Tuesday-19-03-24


Hazrat Moosa Alaihis Salaam and the Stone

It was a square stone measuring one arm-length (approximately 0.5 metres) by one arm-length. Hazrat Moosa (Alaihis Salaam) would always carry it in his bag. Two miracles of Hazrat Moosa (Alaihis Salaam) occurred through this blessed stone which has also been mentioned in the Holy Qur’an. The first strange anecdote of this stone which in reality was the miracle of Hazrat Moosa (Alaihis Salaam) was its long intelligent run. And the discovery of this stone was due to the occurrence of this miracle. The comprehensive anecdote of this incident is that it was the tradition of the Bani Isra’eel to […]

Beshak ALLAH TAALA tumhari Narazgi par Naraz hota hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Syeda Fatima raziallahu taala anha ne farmaya: Beshak ALLAH TAALA tumhari Narazgi par Naraz hota hai aur Tumhari Raza par Razi hota hai. (Al Moujamul Kabeer,hadith no:1001) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ko jab khushboo ka hadya pesh kiya jata to AAP Sallallahu alaihi wasallam usko rad nahi farmate the. (Sunan e Tirmizi,hadith no:2789) Jo koi ALLAH TAALA ko kaafi samjhe usko har taraf se Sukoon naseeb hoga. (Hazrath Ghouse Azam rahmatullah alaih) Agar momineen ALLAH TAALA se gunahou par maafi maangte rahe to ALLAH TAALA un par azàab nazil nahi farmayega. […]

Jo shakhs Ikhlaas ke saath ALLAH TAALA se shahadat ki mout mangta hai

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ke kuch farishte aise hain jo sirf Majalis e Zikar ki talash me rehte hain. (Sahih Muslim,hadith no:2689) Jo shakhs Ikhlaas ke saath ALLAH TAALA se shahadat ki mout mangta hai to ALLAH TAALA use shahadat ke darje ko phuncha deta hai, chahe wo apne bistar pe hi inteqaal kiya ho. (Al Mustadrak,Hadith no:2412) ALLAH TAALA un tamaam (Sahaba Ekraam) se Razi hogaya aur wo ALLAH TAALA se Razi hogaye, Aur ALLAH TAALA ne unke liye ( Bahist ke ) aise baagh tayyar kiye hain, Jinke niche nehren beh […]

Basic Quran Reading

Quraan shareef ki tilawat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Quraan shareef ki tilawat kiya karo , isliye ke Qayamat ke din apne padhne wale ki shafa’at karega. (Sahih Muslim , hadith no :1874) Namaz ALLAH TAALA ke Qurb ka zarya hai. (Majmauz’zawaid, hadith no:17710) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez maangi jaati to Aap ne Kabhi “NA ” nahi farmaya. (Sahih Muslim,vol:1,pg:253) Maqlooq ki qidmat karna duniya ki sab se badi neki hai… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jisne apni jawani ALLAH ke raaste me guzardi to Qayamat ke din […]

Allah Ta’ala ne sabse pehle kis cheez ko paida farmya

HADEES SHAREEF : HAZRATE JABIR (RAZIALLAHU ANHU) ne Huzoor se jab poocha ke Allah Ta’ala ne sabse pehle kis cheez ko paida farmya… ispar RASOOL ALLAH (S.A.W) ne irshad farmaya ” Ae jabir ! beshak Allah ne sabse pehle apne Noor se ,, Tere nabi ke noor kp paida farmaya …!!! ( MAWAHIBUL LADUNIYAH SHARIF V1 PG9,, ZURQAANI SHAREEF VI PG.46,, SEERAT-E-HALBIA V1 PG37,, ANWAARUL MUHAMMADIYA

Food

Shariah rulings about food

Sweat falling in food While cooking, sometimes droplets of sweat fall into the dishes. What will the ruling about such food? If some droplets of sweat fall into the food, then as per the Shariah, the food does not become unfit for eating, but naturally we dislike it. However, there is no prohibition in the Shariah about food in which droplets of sweat fall, but as Islam is a religion of purity and cleanliness, special care should be taken while cooking. As given in Fatawa A’alamgiri, Kitabul Karahiyya Giving unclean food to animals In our houses if food is left […]

