Tuesday-19-03-24


salat hadith

Namaz Hadith

* NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak Musalman namaz padhta hai aur uske gunah uske sar par rakhe hue rehte hain pas jis waqt wo sajda karta hai to uske gunah jhadh jate hain aur jab wo namaz se farigh hota hai to uski halat aisi hojati hai ke uske tamaam gunah us se jhadh chuke hote hain. (Shubul Imaan,Hadith No:3144) * Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu farmate hain: Main NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki baargah me chand khajoren lekar hazir hua, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! In par […]

sunnah hadith

Sunnah Hadith

* Hazrath Abdullah bin umar raziallahu taala anhuma farmate hain: Ek din HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Masjid me tashreef laaye, Hazrath Abu Bakar Aur Hazrath Umar (raziallahu taala anhuma) ek dayen janib the aur dusre bayen janib the, NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Aap donou ke haath pakde hue the, Aap ne irshaad farmaya: HUM QAYAMAT KE DIN ISI TARAH UTHENGE. (Jame Tirmizi,vol:2,pg:230) * NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main ne ALLAH TAALA se maroza kiya ke qayamat ke din Usman (raziallahu taala anhu) ko hisaab ke liye khada na kare, to ALLAH TAALA ne […]

Todays Date
1st Ramadan