Thursday-25-04-24


Hazrat Moosa Alaihis Salaam

The Dua of Hazrath Moosa (Alaihis Salaam) teaches us a great lesson about how beloved Rasoolullah (ﷺ ) is to Almighty Allah and it also teaches us that we cannot fathom the reality of Rasoolullah (ﷺ ). Leave alone a verse of the Holy Qur’an no one will even be able to bring forth a Da’eef Hadith where Rasoolullah (ﷺ ) made such a Dua to be blessed with the Vision of Almighty Allah. Yet our Beloved Aaqa (Sallallahu Alaihi Wasallam) was invited from the Court of Almighty Allah, that he may present himself there. And he was blessed with […]

Jisne Quraan padha aur apne rab taala ki tareef ki

  HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ne Shab e Meraj Wahi ke zarye mujhe Ali ki 3 sifaat ki khabar di, 1) wo Tamaam Momineen ke sardaar hain, 2) Muttaqeen ke Imaam hain 3) Aur Qayamat ke din Noorani Chehre walou ke Qaa’ed honge. (Al Moujamul Saghir,vol:2,pg:88) Jisne Quraan padha aur apne rab taala ki tareef ki aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood padha aur apne rab se maghfirat talab ki to usne khair ko uski jagah se talash karliya.(Baihaqi shubul Imaan) Jo shakhs ye chahta hai ke uski qabar me […]

Ek Martaba NABI E KAREEM ﷺ safar me Aaraam farmaye

Ek Martaba NABI E KAREEM ﷺ safar me Aaraam farmaye, ek darakht aap par saaya karne ke liye qareeb aagaya,aur HUZOOR ﷺ par saaya karke wapas chala gaya, HUZOOR ﷺ ke Aaraam farmane ke baad Aap se saara waqeya bayaan kiya gaya, To Aap ﷺ ne irshaad farmaya: Us darakht ne ALLAH TAALA se Ijazat maagi thi to use Ijazat digayi. (Mishkaat,hadith no:5922)

Todays Date
1st Ramadan