Hadith

Jannat me dakhil hone ke baad

Jisne isha ki namaz bajamat adaa ki usne goya aadhi raat qiyaam kiya aur jisne fajar ki namaz bhi bajamat adaa ki goya usne puri raat qiyaam kiya. (Sahih Muslim,hadith no:656) Beshak tumhaara ghar waalon, aulad aur khadimon par kharch karna bhi neki hai. (Mustadarak ‘Alas Sahihain, Hadith No. 3073) Logon se aisa hi sulook karo jaisa tum apne liye pasand karte ho. (Hazrath Imaam Gazali rahmatullah alaih) Zindagi Kabhi Aasaan Nahi Hoti, Isse Aasaan Banana Padhta Hain, Kuch Nazar Andaaz karke, aur Kuch Bardash karke!! NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Apne bhai se muskurakar milne […]

Hazrat Ali (R.A) Quote

Golden Words of Hazrat ALI R.A Aqwal

Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre ‘Hazrat Ali (R.A) 1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye”. ( Hazrat ALI R.A ) ———– 2 -Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha: “Dost aur bhai main kya farq hai?” Aap ne farmaya: “Bhai sona hai aur dost heera hai.” Us aadmi ne kaha: “Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di? “To aap ne farmaya: […]

Backbiting & jealousy eat away good deeds: Dr Tahir-ul-Qadri

Itikaf City held under the banner of Minhaj-ul-Quran International provides a wonderful opportunity to the people from all walks of life to dedicate themselves to the worship of Allah Almighty in a spiritually ecstatic environment. A large number of women also attend the Itikaf every year to benefit from the opportunity of seeking forgiveness of Allah Almighty. This year too, the hundreds of women are housed in the building of Minhaj Girls College for 10-day spiritual retreat. On July 3, Shaykh-ul-Islam Dr Muhammad Tahir-ul-Qadri visited the women portion of Itikaf City where he addressed the huge gathering of women. Members […]

Hadith

Behtar hain wo log jo namaz padhne wale aur zakaat dene wale

ALLAH TAALA KA IRSHAAD HAI : Aur kya hi behtar hain wo log jo namaz padhne wale aur zakaat dene wale aur ALLAH TAALA par aur Qayamat ke din par Imaan rakhne wale hain , yehi wo log hain jinhe hum bada ajar ataa karenge. (Surah Al Nisa :162) Har maal ki zakat hoti hai aur ilm ki zakat ye hai ke us par amal kiya jaaye. (Hazrath Nizam uddin Awliya rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasallam ne irshaad farmaya: Jab tum Inteqaal karne wale ki Namaza e Janaza padh chuko to uske liye Khuloos e Dil se […]

ASTAGHFAR

Istagfaar ke faide

Jo shakhs astagfar ko apne upar lazim karle to Allah uske liye har tangi se nikalne ka raste nikal deta hai aur har gam  wo pareshani se nijat deta hai aur use aisi jaga se aur us tarha rizq pahonchata hai jis ka us ko guman bhi nahi hota Kasrat se astagfaar padhne ki fazilat Pareshaniyan khatam hoti hai Halat ache hojate hai Mushkil asaan hotjati hai Maal mein izafa hota hai  

loans in islam

Some Rules Regarding Loans in Islam

Islam has made the method for offering loans to the needy people and has given happy greetings on doing as such. At the point when taking an advance, an aim of returning it must be made, as this prompts the generosity of Allah Most High in this world and the following. It is specified in the Hadith: Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) helps the individual who takes a credit and has the goal of returning it. You will get reward even on the intention of repaying the loan. The decision about this is the cash paying little heed to whether it stays with the borrower […]

Durood

Jo juma ke din mujh par 80 martaba Durood

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat me Mujh se beinteha Mohabbat rakhne wale aise log bhi honge jo mere baad aainge uni aarzo hogi ke kaash wo apna ghar bar aur maal wo aoulad sab kuch qurban karke kisi tarah mujhe dekhle. (Sahih Muslim, hadith no:7323) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs mujh par Durood padhna bhool gaya wo Jannat ka raasta bhool gaya. (Majmauz’zawaid,hadith no:17307) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mujh par Durood padhna pulsirat par noor hai, jo juma ke din mujh par 80 […]

