Tuesday-19-03-24


Mujh se Dua maango Main tumhari dua qubool karonga

HUZOOR ( صلى الله عليه و سلم) ne HASAN AUR HUSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya :Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki, aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai, aur jisko ALLAH TAALA Mahboob rakhta hai use Nematon wali Jannaton me Dakhil farmata hai.(Al Moujamul Kabeer , hadith no :2655) ALLAH TAALA ka irshaad hai:Mujh se Dua maango Main tumhari dua qubool karonga.(Surah Al Momin:60) ALLAH ki qasam! momin wo nahi hai jo ek mahina do mahina ya saal do saal amal kare,balke momin wo hai jo hamesha ALLAH TAALA ke […]

subhanallahi wa bihamdihi

Jis ne din me SUBHANALLAHI WA BIHAMDIHI 100 martaba padha

Hazrath Imaam shafai rahmatullah alaih farmate hain: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood e Shareef padhna har halat me pasand karta ho magar Juma ke din aur Juma ki raat ko bahut zyada pasand karta ho. Jise Ahle Bait ki mohabbat miljaye use dono jaha ki izzat miljayegi, aakhirat me HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki shafa’at naseeb hogi, Aur Ahle Bait ke sadqe uski maghfirat wo baqshish hojayegi.. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tum jahan kahi bhi ho Mujh par Durood Bhaijha karo, Beshak tumhara Durood Mujhe Puhanch jata hai. (Al Moujamul kabeer,Hadith no:2729) […]

hypocrite

The signs of a hypocrite

Narrated Abu Huraira: The Prophet (peace be upon him) said, “The signs of a hypocrite are three: 1. Whenever he speaks, he tells a lie. 2. Whenever he promises, he always breaks it (his promise). 3. If you trust him, he proves to be dishonest. (If you keep something as a trust with him, he will not return it.)” (Sahih al-Bukhari, Vol. 1, Book 2, Hadith 26) Narrated Abu Huraira: The Prophet (peace be upon him) said, “The one who looks after a widow or a poor person is like a Mujahid (warrior) who fights for Allah’s Cause, or like […]

Tumhara bhalayi ka kaam karna tumhare hi haq me behtar hai

ALLAH TAALA ka Irshaad hai :Aur Main ne Insaan wo Jinnaat ko apni ibadat ke liye hi paida kiya. (Surah Zaariyaat :56) Jab HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam madine ki galliyon me se kisi bhi gali se tasreef lejate to khushboo se maloom hojata ke Aap is gali se guzre hain.(Majmauzzawaed,vol:8,pg:205) HUZOOR Sallallahau alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Tumhara bhalayi ka kaam karna tumhare hi haq me behtar hai. (sunan e abu dawood,Hadees No:1617) Sab se zalim insaan wo hai jo aise shakhs par zulm kare jo is se Insaaf se pesh aate hain.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Zikar […]

Fear Allah alone

Aye Imaan walo ! ALLAH TAALA se Daro!

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Aye FATIMA! Kya tum nahi chahti ke tum tamaam jahano ki Aourton, Meri is Ummat ki Tamaam Aourton ki, aur Mominen ki Tamaam Aourton ki SARDAAR HO! (Mustadrak,Hadith no:4740) Hazrath Umar Bin Khattab Raziallahu taala anhu ke zamane me log 23 Rakaat (20 Rakaat Taraweeh aur 3 Rakaat witar ) padhte the. (Muwatta Imaam Malik, Hadith No:251) Aye Imaan walo ! ALLAH TAALA se Daro! Jis tarah us se darne ka haq hai aur Islaam ki halat par hi Duniya se rukhsat hojao. (Surah Aale Imran:102) NABI E KAREEM Sallallahu […]

