Thursday-25-04-24


HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne us ladke se pucha ke itna batao ke main kaun ho?

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me ek ladka laaya gaya, jo paida’eshi gunga tha, HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne us ladke se pucha ke itna batao ke main kaun ho? us ladke ne arz kiya: Aap ALLAH KE RASOOL (sallallahu alaihi wasallam) hain. (aur usi waqt se baat karne laga). (Baihaqi fi Dalailun Nabuwwa,Hadith no:2311) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ek roz hamare darmiyan Qiyaam farma hue: aur AAP Sallallahu alaihi wasallam ne Maqloqaat ki ibteda se lekar Jannatiyon ke Jannat me dakhil hone aur Dozaqiyon ke Dozaq me dakhil hojane tak hame sab kuch bata […]

Promise of Allah

Raat ke Farishte aur Din ke Farishte

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tumhare paas Raat ke farishte aur din ke farishte baari baari aate hain, Aur wo Fajar ki Namaz me aur Asar ki Namaz me jama hote hain, Phir jin farishton ne tumhare saath raat guzari thi wo upar jate hain, ALLAH TAALA unse Sawaal karta hai halanke wo unse zyada Janne wala hai: Tumne Mere bandon ko kis haal me choda? Wo kahenge ke hum ne unko is haal me choda ke wo Namaz padh rahe the aur jab hum unke paas aaye the to wo Namaz padh rahe the. (Sahih […]

Patience

ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai

Sabar karne wale dono jahan ki Izzat ke saath kamiyaab hue, kyun ke Unho ne ALLAH TAALA ki khushnoudi hasil ki,    Pas ALLAH TAALA Sabar karne walonke saath hai. (Hazrath Abu Ali Rahmatullah alaih) ALLAH TAALA Sabar karne walon ko be shumaar aur be hisaab Ajar o Sawaab Ataa farmata hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani raziallahu taala anhu) ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai

Todays Date
1st Ramadan