Tuesday-19-03-24


YA RASOOLALLAH!

YA RASOOLALLAH!

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Momineen se Unki JANOUN (Life) se bhi zyada Qareeb hain. (Surah Al Ahzaab:06) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Neki ki taraf rehnumayi karne wala Neki karne wale ki tarah hai. (Jame Tirmizi) Hazrath Syeduna Hasan bin Sabit raziallahu taala anhu farmate hain:YA RASOOLALLAH! ﷺ Aap jaisa Haseen meri Aankh ne kabhi nahi dekha aur Aap jaisa Husn o jamaal wala kisi khatoon ko tawallud hi nahi hua, Aap har Aaib o Alaesh se paak paida kiye gaye goya Aap ko is shaan ke saath paida kiya gaya Jaisa Aap chahte the….. […]

nabi ki sunnat

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Apne DAST E MUBARAK ko zameen par rakh kar irshaad farmaya: Ye flan shakhs ki halakat ki jagah hai, ye flan shakhs ki halakat ki jagah hai, Raavi kehte hain: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne kuffar ke marne ki jis jagah nishandahi farmayi thi kisi ki nash us jagah se thodi bhi aage nahi paayi gayi. (Sahih Muslim,vol:2,pg:102) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me arz kiya gaya: Aap us Shakhs ke baare me kya farmate hain: Jo Nek Amal karta hai aur us amal par log uski Tareef […]

Muhaddith-E-Deccan

Hazrath Muhaddis-E-Deccan

Hazrath Muhaddis-E-Deccan,Abul Hasanaath, Syed Abdullah shah Naqshbandi Mujaddidi wo Quadri ,Rahmatullahi ta’la alay: Aapki Wiladat ba sadat juma ke din 10 zilhajja 1292 hijri 5 saa’at subah shaher Hyderabad me hui. Aapki wiladat ka din wahi mubarak din hai jis din hujjaj ekraam arafaat me hazri dekar mina me qurbahiyan adaa karke KABATULLLAH SHAREEF me TAWAAF me masroof rehte hain, yaqinan jo zaat e aali martabate arafaat ka paighaam sidq wo safa lekar tulu hogi wo maarifat ka aftaab aur wilaayat ka mehtaab hogi. aur Aapka Wisaal e Mubarak 18 Rabi us Saani 1384 hijri me hua. Related Link: Muhaddis-e-Deccan

list of kabira gunah

Gunah in Islam

Hadees! Tum Me Se Ek Shakhs Gunah Karta Hai Aur Is Ka Gunah Nama Amaal Me Likh Dia Jata Hai, Phir Wo Tauba-o-Astaghfar Karta To ALLAH TA’ALA use Muaf Kar Deta Hai! Aap ﷺ  Ne Yeh Irshad 2 Bar Farmaya, Phir Farmaya Ke Jab Tak Tum Tauba-o-Astaghfar Se Na Uktao To ALLAH TA’ALA Muaf Karne Se Nahi Uktata.” Tibrani Insaan ki kaamiyabi in 3 chezou ke bagair mukammal nahi hosakti.. 1) Gunah ke baad Touba karna, 2) Musibatou par sabar karna, 3) Nemat par shukar adaa karna. NABI E KAREEM ﷺ  ne irshaad farmaya: Meri Ummat ke tamaam logou ke gunah ALLAH […]

Sadqa

Sadqa in Islam

Sadaqah in Islam : NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Sadqa Musibat ke 70 Darwaze band kardeta hai. (Tabrani,hadith no:4276) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo koi Makkah shareef aur Madine Shareef me Inteqaal kare ALLAH TAALA unhe Qayamat ke din Aman paane walou me uthayega. (Baihaqi,Hadith no:3994) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs me ye 3 chezen ho ALLAH TAALA usko apni rehmat me lelega, 1) Kamzoro ke saath narmi karna 2)Waliden ke saath meharbani karna 3) Gulamon ke saath ehsaan karna. (Jame Tirmizi,hadith no:2494) Jis ne […]