Surah Yaseen

Surah Yaseen Raat mein Padhne Ki Fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jisne ALLAH TAALA ki raza ke liye raat me Surah Yaseen padha uski maghfirat kardijati hai. (Sahih Ibne Hibban,Hadith no:2626) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main tum me se kisi ki tarah nahi ho mera Rab mujhe khilata aur pilata hai. (Sahih Bukhari,hadith no:1825) Sab se zyada namaz ka sawaab us shakhs ko milega jo sab se zyada paidal chal kar aaye, Phir us se zyada sawaab us shakhs ko milega jo us se zyada dur se chal kar aaye. (Sahih Bukhari,hadith no:651) NABI E KAREEM Sallallahu […]

HAMZA BIN ABDUL MUTALLIB Raziallahu Taala Anhu

Hazrath Jaber raziallahu taala anhu ne farmaya:Hamare qabile ke ek saheb ko ladka tawallud hua, to unho ne Arz kiya ke is ladke ka kya naam rakha jaye? HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mujhe Sab se zyada Mahboob jo naam hai wahi is ladke ka naam rakha jaye! (Mujhe sab se pasandida naam )” HAMZA BIN ABDUL MUTALLIB ” raziallahu taala anhu ka hai. (Al Mustadrak Alas Sahihen,hadith no:4876) Duniya se Mohabbat rakhoge to hargis kamiyabi naseeb na hogi.(Hazrath Sheik Abdul Qader jilani raziallahu taala anhu) ALLAH TAALA se Faida mand ilm ka sawaal karo, aur […]

4 mauqon par aasman ke darwaze khool diye jate hain

Jab HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Madine Munawwara ki galiyon me se kisi bhi gali se guzarte to Khushboo se pata chal jata Aap Sallallahu alaihi wasallam Is gali se guzre hain. (Majma’Uzzawaid,vol:8,pg:208) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 4 mauqon par aasman ke darwaze khool diye jate hain aur dua qubool hoti hai unme se ek KAABA SHAREEF par nazar padhte waqt Dua mangna hai. (Baihaqi fi Sunan e Kubra,vol:3,pg:360) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Asmaaye mubaraka me se ek isme mubarak HAASHIR bhi hai jiske mutaliq Aap irshaad farmate hain: LOGON […]

Jumma Mubarak

Jo shakhs bhi juma ke din ya juma ki raat me inteqaal kare

Jo shakhs bhi juma ke din ya juma ki raat me inteqaal kare, ALLAH TAALA use Azaab e Qabar se Mahfooz rakhenge. (Jame Tirmizi,Hadith no:1074) Har cheez ke sawaab ka andaza hai magar sabar ke sawaab ka andaza nahi. (Hazrath Abu Bakar Siddiq raziallahu taala anhu) Jis cheez ko Allah aur uske Rasool ﷺ pasand karte hain use pasand karo, Aur, Jise Allah aur uske Rasool ﷺ napasand karte ho us se dur raho… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main ne Jibreel Ameen se daryaft kiya kaounsa amal ALLAH TAALA ke nazdeek pasandida hai, Hazrath Jibreel Ameen […]

The stages of the Noor of the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam)-II

The souls of the Prophets listened to the Tasbeeh (Glorification of Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) and started performing the Tasbeeh like students. When the Noor reached the attribute “Just” (‘Adl), it reflected on its meaning that this attribute desires great benevolence and abundance of ni’mah (bounty). At this time, the Noor was overwhelmed with embarrassment, droplets of sweat started falling. With these droplets, Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) created the souls of the Muslims. O Muslims! You are the drops of which pure soul! Better stay pure from sins. Muslims! Your essence is the Noor of the Holy Prophet (Sallallahu Alaihi […]

Jannat me dakhil hone ke baad ek pukarne wala jannatiyon ko ye khushkhabri sunayega

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jannat me dakhil hone ke baad ek pukarne wala jannatiyon ko ye khushkhabri sunayega. Tum hamesha zinda rahoge kabhi mout na aayegi, Tum hamesha sehatmand rahoge kabhi bimaar na hoge, Tum Hamesha jawan rahoge kabhi budhapa na aayega, Tum Hamesha khushaal rahoge kabhi pareshani na aayegi. (Sahih Muslim,hadith no:7336) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab tak banda apne musalman bhai ki madad karta rehta hai ALLAH TAALA uski madad farmata hai. (Sahih Muslim,hadith no:2699) Nafs par sab se zyada mushkil kaam shari’at aur neki par pabandi karna […]

