Friday-19-04-24


ayat e karima benefits

Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain na wo ambiya hain aur na wo Shuhada , baroz qayamat ALLAH TAALA ke paas unke maqaam wo martabe ki wajeh se Ambiya wo shuhada unki tareef karenge. Sahaba ekraam raziallahuanhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam wo kaun Hazraath hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: wo log sirf ALLAH ki RAHMATH o inayat ki wajeh se apas me Mohabbat rakhte hain, na to apasi rishtedari ki wajeh se aur na maali leen deen ki wajeh se ! ALLAH KI […]

jannat in islam

Jannat Islam

NABI E KAREEM ﷺ ne irshaad farmaya : Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega, Aur har Hazaar ke saath 70 Hazaar logon ko JANNAT me dakhil farmayega aur QUDRAT ke paso’aou se 3 pasoo logon ko jannat me dakhil farmayega. (Jame Tirmizi,Hadith No:2624) Note : ALLAH TAALA ne apne Mahboob aur khaas bandon ke liye khuskhabri sunayi ke wo bagair hisaab o kitaab ke jannat me dakhil hunge aur unki nisbat se digar Imaan walon par iski barkat zaher hogi… […]

Todays Date
1st Ramadan