Thursday-18-04-24


Hadith

ALLAH walon ka maqaam bahot buland hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez maangi jaati to Aap ne Kabhi “NA ” nahi farmaya. (Sahih Muslim,vol:1,pg:253) Aye Imaan walo! (kisi bhi mamle me ) ALLAH AUR USKE RASOOL (sallallahu alaihi wasallam) se aage na badha karo aur ALLAH se darte raho (ke kahi RASOOL sallallahu alaihi wasallam ki be adabi na hojaye). (Al Hujraat:49) ALLAH TAALA apne bandon ko unke Imaan ke mutabiq musibaton me daalta hai. (Hazrath Sheik Abdul Qader jilaani raziallahu taala anhu) ALLAH walon ka maqaam bahut buland hai, ye to farishton ko bhi hasil nahi. (Hazrath Khawja ghareeb nawaz […]

Fasting

Mahe Ramzan

Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma ne farmaya : Jab Mahe Ramzan Shuru hota to HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam har qaidi ko Aazaad kardete aur har Mangne wale ko ataa farmate . (Shubul Imaan ,Hadith no :3475) Jiski zaat se maqlooq ko faida phunche wahi ALLAH ko pyara hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani raziallahu taala anhu) Ramzan wo mahina hai, jisme Quraan Nazil kiya gaya , is haal me ke wo logon ke liye hidayat hai aur isme haq wo batil me tameez karne wali Roushan dalilen hai, Tum me jo koi is mahine ko paaye wo iske […]

Todays Date
1st Ramadan