Tuesday-19-03-24


salatul tasbeeh namaz

SALATUL TASBEEH KI FAZILAT O TARIQA

HUZOOR E AKRAM ﷺ ne apne chacha hazrat abbas رضي الله عنه ko is namaz ki targheeb farmayi, is namaz k padhne se ALLAH TA’ALA padhne waley k agley pichle, naye puraney, ghalti se aur jaan boojh kar kiye huye chote badey aur zahiri aur poshida sab gunah bakshdega Aur HUZOOR E AKRAM ﷺ ne inhey farmaya k agar har roz ek baar padh sakey to har roz padhle aur agar har roz nahi padh sakey to har jumu’a me ek martaba padhle aur agar har jumu’a me bhi na padh sakey to har mahine me ek baar padhley aur […]

Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Parhez Kiya Karo 

Kisi Ke Hashr Ka Daawaa Karne Se Parhez Kiya Karo 

Hadees : Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – Bani Israeel Me Do Shakhs They Inme Se Ek Tou Gunaahgar Tha Aur Dusra Ibadat Me Koshish Karney Wala Tha, Ibadat Ki Koshish Karne Wala Hamesha Dusre Shakhs Ko Gunaah Karta Hua Hi Dekhta Tha Aur Uss Se Kehta Tha Ki Inn Gunaaho Se Rook Ja. Ek Roz Uss (Aabid Ne) Kisi Ko Gunaah Kartey Huye Paya Tou Uss Sey Kaha Ki Iss Se Rook Ja! Tou Gunaahgar Ne Kaha Ki “Mujhe Mere Rab Ke Saath Chorh De, Kya Tu Mujh Par […]

Todays Date
1st Ramadan