Thursday-28-03-24


Fasting

Jo shakhs (Roze me ) jhoot baat (aur behoda amal ) ko nahi chodhta

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Jo shakhs (Roze me ) jhoot baat (aur behoda amal ) ko nahi chodhta to ALLAH TAALA ko koi parwah nahi ke wo khana pina chodhde. (Sahih Bukhari , hadith no:1903) HAZRATH UMAR BIN KHATTAAB Raziallahu taala anhu ke zamane me RAMZAN me 20 Rakaat Taraweeh padhte , aur 100 ,100 ayatou wali surten ( jaise Baraat , nahal , hood , wagaira ) Tilawat karte , Aur HAZRATH USMAN E GHANI Raziallahu taala anhu ke dour me Taweel qiyaam ki wajeh se apni lathiyou ka sahara lete the. (Baihaqi […]

Todays Date
1st Ramadan