hijab in islam

Parda in islam

Aourat ko chand ki Tarah Nahi Hona Chahye ” Jise Har Koi Benaqaab dekh Sake ” Balke, Aourat ko Suraj ki Tarah hona Chahye ” Jise Dekhne se pehle Aankhen Jhuk Jaye. (Khatoon e Jannat Hazrath Syeda Fatima Raziallahu Taala Anha) The verse of Surah Noor, says: ” And say to the believing women that they should lower their gaze and guard their modesty; that they should not display their beauty and ornaments except what (must ordinarily) appear thereof; that they should draw veils over their bosoms and not display their beauty except to their husbands’ fathers, their sons…” [Al-Quran […]

ayat e karima benefits

Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain na wo ambiya hain aur na wo Shuhada , baroz qayamat ALLAH TAALA ke paas unke maqaam wo martabe ki wajeh se Ambiya wo shuhada unki tareef karenge. Sahaba ekraam raziallahuanhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam wo kaun Hazraath hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: wo log sirf ALLAH ki RAHMATH o inayat ki wajeh se apas me Mohabbat rakhte hain, na to apasi rishtedari ki wajeh se aur na maali leen deen ki wajeh se ! ALLAH KI […]

jannat in islam

Jannat Islam

NABI E KAREEM ﷺ ne irshaad farmaya : Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega, Aur har Hazaar ke saath 70 Hazaar logon ko JANNAT me dakhil farmayega aur QUDRAT ke paso’aou se 3 pasoo logon ko jannat me dakhil farmayega. (Jame Tirmizi,Hadith No:2624) Note : ALLAH TAALA ne apne Mahboob aur khaas bandon ke liye khuskhabri sunayi ke wo bagair hisaab o kitaab ke jannat me dakhil hunge aur unki nisbat se digar Imaan walon par iski barkat zaher hogi… […]

Muzabana

Muzabana And Muhaqala

Abu Huraira Narrated  The Prophet Mohammed ﷺ  allowed the sale of the dates of the ‘Araya for ready dates by assessing the previous which should be estimated as less than five Awsuq or five Awsuq. (Dawud, the sub-narrator is not sure as to the right amount.) Sahih bukhari : Volume 3, Book 40, Number 568 Narrated by Rafi ‘bin Khadij and Sahl bin Al Hathma : Allah’s Apostle Mohammed ﷺ forbade the sale of Muzabana, i.e. selling of fruits for fruits, except in the case of ‘Araya (from the direct exchange of one kind); he allowed the owners of ‘Araya such kind of sale.  Sahih […]

dogs and islam

Dogs in Islam

Abu Huraira Narrated : Allah’s Apostle Prophet Mohammed ﷺ said, “Whoever keeps a dog, one Qirat of the reward of his good deeds is deducted daily, unless the dog is used for guarding a farm or cattle.” Abu Huraira (in another narration) said from the Prophet Mohammed ﷺ, “unless it is used for guarding sheep or farms, or for hunting.” Narrated Abu Hazim from Abu Huraira: The Prophet said, “A dog for guarding cattle or for hunting.” Volume 3, Book 39, Number 515 Narrated by As-Sa’ib bin Yazid: Abu Sufyan bin Abu Zuhair, a man from Azd Shanu’a and one […]

isha namaz

Witr Namaz

“Allaah subhanahu wa ta’ala  has prescribed for you a Namaz/prayer (by which He may increase your reward), which is WITR; Allaah has ordered it for you during the time between ‘Isha’ prayer until dawn begins.” Narrated by al-Tirmidhi, 425; classed as saheeh by al-Albaani in Saheeh al-Tirmidhi. Meaning of Witr ‘Al-Witr’, the Arabic term, denotes an odd number (which cannot be divided by 2). In Islamic terminology it is used for the night prayer. Ibn Umar Narrated that : Once a person asked Allah’s Apostle Prophet Mohammed ﷺ about the night prayer. Prophet Mohammed ﷺ replied, “The night prayer is offered as 2 Rakat […]

