

allah

Allah Taala jab kisi bande se mohabbat farmata hai

Allah Taala jab kisi bande se mohabbat farmata hai,to Hazrath Jibreel amen (Alaihissalaam) ko bulata hai aur farmata hai,main falan bande se mohabbat karta hun tum bhi usse mohabbat karo! hazrath Jibreel amen (alaihissalaam) us bande se mohabbat karte hain,aur aasmaan me elaan (decalre) karte hai,Allah Taala falan se mohabbat karta hai,tum bhi us se mohabbat karo! Asmaan wale usse mohabbat karne lagte hai,phir uski quboliyat zameen me utaardi jati hai,yane zameen wale usse mohabbat karne lagte hain. (Sahih Bukhari,vol:1,pg no:292) Related Link: Subhan Allah

about namaz

Namaz ki Pabandi

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs 5 Namazon ki is tarah pabandi kare ke wuzu aur waqt ka ehtemaam kare, Ruku aur sajda achi tarah adaa kare, aur is tarah namaz padhne ko apne zimme ALLAH TAALA ka haq samjhe,To us shakhs par jahannum ki aagh haram kardi jayegi. (Musnad Imaam Ahmed,Hadith no:17882) Jo shakhs Raat ko wuzu karke soye to ek farishta uske saath hota hai aur jab bhi wo shakhs bedaar hota hai to wo farishta dua karta hai: Aye ALLAH apne flan bande ko baqshde. (Sahih Ibne Hibban,vol,3,pg:328) Related Link: Namaz-e-tawbah How […]

MISWAK THE SUNNAH

MISWAK THE SUNNAH

The use of Miswak is a method for cleaning the mouth and is pleasing to Allah (The Almighty). The Miswak is a stick through which a person cleans the mouth. An incredible Sunnah of the Messenger of Allah (May Allah bless him and grant him peace). Moreover it is a Sunnah of all the Messengers of Allah (upon them all be peace), for they used the Miswak. Abu Ayyub Ansari (might Allah be satisfied with him) portrays that four things are the Sunnahs of all the prophets (upon them all be peace) Circumcision To use fragrance To use Miswak Marriage […]

TASBEEH FATIMAH

TASBEEH FATIMAH

Ek martaba Hazrat Ali radiallahotalanho ne Khatoone jannat FATIMAH ZAHRA radiallaho talanha se Farmaye aye Fatimah tum ghar ka kaam bhot karti ho pani khud bharti ho chakki pisti ho bartan saf krna khana pakana bacho ki parwarish kapde dhona itna sara kam tum akeli karti ho chakki pis ke hato me chale pad gaye . apne BABA JAAN NABI YE RAHMAT sallallaho alaihi wasalam se Ek kaneeza manglo jo tumre kam me madad kare .. Shuhar ke farman pe amal karte hue HAMARE NABI KI PYARI SHAIZADI FATIMAH ZAHRA NABI ki bargah me hazir hoti hi aur farmati hi […]

About picking up a lost thing

About picking up a lost thing

Narrated by Ubai bin Ka’b : I found a purse containing one hundred Diners. So I went to the Prophet (and informed him about it), he said, “Make public announcement about it for one year” I did so, but nobody turned up to claim it, so I again went to the Prophet who said, “Make public announcement for another year.” I did, but none turned up to claim it. I went to him for the third time and he said, “Keep the container and the string which is used for its tying and count the money it contains and if […]

Hazrath Saeb Bin Yazeed raziallahu taala anhu ne farmaya

Hazrath Saeb Bin Yazeed raziallahu taala anhu ne farmaya

Hazrath Saeb bin yazeed raziallahu taala anhu ne farmaya: Main Masjid e Nabawi me Khada hua tha to ek Saheb ne meri taraf kankari phaink kar mutawajjeh kiya, Main ne dekha ke Hazrath Umar bin khattab raziallahu taala anhu hain aapne ishara diya ke un 2 aadmiyou ko mere paas leaou! To Main un dono ko lekar aapke paas phuncha, Hazrath Umar raziallahu taala anhu ne farmaya: Tum kis Ilaqe ke bashinde ho? un dono ne arz kiya: Hum Taef ke basinde hain, Aap ne farmaya: Agar tum is shaher ke rehne wale hote to main zaroor tumhe saza deta tum […]

