Wednesday-24-04-24


Hadith

Hazrath Ali Raziallahu ta’la anhu Said

To fight against one’s desires is the greatest of all fight. ~Hazrat Ali r.a The wise man relies upon his labour : The ignorant trusts illusions.” Hazrat Ali (R.A) when words come from the heart of anyone, they find a place in the heart of another.(Hazrath Ali Raziallahu ta’la anhu) Hazrath ALI Raziallahu taala anhu ne farmaya :Mujhe 2 cheezen bahut mahboob hain : 1) Sardi me Fajar ki namaz 2) Saqt garmi ke Roze Logon ko usi tarah maaf karo, Jaise tum Allah Ta’la se umeed rakhte ho ke wo tumhe Maaf karega … Hazrath ALI Raziallahu taala anhu Apka […]

Namaz ke liye uthne wala har qadam sadqe ke barabar hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis Aourat ne is haal me inteqaal kiya ke uska shuhar us se raazi tha to wo Jannat me dakhil hoga. (Jame Tirmizi,hadith no:1161) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Yaqinan Jannat 3 logon ki mushtaq hai: 1) (Hazrath) ALI (raziallahu taala anhu) 2) (Hazrath Ammaar (raziallahu taala anhu) 3) (Hazrath ) SALMAN (raziallahu taala anhu) (Jame Tirmizi, hadith no:4166) 2 Ghut ALLAH TAALA ko bahot pasand hai: Ek Gusse ka aur Dusra Sabar ka.. HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Namaz ke liye uthne […]

Todays Date
1st Ramadan