life of prophet muhammad

Muhammed Rasool Allah

Rasool Mohammed Mustafaﷺ ne irshaad farmaya: Har NABI ke liye 2 vazir Asmaan walou se aur 2 vazir zamen walou se hote hain, pas Asman walou me se mere 2 vazir Hazrath Jibreel aur Mikaeel (Alaihimassalaam) hain, aur Zameen walou me se mere 2 vazir Abu bakr wo Umar (Raziallahu taala anhuma) hain. (Jame TIrmizi,Hadith no:3680) Rasool Mohammed Mustafaﷺ ki khidmat me ek aourat apne pagal ladke ko lekar hazir hui, HUZOOR sallallahu alaihi wasallam ne ladke ke sine par haath phera, uske liye dua farmayi, uske baad hi wo ladka acha hogaya aur pagalpan dur hogaya. (Mishkaat,Hadith no:5923) Muhammed Rasool Allah ﷺ ne […]

islamic views on slavery

Slavery in Islam

Narrated by Abu Huraira : The Prophet Mohammed ﷺ said, “Whoever frees a Muslim slave, Allah will save all the parts of his body from the (Hell) Fire as he has freed the body-parts of the slave.” Said bin Marjana said that he narrated that Hadith to ‘Ali bin Al-Husain and he freed his slave for whom ‘Abdullah bin Ja’far had offered him ten thousand Dirhams or one-thousand Dinars. (Volume 3, Book 46, Number 693) Abu Dhar Narrated: I asked the Prophet Mohammed ﷺ , “What is the best deed?” He replied, “To believe in Allah and to fight for His Cause.” I […]

About Eclipses in Islam

About Eclipses in Islam

Abu Bakra Narrated  : We were with Allah’s Apostle Rasul Allah Sallallahu Alayhi Wasallam when the sun eclipsed. Rasul Allah ﷺ stood up dragging his cloak till he entered the Mosque. He led us in a two-Rakat prayer till the sun (eclipse) had cleared. Then the Prophet Mohammed  ﷺ said, “The sun and the moon do not eclipse because of someone’s death. So whenever you see these eclipses pray and invoke (Allah) till the eclipse is over.” (Volume 2, Book 18, Number 150) Narrated by Abu Masud : The Prophet said, “The sun and the moon do not eclipse because of the death of […]

women islam

Great Womens of Islam

Hadhrat Umme Haroon (May Allah be well pleased with her) She was among those admirers/worshippers who were enormously aware of Allah Most High. She would have just bread (Roti). She said that she would feel comfort just when night came. When day dawned, she would be miserable. She would spend the entire night in love. When, she ventured out her home and somebody shout out: Catch her! She fainted. For 20 years, she didn’t apply any oil to her head. At whatever point she would unbraid her hair, she would find them to be more beautiful than the hair of […]

Rabi ul Akhir

Rabi ul Akhir

Rabi al Thani also known as Rabi-ul-Akhir is the fourth month of the Islamic calendar. The literal meaning of this month means “the second spring”. This very month, on the 11th, is the death anniversary of the King of Baghdad, Chief of the contented souls, the incomparable, Huzoor Ghaus-ul-Azam, Shaikh Sayyiduna Mohiuddin, Abdul Qadir Jilani, Hassani Hussaini, Baghdadi (May Allah be pleased with him). The meaning of the word rabi ul akhir :- The second month of spring. There is a Hadith of Hazrat Anas bin Malik (May Allah be pleased with him): “Oh Messenger of Allah, when we give charity on behalf […]

Namaz

Jo Shakhs Waqt Par Namaz Na Padhe

Jo shakhs waqt par namaz na padhe , achi tarah wuzu na kare ,uske ruku wo sujood Khushu khuzu ke saath achi tarah na kare to wo Namaz siya wo tareek bankar ye kehte hue buland hogi: ALLAH TAALA tujhe zaei kare ! Jaisa ke tu ne mujhe zaei kiya ,yaha tak ke wo namaz ALLAH TAALA jahan tak chahe phunchti hai to use aisa lapeta jata hai jaisa ke bosida kapda lapeta jata hai ,phir wo namazi ke chehre par maardi jati hai.. (Al Moujamul Aousat ,hadith no:3213) Related Link: How to Perform (Pray) Salat (Namaz) Namaz-e-tawbah How to […]

