Thursday-25-04-24


Raat ko wuzu karke sone ki fazilat

Jo shakhs Raat ko wuzu karke soye to ek farishta uske saath raat guzarta hai aur jab bhi wo shakhs bedaar hota hai to wo farishta dua karta hai:Aye ALLAH apne flan bande ko baqshde. (Sahih Ibne Hibban,vol,3,pg:328) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab ALLAH TAALA kisi bande ko koi nemat ataa farmaye aur wo us par ” ALHAMDULILLAH ” kahe, to jo usne hasil kiya us se bhi behtar diya jayega. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:3805) Hazrat Anas raziallahu taala anhu farmate hai: “Jab NABI KAREEM Sallallahu Alaihi Wasallam fajr ki namaz se farig hote […]

Ummul Momineen Hazrath Aisha R.A says

The needle started shining because of the radiance of his face

Ummul Momineen Hazrath Aisha R.A says, I was sewing something at night when the needle slipped from my hands I searched for it but could not find it. Then the Holy Prophet Sallallahu alaihi wasallam entered the house. The needle started shining because of the radiance of his face.” The Holy prophet (sallallahu alaihi wasallam) Said: “ALLAH TAALA Says, ‘I am with My servant when he remembers Me and his lips quiver in My remembrance.” (Sunan e Ibne Majah,Hadith no:3792)

Todays Date
1st Ramadan