MAIN AHLE MOHABBAT KA DUROOD KHUD SUNTA HU AUR UNHE PEHCHANTA HU

  Ek Martaba HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam se arz kiya gaya:Wo jo Aap par Nazdeek se durood bhaijhte hai, Dur se Durood bhaijhte hai, aur baad me aane wale bhi bhaijhinge, kya ye sab Durood Aapko Pesh kiye jate hain ? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ” MAIN AHLE MOHABBAT KA DUROOD KHUD SUNTA HU AUR UNHE PEHCHANTA HU ” (Dalailul Khairaat,pg:49) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:”Aye logo! Beshak baroz-e-Qayamat iski dehsataun aur hisab kitab se jald najat paane wala shakhs wo hoga jisne tum me se mujh par duniya ke ander ba kasrat […]

Allah

Allah Ta’ala’s (الله) and His Attributes

It is vital to attain knowledge about Allah Ta’ala’s (الله)Being and His Attributes, so that we do not utter words of Kufr due to our ignorance and so that we may be able to differentiate between the truthful and those that insult Allah Ta’ala (الله). Hereunder are a few of the proper Islamic beliefs that every Muslim must have. Almighty Allah (الله) is One. He has no partners in Being, Attributes, Actions, Commands or in Names. If any person believes that his “god” has partners, then that god of his is not Allah. Allah is one without any partners. It is Allah […]

Good deeds and bad deeds

The  Prophet Mohammed ( صلى الله عليه و سلم) says: The person who feeds a Muslim brother to his heart’s content, Allah Most High will keep this person at a distance of 7 moats. Each moat will be 500 years of distance away from each other. Hadhrat Hasan Basri (rahmatullah alaih) says: Whatever a Muslim eats or drinks, he (or she) will be asked to account for it on the Day of Judgment, but for the food given to a needy person there will be no reckoning (calculation). Hadhrat ‘Ali (May Allah be well pleased with him) says: Giving a […]

Jo shakhs maut ko yaad rakhta hai wo thodi si duniya par bhi khush hojata hai

NABI E KAREEM صلى الله عليه و سلم  ne irshaad farmaya : Aasmaan ke ek farishte ne isse pehle meri ziyarat kabhi nahi ki thi , usne meri ziyarat ke liye ALLAH TAALA se ijazat talab ki aur Mujhe Khushkhabri sunayi ke HASAN AUR HUSAIN (raziallahu taala anhuma ) Tamaam Jannati jawano ke Sardaar hain. (Sunan e Nasai , hadith no:8515)   Jo shakhs maut ko yaad rakhta hai wo thodi si duniya par bhi khush hojata hai. (Hazrath Ali Raziallahu taala anhu) Tum me se har ek jab tak namaz ka intezaar karta hai wo namaz hi me hota hai. […]

HADHRAT KHWAJA BANDANAWAZ (MAY ALLAH SHOWER HIS MERCY ON HIM)

LIFE OF HADHRAT KHWAJA BANDANAWAZ  {MAY ALLAH SHOWER HIS MERCY ON HIM} The name of Hadhrat Banda Nawaz (May Allah shower His mercy on him) was “Syed Muhammad” and his Kunniyah was “Abul Fatah.” The populace remembers him with the honorifics of “Banda Nawaz, Gesudaraz, etc.” He was born on 4 Rajab in 721 Hijri in Delhi. He is a descendent of Hadhrat Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) through 21 generations. He gave his spiritual allegiance to Shaykh Ul Islam Hadhrat Khaja Naseeruddin Chiraagh Dehlvi” (May Allah shower His mercy on him). Hadhrat Khaja Banda Nawaz […]

Behtareen Sadqa ye hai ke tum kisi bhoke ko khana khilao

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Behtareen Sadqa ye hai ke tum kisi bhoke ko khana khilao. (Shubul Imaan,Hadith NO:3367) ALLAH TAALA ke nazdeek Aafiyat talab karne se zyada koi sawaal Mahboob nahi. (Jame Tirmizi, Hadith no:3515) Tum Apni Aoulaad ko Quraan e kareem ki Taleem sikhou, aur Quraan unhe Har cheez sikhadega. Hazrath Banda Nawaz rahmatullahi taala alaih farmate hain: Rozana sone ke waqt Aadmi ko apne din bhar ke Amal aur Qaoul ka Jayeza lekar sona chahye… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA farmata hai: Jo shakhs Quraan e kareem […]