Prophet Mohammed

Mohammed ﷺ once asked Jibrail Alayhi Salam

Hazrat Abu Hurairah Radiallahu Anhu relates that Rasul Allah Sallallahu Alayhi Wasallam once asked Jibrail Alayhi Salam: “Oh Jibrail, how old are you?” He replied: “I do not know. But I know this much, that there was a star in the fourth heaven that used to shine after every 70, 000 years and I have seen that star 72, 000 times.” On hearing this Rasul Allah Sallallahu Alayhi Wasallam said: “By the honour of Allah the almighty, I am that star!” 70 000 x 72 000 = 5, 040, 000, 000 (five billion, forty million) years. That star that shone […]

What was created first by Allah?

What was created first by Allah?

‘Hazrat Ibn Abdullah Ansari Radiallahu Anhu narrates that he asked the Prophet Mohammed  ﷺ , “What was created first?” Rasul Allah  ﷺ  replied: “the first thing that Allah created was my Noor, with his own Noor, before anything else. The Noor was floating about and travelling wherever Allah wished. Then Allah wanted to create everything, so he split the Noor in to four parts. With the first He created the Pen, with the second he created the tablet of destiny, with the third he created the Arsh, and He split fourth in to another four. With the first of that He created the […]

hadees pak in urdu

Hazrath Halima Raziallahu taala anha farmati hain

Hazrath Halima Raziallahu taala anha farmati hain: Jab HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ko apne paas laaye hame kabhi chiragh ki zarorat hi pesh nahi aayi, Kyun ke AAPKE Mubarak chehre ka NOOR chiragh ki roushni se zyada Roushan wo Munawwar hai, Agar kisi dusre maqaam par kabhi hame chiragh ki zarorat pesh aati to hum AAPKO us maqaam par lejate, AAPKI BARAKAT se usi waqt daro diwaar aur makanaat Roushan hojate. (Tafser e Mazhari,vol:6,pg:514) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Juma ke roz mujh par kasrat se Durood padha karo, behsak juma ka din youm e mashood […]

hadees mubarak

ALLAH ke Raaste Me Jo Kharch Karega

Hadees Mubarak : Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaya: ALLAH ke raaste me jo kharch karega use 700 guna Sawaab milega. (Mustadrak,Hadith no:2441) Jo shakhs tumhari nazrou se tumhari zarorat ko samjh nahi sakta, us se kuch maangh kar khud ko sharminda na karo. (Hazrath Ali Raziallahu taala anhu) Beshak jo log ALLAH TAALA aur uske RASOOL E AKRAM ﷺ ko takleef dete hain un par duniya wo aakhirat me ALLAH TAALA ne Laanat ki hai aur unke liye zillat bhara azaab tayyar kar rakha hai. (Surah Al Ahzaab:57) Related Link : Hadith of the Day Sahih al-Bukhari Hadith

durood shareef

Juma ki raat Durood Padhe ALLAH TAALA uski 100 Hajaten Pori farmata hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: “Jo shakhs mujh par Juma ke din aur Juma ki raat Durood Padhe ALLAH TAALA uski 100 Hajaten Pori farmata hai, 70 Aakhirat ki aur 30 Dunya ki, phir ALLAH TAALA uske liye ek farishta muqarrar kar deta hai jo ke mere rouze me Durood istarah paish karta hai Jis tarah Tumhe Hadye paish kiye jate hain, wo Mujhe us shakhs ke naam wo nasab ki uske Khandaan ke saath khabar deta hai, pas Main Use Apne Paas Safaid Sahife me Sabt karleta ho.” (Shubul Imaan,hadith no:3035) Related Link: Darood […]

