Tuesday-19-03-24


Ya Allah

When I want to talk to Allah I say prayers and when I want that he talk to me

” Bismillahir Rahmannir Raheem “”Al-Hamdu Lillaahi Rabbil ‘Aalameen was Salaatu was- Salaamu ‘Alaa Sayidinaa Muhammadin wa Aalihi wa Asabihi Ajma ‘een (tauheed- risalat- ahkirat and islam-iman-ihsan) Imam Shafi’i (d. 204/820) has said, “Anything which has a support (mustanad) from the shari’a is not bid’a, even if the early Muslims did not do it” (Ahmad al-Ghimari, Tashnif al-adhan, Cairo: Maktaba al-Khanji, n.d., 133). ….. “Indeed Allah has given me strength via four deputies – two in the heavens and two upon the Earth. Jibra’il and Mika’il are my deputies in the heavens and Abu Bakr and ‘Umar are my deputies in […]

Virtues of giving Water to People

Prophet Mohammed (Pace be upon him) told us about the virtues of giving water to people. On one Hadith giving water has been mentioned as the best sadaqa (act of charity). He encouraged digging of wells and giving water for the benefit of people. He declared it unlawful to poison the wells of enemies. Hazrath Abu Dharr(Radiyallahu Anhu) is reported as saying, ” Your putting some of their water from your bucket in your brother’s bucket is sadaqa. Your removing stones, thorns and bones from people’s path is sadaqa. Your guiding a man in a place where there are no […]

wudu hadith

WUDHU (ABLUTION)

“When a muslim, or a beliver washes his face (in the course of Wudhu), every sin which he committed with his eyes, will be washed away from his face withwater, or with last drop of water; when he washes his hands, every sin which he committed by his hands will be effaced from his hands with the water, or with last drop of water;and when he washes his feet, every sin his feet committed will be washed away with the water, or with last drop of water;until he finally emerges cleansed of all his sins.” (Sahih Muslim)

Daughters in Islam

Daughters in Islam

Narreted Aisha Razi Allah hu Tala Anha : A lady along with her two daughters came to me asking (for some alms), but she found nothing with me except one date which I gave to her and she divided it between her two daughters, and did not eat anything herself, and then she got up and went away. Then the Prophet Mohammed ﷺ came in and I informed him about this story. He said,”whoever is put to trail by these daughters and he treats them generously (with benevolence) then these daughters will act as a shield for him from Hell-Fire.” […]

madinah

Syeduna Jaber bin Abdullah Ansari Raziallahu anhu farmate hai

Syeduna Jaber bin Abdullah Ansari Raziallahu anhu ne farmaya: main ne Hazrath RASOOLULLAH Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e babarkat me arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Mere Maa baap Aap par Qurban ! Mujhe batlaye ke ALLAH TAALA ne tamaam cheezon se pehle kis cheez ko paida farmaya? Aap ne irshaad farmaya: Aye Jaber ! Beshak ALLAH TAALA ne tamaam kayenaat se pehle tumhare NABI Ke Noor ko Apne Noor se paida farmaya,phir wo Noor Qudrat e Ilahi se jaha chahta tha sair karta raha, us waqt looh thi na qalam, Jannat na Dozaq, Aasmaan na Zameen , […]

hadith on repentance

ALLAH TAALA se uska Fazal talab karo

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TAALA se uska Fazal talab karo. (Jame Tirmizi) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya to unhe unki Aoulaad dikhayi, To unho ne ek ko dusre par saheb e karamat wo fazilat dekha, Phir unho ne unke darmiyan me ek chamakta NOOR dekha, uspar Aapne Arz kiya: Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai? ALLAH TAALA ne irshaad farmaya: Ye Tumhare farzand e Jaleel Ahmad e Mujtaba MOHAMMED MUSTAFA Sallallahu alaihi wasallam hai, YEHI AWWAL HAI, YEHI AAKHIR HAI, AUR […]

about Quran

HOW WELL YOU KNOW YOUR HOLY QURAN

HOW WELL YOU KNOW YOUR HOLY QUR’AN← 1. How many verses are in Holy Qur’an? A. 6235 B. 6236.✔ C. 6237 D. 6238 2. How many times is the word ‘Qur’an’ repeated in Holy Qur’an? A. 67 B. 68 C. 69 D. 70✔ 3. Which is the best drink mentioned in Holy Qur’an? A. Honey B. Milk✔ C. Water D. Juice 4. The best eatable thing mentioned in Holy Quran is? A. Honey✔ B. Milk C. Water melon D. Dabino 5. Which is the shortest Sura of Holy Qur’an? A. Falaq B. NASS C. IKLASS D. KAUSAR✔ 6. The most […]

Surah Al Fajr

Surah Al Fajr ki aayat “wal fajr” (qasam hai subah sadiq ki )

