Friday-29-03-24


DAROOD SHARIF

Durood-e-Paak

Ek Martaba HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam se arz kiya gaya: Wo jo Aap par Nazdeek se durood bhaijhte hai, Dur se Durood bhaijhte hai, aur baad me aane wale bhi bhaijhinge, kya ye sab Durood Aapko Pesh kiye jate hain ? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ” MAIN AHLE MOHABBAT KA DUROOD KHUD SUNTA HU AUR UNHE PEHCHANTA HU ” (Dalailul Khairaat,pg:49) Hazrath Imaam shafai rahmatullah alaih farmate hain: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood e Shareef padhna har halat me pasand karta ho magar Juma ke din aur Juma ki raat ko bahut zyada pasand […]

Hadith

KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam jab safar ka iraada farmate to apne ahlo ayaal me sab ke baad jis se guftugu farma kar safar par tashreef lejate wo KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha hoti, aur Safar se wapasi par sab se pehle jiske paas tashreef laate wo bhi KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha hoti. (Sunan e Abu Dawood,Hadith no:4213) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath SYEDA FATIMA raziallahu taala anha se irshaad farmaya : Beshak ALLAH TAALA tumhari Naraazgi par Naraaz hota hai aur Tumhari Raza par Razi […]

Ramazan Shareef

RAMAZAN UL MUBARAK KI TAYYARI KAISE KAREN ?

Hamare liye zaroori hai ke Mahe Ramazan ke peshe nazar BAARGAH E ILAAHI me Touba wo Istighfaar karte hue iska Isteqbaal karen, In Azmath wo Sadaat wale Lamhon ko Ghanimat samjhe uske Fuyuz o Barakaat hasil karien, Aur Aouqaat ko Ibadat wo Riyazat aur Neik kaam karne me sarf karien, Tilawat e QURAAN E MAJID ka khoob Ehtemaam karen , Mutaleqa Afraad ke Huqooq adaa karen , Mamlaat ko saaf suthra karen, ZAKAAT adaa karke gharibon ko RAMAZAN ki Ibadat ke liye Farigh hojane ka mouqa faraham karen.

Todays Date
1st Ramadan