Importance Of Mawlid an Nabi

Importance Of Mawlid an Nabi

Mawlid an Nabi – The greatest bounty of Allah Most High The birth of the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) is an incredible abundance of Allah Most High for the entire world. Before His arrival, the world was rife with barbarism and terrorism. People were seeped in polytheism and oppression (mistreatment) was the norm. The society was stuck in an abyss. In such times, Almighty Allah sent the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) as the guide for the worlds. He guided humanity along the right path, dispelled the darkness of polytheism and illuminated them with the light of […]

short hadith

3 Persons whom Allah will not look

Narrated by Abu Huraira Allah’s Apostle said, “There are three persons whom Allah will not look at on the Day of Resurrection, nor will he purify them and theirs shall be a severe punishment. They are : 1. A man possessed superfluous water, on a way and he withheld it from travelers. 2. A man who gave a pledge of allegiance to a ruler and he gave it only for worldly benefits. If the ruler gives him something he gets satisfied, and if the ruler withholds something from him, he gets dissatisfied. 3. And man displayed his goods for sale […]

daily hadith

O Allah’s Apostle !

About Distributing Water : A tumbler (full of milk or water) was (conveyed) brought to the Prophet who drank from it, while on his right side there was sitting a boy who was the youngest of those who were present and on his left side there were old men. The Prophet asked, “O boy, will you allow me to give it (i.e. the rest of the drink) to the old men?” The boy said, “O Allah’s Apostle ﷺ ! I will not give preference to anybody over me to drink the rest of it from which you have drunk.” So, the […]

Hazrath Jibreel Alaihissalaam ne arz kiya

Hazrath Jibreel Alaihissalaam ne arz kiya

NABI E KAREEM ﷺ ne ek martaba Hazrath Jibreel Ameen se farmaya ke Jibreel zara ye to batou ke tumhari Umar kitni hai? Hazrath Jibreel Alaihissalaam ne arz kiya: Aqa meri Umar ka to mujhe andaza nahi likin itna yaad hai ke, (saari kayenaat ke paida hone se pehle ALLAH TAALA ke hijabaat e Azmath me se ) 4 the parda e Azmat me ek Norani Sitara chamka karta tha, Aur wo sitara 70 Hazaar saal ke baad ek martaba chamkta hai, AQA main ne apni zindagi me wo NORANI SITARA 72 Hazaar martaba dekha hai, HUZOOR E AKRAM ﷺ (muskurate hue […]

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam

Hazrath Qasim bin Muhammed raziallahu taala anhu farmate hain

Hazrath Qasim bin Muhammed raziallahu taala anhu farmate hain: HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke Sahaba me se ek sahabi ki Binayi chali gayi to log unki Iyadat ke liye gaye, Aap ne farmaya: Main in Aankhou ko sirf is liye pasand karta tha ke in ke zarye mujhe HUZOOR sallallahu alaihi wasallam ka didaar naseeb hota tha,Ab chunke HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ka (zaheran) wisaal e mubarak hogaya hai isliye agar mujhe Hiran ki aankhen bhi mil jaye to koi khushi na hogi. (Al Adab Al Mufrad,hadith no:533)

Types of Kufr (Disbelief)

Types of Kufr (Disbelief)