Hazrath Muhaddis-E-Deccan,Abul Hasanaath, Syed Abdullah shah Naqshbandi Mujaddidi wo Quadri ,Rahmatullahi ta’la alay itne bade Allama hain ke ALLAH TAALA ne aapko aisa Ilm Ataa farmaya hai ke Aapke ilm ka kya kehna ! Jab Aap farig ut tehseel hue (yane aapki Talimi course khatam hua) to Aapke Walid e Majid Hazrath Syed Muzaffar Husain shah naqshbandi mujaddidi wo qadri rahmatullah alaih apne sahebzade ko Ulama ki majlis me pesh kiye, aur tarruf karwaya ke ye mera farzand hai farigut tahsel hochuka hai Aap hazrath Imtehan len ! Isha ki namaz ke baad Majlis e Ahle ilm ne Aapse farmaya […]

halal chicken

Is selling live poultry by weight permissible

Question: I went to buy chicken and bought 4 kilos of chicken. When I brought it home, the quantity seemed less. The quantity was substantially reduced after the chicken was skinned and chopped. My question is does the Shariah permit weighing and selling live chickens or merely selling the meat after the slaughter is permissible? Answer: Weighing and selling live chickens is perfectly permissible, as what is being sold (i.e. the chicken) is known and fixed. Thus, there is no problem as per the Shariah in selling chickens by weight. As given in Badaa’i Us Sanaa’i, Kitaab Ul Buyoo. And […]

Jisne Subah (yane fajar ) ki namaz adaa ki wo ALLAH TAALA ki Hifazat me hai

Jo Quraan padhe aur apne rab taala ki tareef ki aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood padhe aur apne rab se maghfirat talab ki to usne khair ko uski jagah se talash karliya.(Baihaqi shubul Imaan) Acha insaan wo hai jo kisi ki di hui takleef ko bhul jaye magar kisi ki di hui mohabbat ko kabhi na bhule. Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain:Koi kasturi kabhi koi atar aisa nahi sungha jo HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Pasine mubarak se zyada khushboo daar ho. (Shamail e Tirmizi) Yaqinan ! ALLAH ke Doston par […]

Surah e Ad-Dukhan

Jo Juma ke din ya raat me Surah “Haa meem Dukhan” padhega

Jisne Saliheen Buzrugane deen ka zikar suna uske dil me ALLAH ki Mohabbat zyada hote jati hai aur Ita’at me zyadati hoti hai.(Hazrath Nizamuddin Awliya rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab koi qoum ALLAH TAALA ke Zikr ke liye baithti hai, to farishte unko gher lete hain, Aur Rehmat unko dhaanp leti hai, aur ALLAH TAALA Farishtou ke saamne unka zikar farmata hai. (Sahih Muslim,hadith no:6855) Mout ki saqti Dunya aur aakhirat ki saqti se bahut zyada khoufnaak hai.(Hazrath shadaad bin uoos Rahmatullah Alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Mashriq wo Maghrib […]

Beautiful Hadith about Dhikr

1 : Allah  Ka Sabse  Pehla Arsh Kahan Tha..? Ans : Pani Par 2 : Allah  Ne  Sabse  Pehle  Kis  Cheez  Ko  Paida  Kiya.? Ans : Arsh,  Pani,  Kalam,  Louhe Mahfooz. 3 : Duniya Me Sabse  Pehla  Ghar  Kounsa  Hai  Aur Kisne   Banaya..? Ans : Khane Kaba..Jinhe  Adam Alahisalam Ne Banaya.. 4 : Adam  AS  Ko  Allah Ne  Kis  Din  Kis  Waqt  Aur  Kis  Cheez  Se  Paida  Kiya..? Ans : Juma  Ka  Din.. Asar  Ka  Waqt.. Mitti  Se  Paida  Kiya… 5 : Madeena  Ka  Naam  Yasrib  Tha.. Madeena  Kab  Rakha  Gya.? Ans : Huzoor Sallalahu Alaihe Wasallam Ke Pohenchne Par […]

Respect and appreciate your mother

Love And Respect Your Parents

Rasool Allah ﷺ was once asked : What rights parents had over their children. He ﷺ replied: “They are your paradise and your Hell” A man came to the Prophet Mohammed ﷺ asking his permission to take part in jihad. The Prophet Mohammed ﷺ aske dhim, ” Are your parents alive?” He replied in the affirmative. The Prophet Mohammed ﷺ said to him, ” The exert yourself in their service. Sahih Bukhari | Book 52 | Hadith 248 Sahih Muslim | Book 32 | Hadith No. 6184

Paradise and Hell disputed together

Prophet Mohammed ﷺ said : “Paradise and Hell disputed together, And Hell-Fire said: ‘In me are the mighty and the haughty.’ Paradise said : ‘In me are the weak and the poor.’ So Allah judged between them, [saying]: ‘You are paradise, My mercy; through you I show mercy to those I wish. And you are Hell-fire, My Punishment; through you I punish those I wish, and it is incumbent upon Me that each of you shall have its fill.” Allah  subhanahu wa ta’ala said: ” I have prepared for My pious worshipers such things as no eye has ever seen, […]

Hadith of the day

Wahin ka humko gulam kehna!!

ALLAH TAALA ka irshaad hai: Aur AAP (sallallahu alaihi wasallam) par ALLAH ka bahut bada fazal hai. (Surah Al Nisa:113) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne isrshaad farmaya: Jise ye pasand ho ke ALLAH TAALA ki baargah me pesh hote waqt ALLAH TAALA us se raazi rahe to use chahye ke Mujh par kasrat se Durood shareef padhe. (Firdous ul Akhbaar,Hadith no:6083) Khushnaseeb hai wo shakhs jo HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam par Durood bhaijhta hai, Us par ALLAH TAALA aur HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam aur Farishton Rahmat bhaijhte hain, Gunahon ka kaffara banjate hain, Aamal pakiza hojate hain, Darajaat […]

Todays Date
1st Ramadan