Wednesday-24-04-24


Gunahon par maafi mangna

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Fatima Mere JIsm ka tukda hai, ise takleef dene wali cheez mujhe takleef deti hai. (Sahih Muslim,Hadith no:2449) Azizou Se Husn e Salook Waldein Ki Khidmat Insaan Se Zindagi Me Tang Dasti aur Mout Ke Waqt Takleef Door Karti Hai. (Hazrat Ali raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Aadmi unhi logon ke saath hoga jinke saath mohabbat karega agarche un jaise amal na bhi kare. (Musnad Imaam Ahmed,hadith no:13829) Agar momineen ALLAH TAALA se gunahon par maafi maangte rahe to ALLAH TAALA un par azàab […]

Qayamat ke din Suraj logon ke bahot

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din Suraj logon ke bahot kareeb aajayega yaha tak ke pasina aadhe kaano tak pahonch jayega, Log Is halat me (pehle) Hazrath Adam alaihissalaam se madad maangne jayenge phir Hazrath Mosa Alaihissalaam se phir bil aakhir HAZRATH MOHAMMED MUSTAFA AHMED E MUJTABA Sallallahu alaihi wasallam se Madad maangenge. (Sahih Bukhari,hadith no:1405) Wo ghar jisme ALLAH TAALA ka zikr kiya jaye wo aasman walou ke liye is tarah roushan hote hain jaise zameen walou ke liye Sitare Roushan hote hain NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Houz e […]

Todays Date
1st Ramadan