Jobs for women in Islam

Pardah is extremely important for women. The girls of the Ummah can embellish themselves with religious and common instruction and change the society, apparently. They can follow the Pardah to the letter and perform social administrations also inside the rules gave by the Shariah. There is a Hadith in Sahih Bukhari: In the primary time of Islam, the admired female Sahabah of the Holy Prophet (صلى الله عليه و سلم) would treat the injured in times of war and give water to the evil and perform such tasks. The daughters of the Ummah can acquire not only religious but also worldly education and can […]

The best of deeds is that you leave this life

“Let your tongue be always busy with the remembrance of Allah.” The person who offers Salaat Ul ‘Isha congregationally has as if spent half the night in worship and whoever offers Salaat Ul Fajr also congregationally, that man has as if spent the whole night in worship. (Sahih Muslim, Hadith No. 656) “The best of deeds is that you leave this life while your tongue is wet with the remembrance of Allah.” Prophet Mohammed (sallallahu alaihi wasallam) “There are two statements that are light for the tongue to remember, heavy in the Scales and are dear to the Merciful: `Subhan-Allahi […]

durood sharif

Wo kaounsa Amal hai jisko sab se zyada fazilat wala

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Shab e Meraj jab main Jannat me dakhil hua to Hamza bin Abdul Mutallib (raziallahu taala anhu) ne mera Isteqbaal kiya, Main ne unse daryaaft kiya: Wo kaounsa Amal hai jisko sab se zyada fazilat wala, ALLAH TAALA ke darbaar me Mahboob tareen aur Mizaan me sab se zyada wazni samjhte hain? Hazrath Ameer e Hamza raziallahu taala anhu ne Arz kiya: Aapki qidmat me DUROOD pesh karna aur Aapki Shaan o Azmath bayaan karna, Nez Hazrath Abu Bakar raziallahu taala anhu aur Hazrath Umar raziallahu taala anhu ke Haq me Khuda e […]

Hadith

Tauba ka khayal khush bakhti ki nishani hai

NABI E KAREEM صلى الله عليه و سلم  ko aourton me sab se zyada mohabbat HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha se hai aur mardon me se HAZRATH ALI raziallahu taala anhu sab se zyada mahboob hai.(Jame Tirmizi , hadith no :3868) NABI E KAREEM صلى الله عليه و سلم ne irshaad farmaya:Marizon ki iyadat karo aur janaze ke piche chalo ye tumhe Aakhirat ki yaad dilayega.(Sahih Ibne Hiban,hadith no:3017) Aye Imaan walo! Tum ALLAH ki aur uske RASOOL ki Ita’at karo..(Surah Al-Anfaal:20) NABI E KAREEMصلى الله عليه و سلم  ne irshaad farmaya:Behtaren Musalman wo hai jo be faida chezon ko chodhde.(Jame Tirmizi,hadith […]

Sahih Bukhari. Vol 2, Book 22, No 298:

Kal Qayamat ke din kaounsa shakhs zyada Aman me hoga?

Hazrath Yahiya bin Muaaz raziallahu taala anhu se logou ne pucha: Kal Qayamat ke din kaounsa shakhs zyada Aman me hoga? Aap ne farmaya: Wo shakhs jo aaj (yane duniya me) ALLAH TAALA se Bahut darta hai. HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alahi wasallam ke sahaba ekraam ko bura mat kaho, kyun ke unka HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki suhbat me guzra hua ek lamha tumhari zindagi bhar ke aamaal se behtar hai. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:162) Tum Haraam kamon se bacho, sab se zyada ibadat guzar ban jaoge. (Jame Tirmizi,hadith no:2475)

islam makeup

Is makeup allowed in Islam?