Naam e Mubarak zameen mein MOHAMMED ﷺ hai to Aasmano mein AHMED ﷺ

NABI E AKRAM صلى الله عليه وسلم  ka Naam e Mubarak zameen mein ” MOHAMMED ” (Bahut zyada tareef ki hui zaat) صلى الله عليه وسلم  hai to Aasmano mein “ AHMED ” (Bahut zyada tareef farmane wale) صلى الله عليه وسلم  hai. NABI E AKRAM صلى الله عليه وسلم  ke naam e mubarak me jumla 4 huroof hai aur ALLAH TAALA ke Isme paak ALLAH me bhi 4 huroof hai.     (Subul ul Huda war Rashaad,vol:1,pg:408)  

Jab Hazrath Eisa Alaihissalaam ki wiladat hui to

Jab Hazrath Eisa Alaihissalaam ki wiladat hui to

Quraan e Kareem ne Hazrath EISA Alaihissalaam ki wiladat ka zikar kiya: Jab Hazrath Eisa Alaihissalaam ki wiladat hui to Aapne farmaya: ” Aur ALLAH TAALA ne mujhe namaz ki wasi’at ki hai” ( Surah Maryam:31) HAZRATH EISA Alaihissalaam jo ke roohullah hai Namaz ki Wasi’at ka zikr karte hue aaye hain aur Syed ul Ambiya Hazrath MOHAMMED MUSTAFA Sallallahu alaihi wasallam HABIB E KHUDA Hain jo Amali tour par Rukne Namaz ” SAJDA ” adaa karte hue Jalwagar hue…. (Subul ul Huda War Rashaad,vol:1,pg:343)

Hauz E Kausar

Hauz E Kausar

NABI E KAREEM ﷺ ne irshaad farmaya: Mera Houz ek mahine ki masafat ka hai, aur iske tamaam kinare barabar hai, iska paani doodh se zyada safaid aur uski khushboo mushk se zyada khusbudaar, aur uske bartan aasman ke sitarou ki tarah chamakdaar hain, jo usse piyega wo kabhi piyasa na hoga. (Sahih Bukhari,Hadith no:6579)

Prophet Muhammad ﷺ

Prophet Muhammad ﷺ

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ka zikar e mubarak sunkar jis shakhs ke dil ko Rahat na puhnche, us shakhs ka dil kisi Momin ka dil hi nahi hai. (Hazrath Imaam Shafai rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA irshaad farmata hai: Jo log meri Azmat aur jalaal ki wajeh se Apas me Mohabbat rakhte hain, Qayamat ke din unke liye Aise Noor ke member honge jin par Ambiya aur Shuhada bhi rashk karenge.(Jame Tirmizi,Hadith no:2390) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mere Sahaba Sitarou ki tarah hai, tum jis […]

About huzoor s a w

HUZOOR E AKRAM صلى الله عليه وسلم

* HUZOOR E AKRAM صلى الله عليه وسلم  ki Mohabbat ki ek alamat ye bhi hai ke Musibatou par Sabar kare, Kyun ke is Mohabbat ki wajeh se mohabbat karne wale ko aisi lazzat hasil hoti hai ke wo Musibatou ko bhula deti hai, Aur aisi hi musibatou se jo dusrou ko takleef puhanchti hai wo is mohabbat karne wale ko nahi puhanchti. (Hazrath Imaam Qustullani rahmatullah alaih) * NABI E KAREEM صلى الله عليه وسلم  ne irshaad farmaya: Jannat ki khushboo 500 saal ke faasle se sunghi jayegi lkin apne amal par faqr karne wala, Nafarman, sharaab ka aadi, Jannat ki khushboo […]

benefits of surah

Benefits of surahs of the Qur’an

The virtues in the recitation of certain surahs and ayats [Detailed with References] Reciting the Qur’an : بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ Benefits of the surahs : Tameem ad-Dari (radiAllahu anhu) reported that the Messenger of Allah Prophet Muhammadﷺ  said, “Whoever recites (in prayer) with a hundred verses in a night, it will be written for him as devout obedience to Allah for the night.” Abdullah bin Mas’ud (radiAllahu anhu) reported that the Messenger Prophet Muhammadﷺ  said, “Whoever recites one letter from the Book of Allah then he will receive a good reward, and every good deed is rewarded with ten times its like. […]