ALHAMDULILLAH

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez maangi jaati to Aap ne Kabhi “NA ” nahi farmaya. (Sahih Muslim,vol:1,pg:253) Aur Yaqinan wo shakhs namuraad hua jisne thoda bhi zulm kiya ho. (Surah Taha:111) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab koi qoum ALLAH TAALA ke Zikr ke liye baithti hai, to farishte unko gher lete hain, Aur Rehmat unko dhaanp leti hai, aur ALLAH TAALA Farishton ke saamne unka zikar farmata hai. (Sahih Muslim,hadith no:6855) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab ALLAH TAALA kisi bande ko koi nemat ataa […]

ZamZam Water Well

Islam ZamZam water level is around 10.6 feet below the surface. It is the miracle of Allah that when Zam Zam was pumped continuously for more than 24 hours with a pumping rate of 8,000 liters per second, water level dropped to almost 44 feet below the surface, BUT WHEN THE PUMPING WAS STOPPED, the level immediately elevated again to 13 feet after 11 minutes. 8,000 liters per second means that 8,000 x 60 = 480,000 liters per minute 480,000 liters per minutes means that 480,000 x 60 = 28.8 Million liters per hour And 28.8 Million liters per hour […]

Shawwal ke 6 Roze

SHAWWAL KE 6 ROZO KI FAZILAT

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Ramzan ke roze rakhe aur uske baad shawwal ke 6 roze rakhe goya usne saal bhar ke roze rakhe. (Sahih Muslim,vol:1.pg:369) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis ne Ramzan ke roze rakhe aur uske baad shawwal ke 6 roze rakhe, wo gunahou se is tarah paak hojayega jis tarah wo apni paidaish ke din tha. (Al Targheeb,vol:2,pg:67)    

Jab Eid ka din aata hai yane Eid ul Fitar ka din, to ALLAH TAALA

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab Eid ul Fitr ka din hota hai to farishte raaston par khade hojate hain aur nida dete hain: Aye Musalmano ! Rab e Kareem ki taraf laout jao jo bhalayi dekar ehsaan karta hai phir us par bahut sa sawaab bhi deta hai, Yaqinan tum ko Raat me Ibadat karne ka hukum diya gaya to tum ne Ibadat ki aur din me tumhe roza rakhne ka hukum diya gaya to tum ne roza rakha aur apne Rab ki Ita’at ki pas tum apne Inamaat Hasil karlo, pas jab log namaz se […]

Eid celebrations in Hyderabad

Eid ki Sunnat

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Eid ke din 300 martaba “SUBHANALLAHI WA BIHAMDIHI” padhe aur Musalmanon ki rooh ko iska sawaab baqshe to har musalman ki qabar me ek hazaar Noorani Rahmaten dakhil hoti hai aur jab ye padhne wale shakhs ka inteqaal hota hai to ALLAH TAALA iski qabar me ek hazaar Noorani Rahmaten dakhil farmayega. (Mukashifat ul Quloob,pg:650) Eid ke din Miswaak karna Sunnat hai. (Musannaf Abdul Razzaq,pg:308) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam namaz e Eid ke liye paidal tashreef lejaya karte aur jis raste se tashreef lejate the uske […]

Eid Celebration

Eid ul Fitr

Information on eid “Eid” comes from “‘Aud,” which means to come back again. It is called Eid as it comes year with a new happiness and because on this day, Allah Ta’ala grants and blesses His worshippers and one more reason is that the worshipper returns to following the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam), that is why it called Eid. Hadith: The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: When the day of Eid comes, the angels stand on the roads and call out: O group of Muslims! Come towards the Benevolent Lord who grants you what is good, […]

ramadan iftar

Roza sirf mere liye hai aur main hi uska badla deta hu

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Dua faida puhnchati hai aur un balaon ko talaati hai jo nazil hochukhi hai aur un balaon ko bhi jo abhi nazil nahi hui, isliye Tum log Duaon ka Ehtemaam kiya karo. (Mustadrak,hadith no:1815) 5 Raten aisi hain jinme dua rad nahi ki jati: 1) Juma ki raat 2) Rajab ki pehli raat 3) 15 Shaban ki raat 4) EID UL FITAR KI RAAT 5) Eid ul Azha ki raat. (Musannaf Abdul Razzaq,vol:4,pg:317) Banda e Momin ka Roza us waqt tak Aasman wo zameen ke darmiyan muallaq rehta hai jab tak ke […]

