Rajab, Shaban, Ramadhan
Rajab bech bone ka aur shaban aabpaashi ka aur Ramzan Ul Mubarak Fasal kaatne ka mahina hai, Lehaza , Jo Rajab me Ibadat ka bech nahi bota aur shaban me Aanson se Sairaab nahi karta , wo Ramazan me Fasl e Rahmat kaise Kaatsakega? (Nuzhatul Majalis,vol:1,pg:155)