Tuesday-23-04-24


list of kabira gunah

Gunah in Islam

Hadees! Tum Me Se Ek Shakhs Gunah Karta Hai Aur Is Ka Gunah Nama Amaal Me Likh Dia Jata Hai, Phir Wo Tauba-o-Astaghfar Karta To ALLAH TA’ALA use Muaf Kar Deta Hai! Aap ﷺ  Ne Yeh Irshad 2 Bar Farmaya, Phir Farmaya Ke Jab Tak Tum Tauba-o-Astaghfar Se Na Uktao To ALLAH TA’ALA Muaf Karne Se Nahi Uktata.” Tibrani Insaan ki kaamiyabi in 3 chezou ke bagair mukammal nahi hosakti.. 1) Gunah ke baad Touba karna, 2) Musibatou par sabar karna, 3) Nemat par shukar adaa karna. NABI E KAREEM ﷺ  ne irshaad farmaya: Meri Ummat ke tamaam logou ke gunah ALLAH […]

Sadqa

Sadqa in Islam

Sadaqah in Islam : NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Sadqa Musibat ke 70 Darwaze band kardeta hai. (Tabrani,hadith no:4276) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo koi Makkah shareef aur Madine Shareef me Inteqaal kare ALLAH TAALA unhe Qayamat ke din Aman paane walou me uthayega. (Baihaqi,Hadith no:3994) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs me ye 3 chezen ho ALLAH TAALA usko apni rehmat me lelega, 1) Kamzoro ke saath narmi karna 2)Waliden ke saath meharbani karna 3) Gulamon ke saath ehsaan karna. (Jame Tirmizi,hadith no:2494) Jis ne […]

Todays Date
1st Ramadan