Tuesday-23-04-24


Ramzan

Jo shakhs RAMAZAN ko paaye aur uski Maghfirat na ho

Hazrath Ka’ab raziallahu taala anhu ne farmaya: HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Member ke paas jama hojao to hum member shareef ke paas hazir hogaye, Jab HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam Member ki ek Sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya, Jab Dusri sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya, Aur Jab Tesri sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya, Jab HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Member shareef se Niche Tashreef laaye to hum ne Arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Hum ne Aaj Member par Aapko Tashreef lejate […]

Ramadan

Ramzan ki Azmat

NABI E KAREEM صلی اللہ علیہ وسلم ne irshaad farmaya:Ramzaan me apna kharch badhado, kyun ke is mahine mein kharch karna ALLAH ki rah me kharch karne ki tarah hai.(Kanzul Ummal) Rozdaar ke liye do khushiyan hain, ek iftaar ke waqt aur dusri apne rab se mulaqaat ke waqt..(Jame Tirmizi, Hadith no:745) ALLAH TAALA KA IRSHAAD HAI:Aye Imaan walo ! Tum par Roze farz kiye gaye , Jaisa ke Tum se pehle logon par farz kiye gaye the, Taake Tum Parhezgaar banjao !(Surah Al Baqarah :183) NABI E KAREEM صلی اللہ علیہ وسلم ne Apne Sahaba ko Khushkhabri sunate hue Irshaad farmaya:Tumhare […]

Todays Date
1st Ramadan