Friday-29-03-24


Jo shakhs Ikhlaas ke saath ALLAH TAALA se shahadat ki mout mangta hai

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ke kuch farishte aise hain jo sirf Majalis e Zikar ki talash me rehte hain. (Sahih Muslim,hadith no:2689) Jo shakhs Ikhlaas ke saath ALLAH TAALA se shahadat ki mout mangta hai to ALLAH TAALA use shahadat ke darje ko phuncha deta hai, chahe wo apne bistar pe hi inteqaal kiya ho. (Al Mustadrak,Hadith no:2412) ALLAH TAALA un tamaam (Sahaba Ekraam) se Razi hogaya aur wo ALLAH TAALA se Razi hogaye, Aur ALLAH TAALA ne unke liye ( Bahist ke ) aise baagh tayyar kiye hain, Jinke niche nehren beh […]

Basic Quran Reading

Quraan shareef ki tilawat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Quraan shareef ki tilawat kiya karo , isliye ke Qayamat ke din apne padhne wale ki shafa’at karega. (Sahih Muslim , hadith no :1874) Namaz ALLAH TAALA ke Qurb ka zarya hai. (Majmauz’zawaid, hadith no:17710) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez maangi jaati to Aap ne Kabhi “NA ” nahi farmaya. (Sahih Muslim,vol:1,pg:253) Maqlooq ki qidmat karna duniya ki sab se badi neki hai… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jisne apni jawani ALLAH ke raaste me guzardi to Qayamat ke din […]

Allah Ta’ala ne sabse pehle kis cheez ko paida farmya

HADEES SHAREEF : HAZRATE JABIR (RAZIALLAHU ANHU) ne Huzoor se jab poocha ke Allah Ta’ala ne sabse pehle kis cheez ko paida farmya… ispar RASOOL ALLAH (S.A.W) ne irshad farmaya ” Ae jabir ! beshak Allah ne sabse pehle apne Noor se ,, Tere nabi ke noor kp paida farmaya …!!! ( MAWAHIBUL LADUNIYAH SHARIF V1 PG9,, ZURQAANI SHAREEF VI PG.46,, SEERAT-E-HALBIA V1 PG37,, ANWAARUL MUHAMMADIYA

Todays Date
1st Ramadan