As makeup for women is permissible and commendable (Mustahab) in light of the Shariah, if the husband expresses a desire, expelling the hair of the face is also permissible. As given in Radd Ul Muhtaar, Kitab Ul Khatr Wal Ibaha, Fasl Fin Nazri Wal Mass. Tying the hair in a bun is also permissible, but tying a bun in the middle of the head like the hump of a camel is impermissible. There is a Hadith in Sahih Muslim  in which the Holy Prophet صلى الله عليه و سلم declares such women to be a group of hell who are nude in […]

subhanallahi-wa-bihamdihi

SUBHANALLAHI WA BIHAMDIHI SUBHANALLAHIL AZEEM

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 2 kalime aise hain jo zubaan par halke hain, mizaan me bhaari hain, RAHMAN ko pyaare hain, SUBHANALLAHIL AZEEM SUBHANALLAHI WA BIHAMDIHI. (Sahih Bukhari, hadith no:2718) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Har shakhs ka hasr usi ke saath hoga jis se usne Mohabbat ki hogi. (Jame Tirmizi,hadith no:2386) Jisne ALLAH TAALA ki Ita’at me zindagi guzari wo maqlooq me afzal hai. (Hazrath shams uddin rahmatullah alaih) Hazrath Jaber bin Sumrah raziallahu taala anhu farmate hain: Jab NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne mere Rukhsaar ko chuwa […]

SALAAM

Apne Darmiyaan ” SALAM ” Aam Karo

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis neik kaam se pehle ALLAH TAALA ki hamd aur Mujh par Durood na padha gaya usme barkat nahi hoti. (Kanzul Ummal,hadith no:2507) ALLAH TAALA ka irshaad hai: Aur jab log apne upar zulm kare to Aap (sallallahu alaihi wasallam) ke darbaar me hazir ho aur ALLAH se maghfirat chahe aur RASOOLALLAH sallallahu alaihi wasallam unki sifarish farmayen to zaroor ba zaroor ALLAH ko Khoob Tauba Qubool karne wala Bahut Rahem karne wala payenge. (Surah Al Nisa:64) Tum JANNAT Me Dakhil Nahi HogeJab Tak Tum Emaan Na Lao Aur Tum Momin […]

Islamic Laws and Rules regarding Lease/Rent

Renting a property and hiring it out to someone else

Question: A person rents a property and hires it out to someone else for a larger sum. Can this be done? What does the Shariah say about this? If this is not possible, then what other permissible option does the Shariah provide? Answer: The jurists have described in detail this situation of taking something on hire and hiring it out to someone else. They have described the following cases in it. a) Hiring out a rented place to someone else is permissible if the rent of this place is equal to or less than the rent fixed by the owner […]

4 cheezien Rizq me Izafa karti hain

Aap apni Aoulaad ko 3 batou ki tarbiyat karo! 1) Apne NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki Mohabbat, 2) Aapke Ahle Bait e Athaar ki Mohabbat, 3) aur Quraan e Majid ki Tilawat. Tum JANNAT Me Dakhil Nahi HogeJab Tak Tum Emaan Na Lao Aur Tum Momin Nahi Ho Sakte Jab Tak Ke Tum Ek Dusre Se Muhabbat Na Karo. Kya Main Tumko Aisi Cheez Na Bataoun Jis Par Amal Karo Toh Ek Dusre Se Muhabbat Karne Lago? Apne Darmiyaan ” SALAM ” Aam Karo. {Abu Dawood, Hadees: 51930} NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH […]

miser

Miserliness and its harms

Hadhrat Rafa’ee (May Allah shower His mercy on him) says that not giving Zakaat and not hosting guests is miserliness. In colloquial parlance, miserliness is used in a different sense. A miser is one who doesn’t give things that are to be given. Allah Most High has created wealth as a means of providing means of life. When the intent of Almighty Allah is to give then not giving it is miserliness and things those are worthy of being given are those things which the Shariah has ordered to be given. The reason for miserliness is love of base desires, […]

