Tuesday-23-04-24


Fasting

Ramzan me 4 chezon ki kasrat karo!

Jo shakhs ALLAH TAALA ki Raza ke liye ek din Etekaaf karta hai ALLAH TAALA uske aur Dozaq ke darmiyan 3 khandaqon ka faasla kardeta hai, har khandaq mashriq se maghrib ke darmiyani faasle se zyada lambi hai. (Al Moujamul Aousat,Hadith No:7326) Ummul Momineen Hazrath AYESHA SIDDIQA Raziallahu taala anha farmati hain: Jab Ramzan ka Aakhri Ashra Aata to HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam pehle se zyada Ehtemaam farmate, Raat bhar Ibadat farmate aur apne Ahle khana ko bedaar karte. (Sahih Bukhari,Hadith no:2024) Duniya ke fikro gham se dil me taariki paida hoti hai, aur Aakhirat ki fikar […]

Lailatul Qadr Shab-e-Qadr

ALLAH TAALA Hazrath Jibreel Alaihissalaam

” Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa faafu Annaa” Aye ALLAH ! Quraan aur Saheb e Qura an Sallallahu alaihi wasallam ke sadqe me Hamare Gunahou ko Maaf farma, Hame Maghfirat wo Najaat ka Parwana Ataa farmade.. Ameen! Jab Shab e Qadar aati hai to ALLAH TAALA Hazrath Jibreel Alaihissalaam ko hukum farmata hai ke zameen par utar jao, Aapke saath sidratul muntaha ke sakin 70 Hazaar Farishte aate hain, aur inke saath Noor ke Jhande hote hain, jab wo sab zameen par aate hain to Hazrath Jibreel Alaihissalaam aur digar Farishte apne Jhande 4 Maqamaat par Nasab karte hain: 1) […]

Todays Date
1st Ramadan