Ibn Kathir : The Qur’an uses the word kufr to denote people who cover up or hide realities. The Qur’an uses this word to identify those who denied Allah’s favors by not accepting His Dominion and Authority. Kufr thus is an antonym for iman or disbelief in Allah and a kafir is a non-believer. This type of kufr is called al-kufr al-akbar or major kufr . There are many types of al-kufr al-akbar: 1. Kufr ul-‘Inad : Disbelief out of stubborness. This applies to someone who knows the truth and admits to knowing the truth and admits to knowing it with his tongue, but refuses to accept it and refrains […]

Jibreel (alaihissalaam) ne arz kiya

Jibreel (alaihissalaam) ne arz kiya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jibreel Amen (alaihissalaam) ne arz kiya: Main ne tamaam zameen ke àtraaf kinare kinare ko chaan liya, Magar na to Main ne MOHAMMED MUSTAFA Sallallahu alaihi wasallam se behtar kisi ko paaya, aur na hi mai ne bano hasim ke ghar se badh kar behtar koi gharana dekha. (Al Moujamul Aousat,hadith no:2685)

Mawlid an Nabi

Mawlid an Nabi

Mention of Mawlid an Nabi in the Holy Quran There is a verse of the Holy Quran: O People of the Book! Indeed there has come to you Our Messenger who (clearly) unfolds to you many such things from the Book as you have been concealing and who overlooks many of (your) wrongs (too). There has indeed come to you a light from Allah (i.e., Mohammed ﷺ ) and an Enlightening Book (i.e., the Holy Quran). [Surah Maida (5:15)] He said that Almighty Allah has addressed the People of the Book Almighty Allah has first mentioned the Mawlid of the Holy […]

sallallahu alaihi wasallam

Aap sallallahu alaihi wasallam dua farmate to wo mushkil aur pareshani dur hojati

Hazrath Jareer raziallahu taala anhu farmate hain : Main ne HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam se apni pareshani bayaan ki ke main ghode par jam kar nahi baith sakta, To NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne mere sine par apna Dast e Mubarak phaira aur Dua farmayi : Aye ALLAH! Isko ghode par qayem rakh aur use Haadi aur Mehdi karde. (Sahih Muslim,vol:2,pg:297) Note : Sahaba Ekraam raziallahu taala anhum ko koi pareshani aati ya musibat aati to wo Pyare Aaqa Mustafa sallallahu alaihi wasallam ki baargah me hazir hokar arz karte aur Aap sallallahu alaihi wasallam dua farmate to […]

Virtues of the Quran

Virtues of the Quran

Narrated by ‘Aisha and Ibn ‘Abbas : The Prophet ﷺ remained in Mecca for ten years, during which the Quran used to be revealed to him; and he stayed in Medina for ten years. Narrated by Abu ‘Uthman :  I was informed that Gabriel came to the Prophet while Um Salama was with him. Gabriel started talking (to the Prophet). Then the Prophet asked Um Salama, “Who is this?” She replied, “He is Dihya (al-Kalbi).” When Gabriel had left, Um Salama said, “By Allah, I did not take him for anybody other than him (i.e. Dihya) till I heard the […]

Itikaf for Women

Itikaf for Women

Women can also do Itekaf : It has also been proved from hadith that women can also do aetekaf.The hadith highlighting the fact is as follows: Narrated ‘Aisha: (the wife of the Prophet) The Prophet used to practice Itikaf in the last ten days of Ramadan till he died and then his wives used to practice Itikaf after him. (Sahih Bukhari : Book 3 , Volume 33 , Hadith 243) The vow for Itekaf should be fulfilled: If some one has vowed to do aetekaf he should fulfill his vow.This is proved from the following hadith: Narrated Ibn ‘Umar: that ‘Umar […]