Islamic Quotes

4 khushnaseeb aise hain ke Main Qayamat ke din unki SHAFA’AT karonga

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 4 khushnaseeb aise hain ke Main Qayamat ke din unki SHAFA’AT karonga, 1) Mere Ahle Bait ki Tazeem wo Takreem karne wala 2) Unke liye unki zarorat ki chezen pesh karne wala 3) Zarorat ke waqt unke kamon ka Intezam karne wala 4) aur Dil wo Zaban se unki Mohabbat rakhne wala. (Kanzul Ummal,hadith no:34180) Note: Agar Hazraath e Sadaat Maashi tour par Zarorat mand ho to Atiya wo Hadye ke zarye Unki Qidmat karen,jo shakhs Ahle bait ki kisi zarorat ko pura karta hai unke liye HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne Shafa’at […]

sadaqa

Sadqa Rab ke gazab ko Thanda karta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak Sadqa Rab ke gazab ko Thanda karta hai aur Bure khatime se bachata hai.(Jame Tirmizi,hadith no:666) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jibreel Alaihissalaam mere paas hazir hue aur arz kiye:Jis shakhs ne Mahe Ramazan paaya aur uski maghfirat na hosaki to wo aagh me gaya , use ALLAH TAALA apni Rahmat se dur karde , ( Aye Habeeb e Khuda ! ) Aap Ameen kahe, Is par Main ne Ameen kaha.. (Ibne Hibban,Hadith No:907) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TAALA ne farmaya: Bani Aadam ka har […]

Fasting

Ramzan me 4 chezon ki kasrat karo!

Jo shakhs ALLAH TAALA ki Raza ke liye ek din Etekaaf karta hai ALLAH TAALA uske aur Dozaq ke darmiyan 3 khandaqon ka faasla kardeta hai, har khandaq mashriq se maghrib ke darmiyani faasle se zyada lambi hai. (Al Moujamul Aousat,Hadith No:7326) Ummul Momineen Hazrath AYESHA SIDDIQA Raziallahu taala anha farmati hain: Jab Ramzan ka Aakhri Ashra Aata to HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam pehle se zyada Ehtemaam farmate, Raat bhar Ibadat farmate aur apne Ahle khana ko bedaar karte. (Sahih Bukhari,Hadith no:2024) Duniya ke fikro gham se dil me taariki paida hoti hai, aur Aakhirat ki fikar […]

Lailatul Qadr Shab-e-Qadr

ALLAH TAALA Hazrath Jibreel Alaihissalaam

” Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa faafu Annaa” Aye ALLAH ! Quraan aur Saheb e Qura an Sallallahu alaihi wasallam ke sadqe me Hamare Gunahou ko Maaf farma, Hame Maghfirat wo Najaat ka Parwana Ataa farmade.. Ameen! Jab Shab e Qadar aati hai to ALLAH TAALA Hazrath Jibreel Alaihissalaam ko hukum farmata hai ke zameen par utar jao, Aapke saath sidratul muntaha ke sakin 70 Hazaar Farishte aate hain, aur inke saath Noor ke Jhande hote hain, jab wo sab zameen par aate hain to Hazrath Jibreel Alaihissalaam aur digar Farishte apne Jhande 4 Maqamaat par Nasab karte hain: 1) […]

Zakat al-Fitr

Zakat ul fitr

Tax (zakat al fitr) : Narrated by Ibn Umar : Allah’s Apostle enjoined the payment of one Sa’ of dates or one Sa’ of barley as Zakat-ul-Fitr on every Muslim slave or free, male or female, young or old, and he ordered that it be paid before the people went out to offer the ‘Id prayer. (One Sa’ = 3 Kilograms approx.) Volume 2, Book 25, Number 579 Narrated by Ibn ‘Umar : Allah’s Apostle made it incumbent on all the slave or free Muslims, male or female, to pay one Sa’ of dates or barley as Zakat-ul-Fitr. Volume 2, Book […]

top mosques

How to offer Salaat ul Eid

Salaat Ul Eid is Compulsory on all those on whom Salaat Ul Juma’a is Compulsory. What to do on the day of Eid The following acts are necessary on the day of Eid: To beautify oneself (i.e. have a hair cut, cut one’s nails etc.) To have a bath. To use Miswak (apart from using it during ablution). To offer Salaat Ul Fajr of that day in one’s local mosque. To go to the Eidgah (a special place for Salaat Ul Eid) early in the morning. To give the Sadqa Fitr and go to the Eidgah. To have something sweet […]

Todays Date
1st Ramadan