Thursday-25-04-24


YA RASOOLALLAH!

YA RASOOLALLAH!

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Momineen se Unki JANOUN (Life) se bhi zyada Qareeb hain. (Surah Al Ahzaab:06) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Neki ki taraf rehnumayi karne wala Neki karne wale ki tarah hai. (Jame Tirmizi) Hazrath Syeduna Hasan bin Sabit raziallahu taala anhu farmate hain:YA RASOOLALLAH! ﷺ Aap jaisa Haseen meri Aankh ne kabhi nahi dekha aur Aap jaisa Husn o jamaal wala kisi khatoon ko tawallud hi nahi hua, Aap har Aaib o Alaesh se paak paida kiye gaye goya Aap ko is shaan ke saath paida kiya gaya Jaisa Aap chahte the….. […]

nabi ki sunnat

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Apne DAST E MUBARAK ko zameen par rakh kar irshaad farmaya: Ye flan shakhs ki halakat ki jagah hai, ye flan shakhs ki halakat ki jagah hai, Raavi kehte hain: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne kuffar ke marne ki jis jagah nishandahi farmayi thi kisi ki nash us jagah se thodi bhi aage nahi paayi gayi. (Sahih Muslim,vol:2,pg:102) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me arz kiya gaya: Aap us Shakhs ke baare me kya farmate hain: Jo Nek Amal karta hai aur us amal par log uski Tareef […]

Muhaddith-E-Deccan

Hazrath Muhaddis-E-Deccan

Hazrath Muhaddis-E-Deccan,Abul Hasanaath, Syed Abdullah shah Naqshbandi Mujaddidi wo Quadri ,Rahmatullahi ta’la alay: Aapki Wiladat ba sadat juma ke din 10 zilhajja 1292 hijri 5 saa’at subah shaher Hyderabad me hui. Aapki wiladat ka din wahi mubarak din hai jis din hujjaj ekraam arafaat me hazri dekar mina me qurbahiyan adaa karke KABATULLLAH SHAREEF me TAWAAF me masroof rehte hain, yaqinan jo zaat e aali martabate arafaat ka paighaam sidq wo safa lekar tulu hogi wo maarifat ka aftaab aur wilaayat ka mehtaab hogi. aur Aapka Wisaal e Mubarak 18 Rabi us Saani 1384 hijri me hua. Related Link: Muhaddis-e-Deccan

Todays Date
1st Ramadan