Thursday-25-04-24


KILLING ANTS

If the ant is stinging, then there is no problem in killing it and if it is not stinging, then killing it is Makruh (Undesirable). As given in (Fatawa A’alamgiri, Vol. 5, Pg. No: 361) The ‘Ulama are in difference of opinion on this. The preferred opinion is that if the ants are not stinging, then killing it is Makruh and they are in agreement that it is Makruh to put ants in water. Killing them without a reason is that the ants perform Tasbeeh of Allah Ta’ala. There is a (Hadith in Zujajatul Masabeeh, Vol. 3, Pg. No: 319) […]

Hazrath Syeduna Imaam Hassan Raziallahu taala anhu ki wiladat 15 Ramzan ul Mubarak 3 hijri me hui

Hazrath Syeduna Imaam Hassan Raziallahu taala anhu ki wiladat 15 Ramzan ul Mubarak 3 hijri me hui, HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne wiladat ke 7 we din Aapka Aqiqa kiya aur HASSAN Naam rakha, HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke muqaddas shehzade Hazrath Syeduna Imaam HASSAN raziallahu taala anhu ne Islaam ki sar balandi ke liye Azeem Qurbaniya di hain… HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASSAN AUR HUSSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya : Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki , aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai , aur jisko ALLAH […]

I Love My Prophet Muhammad (SAW)

Jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Jo shakhs aisi namaz padhta hai ke jisme Mujh par aur Meri Aal par DUROOD na padhe uski Namaz Qubool nahi ki jati. (Sunan e Daare qutni , hadith no : 1359) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASSAN AUR HUSSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya : Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki , aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai , aur jisko ALLAH TAALA Mahboob rakhta hai use Nematon wali Jannaton me Dakhil farmata hai. (Al Moujamul Kabeer , hadith […]

Todays Date
1st Ramadan