surah in quran

Quran Surah With Total Verses and Rukus

Surah Numbers with Para No. with total verses, Rukus and Makki/Madani 1. Al-Fatiha الفاتحہ in Para number 1. Total Verses 7, Total ruku’s 1, Makki surah 2. Al-Baqarah البقرۃ in Para Number 1, 2 and 3.Total Verses 286,Total ruku’s 40, Madani surah 3. Ale-Imran آل عمران in Para Number 3 and 4.Total Verses 200,Total ruku’s 20, Madani surah 4. An-Nisa ٓالنسا in Para Number 4, 5 and 6.Total Verses 176,Total ruku’s 24, Madani surah 5. Al-Ma’ida المائدۃ in Para Number 6 and 7.Total Verses 120,Total ruku’s 16, Madani surah 6. Al-Anaam الانعام in Para Number 7 and 8.Total Verses 165,Total […]

surahs in quran

Quran Surah List

List of surah in quran with para : Ibn Imran (radiAllahu anhu) reported that the Messenger of Allah (salAllahu alayhi wasalam) said, “Whoever recites the Qur’an then let him ask from Allah by it, for there will come a people who recite the Qur’an and will the ask from people by it.” Surah Numbers With Parah Numbers. Quran Surah With Parah list. Surah in which Parah (Juz).Quran Surah numbers with Juz (Para) numbers. 1. Al-Fatiha الفاتحہ in Para number 1 2. Al-Baqarah البقرۃ in Para Number 1, 2 and 3. 3. Ale-Imran آل عمران in Para Number 3 and 4. […]

pigeon islam

About Pigeon in Islam

Pigeons in Islam : Have they not seen the birds above them, as they draw in their wings, having spread them-the Benevolent One alone holds them up, observing everything. (67:19) Don’t you see all creatures in the skies and on the earth glorify Allah, even the birds on the wing? Each ones knows its prayer, and its manner of praise. And Allah is fully cognizant of what they are doing. (24:41) There is no animal on the earth, nor yet a bird on the wing, but forms communities like you. We have not neglected anything in the Book; and they […]

Aye logo! Tum Islaam Qubool karlo

Hazrath ANAS Raziallahuanhu farmate hai HUZOOR E PAAK  ﷺ se jo bhi cheez maangi gayi AAP ne Ataa farmadi, Ek saheb Aapki qidmat babarkat me hazir hue , Aap ne unhe do pahadon ke darmiyaan ki saari bakriyan ataa farmayi, Wo apne qabile me wapas hue aur unse kehne lage: Aye logo! Tum Islaam Qubool karlo: Kyun ke HAZRATH SYEDUNA MOHAMMED MUSTAFA Sallallahu alaihi wasallam is qadar ataa farmate hain ke faaqe ka qouf nahi rehta. (Sahih Muslim,vol:2,pg:253) Tags : hadis nabi muhammad saw, nabi muhammad saw,prophet muhammad saw Related Link: Islam and Bestiality

allah muhammad saw

Rasool S.A.W logon Mein Sabse Behtareen Akhlaaq Wale Hain

Hazrath Anas Radiallahu anhu Riwayat Farmate hain ke Main ne HUZOOR-E-AKRAM  ﷺ  Ki 10 Saal Khidmat ki Aur Huzoor ﷺ Ne Mujhe Kabhi Oof Tak Nahi Farmaya, Aur Mere Kiye Par Ye Kabhi Nahi Farmaya ke Tumne Aisa Kyun Kiya, Aur Main Ne Koi Kaam Na Kiya To Ye Na Farmaya ke Tumne Ise Kyun Nahi Kiya, Aur Hazrath Rasool-e-paak sallallahu alaihi wasallam logoun Mein Sabse Behtareen Akhlaaq Wale hain. (Jame Tirmizi,Hadees no:2147) Durood e Ibrahim : * Beshak ALLAH Aur uske farishte NABI E AKRAM ﷺ  par Durood Bhaijhte hain ,Aye Imaan walo ! Tum bhi un par Durood bhaijho aur khoob […]

Todays Date
1st Ramadan