Itikaf in Islam

Itikaf in Islam

Itikaf (Stay in Mosque) : Itikaf Meaning : ‘To confine oneself in a mosque for prayers, invocations and Ibadah, leaving the worldly activities for a limited no. of days.’ It is another prescribed Sunnah which bears great rewards for the person who does it. A Mu’takif (one who observes Itikaf) is supposed to devote himself to Ibadah during these days, away from worldly affairs. The Ibadah may include performing Nawafil prayers, Invocations, Recitation & understanding of Qur’an, Reading & understanding ahadith etc. And, mostly, Itikaf is associated with trying to find out the ‘Night of Qadr‘. Itekaf starts with the […]

salatul tasbeeh namaz

SALATUL TASBEEH KI FAZILAT O TARIQA

HUZOOR E AKRAM ﷺ ne apne chacha hazrat abbas رضي الله عنه ko is namaz ki targheeb farmayi, is namaz k padhne se ALLAH TA’ALA padhne waley k agley pichle, naye puraney, ghalti se aur jaan boojh kar kiye huye chote badey aur zahiri aur poshida sab gunah bakshdega Aur HUZOOR E AKRAM ﷺ ne inhey farmaya k agar har roz ek baar padh sakey to har roz padhle aur agar har roz nahi padh sakey to har jumu’a me ek martaba padhle aur agar har jumu’a me bhi na padh sakey to har mahine me ek baar padhley aur […]

Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Parhez Kiya Karo 

Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Parhez Kiya Karo 

Hadees : Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Bani Israeel Me Do Shakhs They Inme Se Ek Tou Gunaahgar Tha Aur Dusra Ibadat Me Koshish Karney Wala Tha, Ibadat Ki Koshish Karne Wala Hamesha Dusre Shakhs Ko Gunaah Karta Hua Hi Dekhta Tha Aur Uss Se Kehta Tha Ki Inn Gunaaho Se Rook Ja. Ek Roz Uss (Aabid Ne) Kisi Ko Gunaah Kartey Huye Paya Tou Uss Sey Kaha Ki Iss Se Rook Ja! Tou Gunaahgar Ne Kaha Ki “Mujhe Mere Rab Ke Saath Chorh De, Kya Tu Mujh Par […]

THE WATER OF HOUZ E KAUSAR

THE WATER OF HOUZ E KAUSAR

On the Day of Judgment, every Prophet will have a Houz (tank) and the Houz of our Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) is called Houz-e-Kauthar. Its length will be equal to a day’s march. Its soil will be musk, very fragrant. Its water will be whiter than milk and sweeter than honey, more fragrant than musk and cooler than ice. The vessels in which it is drunk will be shining like stars. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) will give it to His followers with His own blessed hands. Whoever drinks once will not feel thirsty again. There […]

Houz e Kouser

Houz e Kouser

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Houz e Kouser ke bartan sitarou ke barabar honge, us se jo bhi insaan ek ghont pilega, to hamesha ke liye uski piyaas bujh jayegi. (Sunan e Ibne Majah, Hadith no:4303) HAUZ –E-KAUSAR SE HATAI JANE WALE LOG : Rasool Allah (s.a.w) ne Farmaya “ ki yakeen jano (Qayamat ke din) Hauz per tumhara mera saamna hoga ( Yaani Main tumko Pilane ke liye pehle pahucha hua honga). Jo mere pass se hoker Guzrega, Pee lega or Jo (Mere Pass Hauz se ) Pee lega, Kabhi pyassa na hoga, Phir Irshad Farmaya, […]

Namaz Momin ka Noor hai

Namaz Momin ka Noor hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Namaz Momin ka Noor hai. (Kanzul Ummal,Hadith No:7435) Hazrath Ibne Iliyan rahmatullah alaih se pucha gaya: ALLAH TAALA bande se raazi hai kaisa maloom hoga? Aap ne farmaya: Bande ko jab Neik aamaal karne me Rahat aur Khushi mile aur gunahou se tabiyat bechain hojaye. NABI E RAHMAT Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mujh par meri ummat ke Ache aur bure Amaal pesh kiye jate hain. (Sahih Muslim,vol:1,pg:207)  