Etiquette of Dua

Azaan aur Iqamat ke darmiyan jo dua bhi maangi jaye wo rad nahi hoti

Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu ne Dua farmayi: AYE ALLAH ! to mujhe apni rah me shahadat naseeb farma, aur apne Habeeb ke shaher e Muqaddas me mujhe Wisaal ataa farma. (Sahih Bukhari,Hadith no:1890) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs aisi namaz padhta hai ke jisme Mujh par aur Meri Aal par Durood na padhe uski namaz qubool nahi ki jati. (Sunan e Dar e Qutni,Hadith no:1359) Hasad karne wale ke liye yahi saza kaafi hai ke jab tum khush hote ho to wo ghamgeen hojata hai. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI […]

rabit

Can we eat rabbit meat?

There are various Hadith about eating rabbits, which show that rabbit is a permissible (Halaal) animal. There is a Hadith in Sunan Nasai: Translation: It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Hurairah (May Allah be well pleased with him), he said: A Bedouin brought fried rabbit meat to the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam). The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) didn’t eat of it but ordered the Companions to eat from it. (Sunan Nasai, Hadith No. 4310) In the light of this Hadith, the jurists have opined that eating rabbit is permissible. As given Bada‘i Us […]

Hadith

HASAN AUR HUSAIN (Raziallahu taala anhuma)

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se arź kiya gaya : Aapko apne Ahle Bait me se sab se zyada kaoun mahboob hain ? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : HASAN AUR HUSAIN (Raziallahu taala anhuma). AUR Aap Sallallahu alaihi wasallam Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha se farmaya karte the : Mere Shehzadon ko bulaou phir Aap sallallahu alaihi wasallam unhe chumte aur unhe apne saath lipta lete. (Jame Tirmizi , Hadith no :3772)

Hadith

Hazrath Ali Raziallahu ta’la anhu Said

To fight against one’s desires is the greatest of all fight. ~Hazrat Ali r.a The wise man relies upon his labour : The ignorant trusts illusions.” Hazrat Ali (R.A) when words come from the heart of anyone, they find a place in the heart of another.(Hazrath Ali Raziallahu ta’la anhu) Hazrath ALI Raziallahu taala anhu ne farmaya :Mujhe 2 cheezen bahut mahboob hain : 1) Sardi me Fajar ki namaz 2) Saqt garmi ke Roze Logon ko usi tarah maaf karo, Jaise tum Allah Ta’la se umeed rakhte ho ke wo tumhe Maaf karega … Hazrath ALI Raziallahu taala anhu Apka […]

Namaz ke liye uthne wala har qadam sadqe ke barabar hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis Aourat ne is haal me inteqaal kiya ke uska shuhar us se raazi tha to wo Jannat me dakhil hoga. (Jame Tirmizi,hadith no:1161) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Yaqinan Jannat 3 logon ki mushtaq hai: 1) (Hazrath) ALI (raziallahu taala anhu) 2) (Hazrath Ammaar (raziallahu taala anhu) 3) (Hazrath ) SALMAN (raziallahu taala anhu) (Jame Tirmizi, hadith no:4166) 2 Ghut ALLAH TAALA ko bahot pasand hai: Ek Gusse ka aur Dusra Sabar ka.. HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Namaz ke liye uthne […]

Allah is one

Understanding Tauheed and Shirk

The Being of the Almighty (اللّٰه) Allah is indeed One. It is only those who are ignorant and persist on being ignorant who say that we commit Shirk when we talk about certain qualities which the servants of Allah possess. Meaning of Tauheed: The meaning of Tauheed is to believe that there is no partner to Allah in His Being and in His Attributes. In other words, how Almighty Allah (اللّٰه) is, we do not believe that there is another being like Him. If any person believes on the contrary, then his belief would constitute Shirk. We should remember that […]

Todays Date
1st Ramadan