Thursday-25-04-24


The Month of Rajab

About the Month of Rajab Rajab is a month with blessings beyond our imagination and a month in which Duas are sure to be answered. We must respect this month and busy ourselves in as much Ibaadat as is possible within our capacity, so that we may take advantage of the numerous blessings of this month and so that we may attain the Pleasure and Mercy of Allah Ta’ala. Allah Ta’ala has stated in the Holy Qur’an: “Undoubtedly, the number of months with Allah is twelve in the Book of Allah since the day He created the heavens and the […]

Hadiths – Jo kisi musibatzada ko tasalli deta hai to ALLAH TAALA

Hazrath Abu Mosa Asaari raziallahu taala anhu farmate hain: Jis kisi ko ALLAH TAALA se koi hajat ho wo farz Namaz ke baad us se maange wo ataa farmayega (Kanzul ummal,vol:2,pg:109) Jab banda apne Rab ke liye Taqwa Ikhtiyaar karta hai ,To ALLAH TAALA use aur Hidayaton ki taraf rehnumayi farmata hai,To jaise jaise wo apne Taqwe me Izafa karta hai to uski hidayatou me bhi izafa hota rehta hai.. Jo kisi musibatzada ko tasalli deta hai to ALLAH TAALA use bhi (musibatzada)ke jitna sawaab ataa farmata hai.(Jame Tirmizi,hadith no:1075) Jab tak tumhe Mout ne muhallat de rakhi hai tum […]

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain

Meri walida mujh ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me lakar hazir hui, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Ye Anas mera beta hai, Main aapke paas isko Aapki qidmat ke liye laayi ho, Aap ALLAH TAALA se iske liye Dua farmaye: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Aye ALLAH iske maal aur Aoulaad ko zyada farmade! Hazrath Anas raziallahu taala anhu bayan karte hain: ALLAH ki Qasam! Mera maal bahut zyada hai, aur aaj meri aoulaad aur aoulaad ki Aoulaad 100 ke qareeb hai. (Sahih Muslim,pg:298)

Todays Date
1st Ramadan