wuzu

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain

Main ne NABI E PAAK Sallallahu alaihi wasallam ko dekha ke asar ka waqt hochuka tha, logou ne wuzu ke liye paani talaash kiya magar na mila, Phir NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me kuch paani laaya gaya, To HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne apna dast e mubarak us bartan me rakh diya aur logou ko us paani se wuzu karne ka hukum farmaya, Main ne dekha paani aapki mubarak ungliyou ke niche se nikal raha tha aur shuru se aakhir tak tamaam logou ne wuzu kiya, Hazrath Abu Hamza raziallahu taala anhu farmate hain: Us waqt […]

arabic durood

Benefits of Reciting Durood

The Mercies of Allah Most High on those recite Durood It is related in Waseelatul Udhma: The individual who sneezes and says: Alhamdullillahi ala kulli haalin maa kaana min haalin and then recites Durood on Me and My progeny, Allah Most High creates a bird from that person’s left nostril, bigger than a fly and smaller than a locust, which flies under the ‘Arsh (of the Lord Almighty) and says: O Allah! Forgive the person who glorifies You and sends greetings on Your Prophet. This is related by Ibn Bashkawaal. Imam Sakhawi (May Allah shower His Mercy on him) has […]

Milad un Nabi|12 Rabi Ul Awal|Malwid

Milad un Nabi|12 Rabi Ul Awal|Malwid

Shariah ruling about celebrating the Mawlid :  Fifty-five days after the incident of Abraha, in the city of Makkah, on the 12th of Rab’ee ul Awwal, which corresponds to the 20th of April, at the crack of dawn, the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) arrived in this world. His radiance illuminated the world for posterity and happiness descended over the world. The animals of jungle congratulated each other on His birth. For 3 days the Ka’aba kept swaying in ecstasy. Hadhrat Abdul Muttalib (May Allah be well pleased with him) saw it. On that day, there was a special […]

About The Month of Rabi Ul Awwal

About The Month of Rabi Ul Awwal

Rabi Ul Awwal : The third month of the Islamic calendar The Meaning of the Word “Rabi-ul-Awwal”: The first month of spring. Auspicious Occasions :- The Holy Prophet Mohammed  صلى الله عليه وسلم was born in this month as mercy for all and departed from this world 63 years later Events of Rabi-ul-Awwal * The Holy Prophet  Mohammed  صلى الله عليه وسلم migrated from Makkah to Madinah Munawwarah. * Battle of Buwaat took place in the year 2 A.ll. *Battle of Saf’vaan took place in the year 2 A.H. *Abu Bakr’s( رضي الله تعالى عنه) daughter, Asma (R.A.) was born 6 years before Prophecy. […]

recitation of holy quran

Reciting the Holy Quran Without Moving the Lips

Question : One of my companions doesn’t even move his lips while reciting Surah Fatiha in Nafl Salaat. Whenever asked, he said that he recites it in his mind. So, what should we do, recite with movement of our lips or without? Answer : The minimum level of Qiraat Sirri i.e. reciting to oneself implies that the person reciting must be able to hear his/her own voice and the words must be pronounced properly.  The words can be pronounced properly only when the lips are moved.  As mentioned in Durre Mukhtar, Vol.1, Pg. No. 395 and in Fatawa A’alamgiri, Vol. 1, Pg. […]

zakat percentage

Have you paid their Zakat?

Amr bin Shu’aib narrated from his father, from his grandfather, : that two women came to the Messenger of Allah, and they each had a bracelet of gold on their forearms. So he said to them: “Have you paid their Zakat?” They said, “No.” The Messenger of Allah said to them: “Would you like for Allah to fashion then into two bracelets of Fire?” They said, “No.” He said: “Then pay its Zakat.” (Tirmidhi Vol. 2, Book 2, Hadith 637) Those precious moments in Fajr when it feels like just you and Allah and peace all around. O Allah, help […]

Todays Date
1st Ramadan