Thursday-25-04-24


Hadith

Samandar bahut bada hai likin hum itna hi paani

Samandar bahut bada hai likin hum itna hi paani lesakte hain jitna hamare haath me aata hai, Isi tarah ALLAH TAALA ki REHMATEN beshumar hain likin hum itna hi hasil karte hain jitna hamara IMAAN hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Jab shaitan par kankari maari aur Qurbani zabah farmayi, phir Halaq karwane ka iraada farmaya to Sar e Anwar ka Sidha janib Hajjam ke qareeb kiya, Hajjam ne Halaq kiya, HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne Hazrath ABU TALHA ANSARI radiallahu anhu ko talab farma kar sidhi janib ke tamaam Mue Mubarak Ata farmaye, phir bayan […]

Todays Date
1st Ramadan