Friday-29-03-24


3 Aise Khushnaseeb hain jo Qayamat ke din Arsh ke saye ke niche honge

HUZOOR NABI KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ko Aourton me sab se zyada mohabbat KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA Raziallahu taala anha se thi, Aur Mardon me se AMERUL MOMINEN HAZRATH SYEDUNA ALI Raziallahu taala anhu sab se zyada mahboob the. (Jame TIrmizi,Hadith no:3868) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 3 Aise Khushnaseeb hain jo Qayamat ke din Arsh ke saye ke niche honge, jis din siwaye Arsh ke saye ke koi saya na hoga. Arz kiya gaya; YA RASOOLALLAH ! Sallallahu alaihi wasallam wo kaoun honge? Aap Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 1) JIsne kisi […]

Good Deed

Importance of Doing Ablution Wudhu Before Going To Sleep

The person who spends the night in a state of Wudhu, an angel stays with him (or her) and prays for that person’s forgiveness until he (or she) wakes up. (Mo’jam Kabeer Tabarani, Babu Fee Man Yameetu ‘Alat Tahaarah) Narrated Abu Huraira:Allah’s Apostle said, “The prayer of a person who does ,Hadath (passes, urine, stool or wind) is not accepted till he performs (repeats) the ablution.” A person from Hadaramout asked Abu Huraira, “What is ‘Hadath’?” Abu Huraira replied, ” ‘Hadath’ means the passing of wind from the anus.” Volume 1, Book 4, Number 137 Narrated ‘Abbas bin Tamim:My uncle […]

Jab tum ALLAH se maango to JANNAT UL FIRDOUS ko maango

Jannatiyon ki alamat ye hai ke khud naik hone par Ektefa nahi karte balke dusron ko bhi naik banane ki fikar me lage rehte hain. (Hazrath Muhaddis e Deccan Syed Abdullah shah Naqshbandi wo qadri rahmatullah alaih) NABI E KAREEM صلی اللہ علیہ وسلم ne irshaad farmaya:Jab tum ALLAH se maango to JANNAT UL FIRDOUS ko maango, kyun ke wo jannat ka sab se afzal aur baland darja hai, uske upar RAHMAN ka arsh hai. aur usi se jannat ki nehren nikalti hai. (Sahih Bukhari,Hadith no:7423) Hazrath ANAS Raziallahuanhu farmate hai: HUZOOR E PAAK صلی اللہ علیہ وسلم se jo bhi cheez […]

Todays Date
1st Ramadan