Tuesday-19-03-24


hadith

Hazrath Ayesha siddiqa raziallahu taala anha farmati hain

Ummul mominen hazrath Ayesha siddiqa raziallahu taala anha farmati hain: Mujhe Duniya me ye 3 cheezen pasand hain: 1) ALLAH TAALA ke Fazal par pura bharosa karna, 2) Maqlooq se parhez karna, 3) jo kuch ALLAH TAALA ne diya hai is par raazi rehna… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega, Aur har Hazaar ke saath 70 Hazaar logaon ko JANNAT me dakhil farmayega aur QUDRAT ke paso’aou se 3 pasoo […]

May Allah be merciful to you

The Prophet Mohammed (ﷺ) orders us to do seven things

 Muawiya bin Suwaid Narrated that: I heard Al-Bara’ bin `Azib saying, “The Prophet Mohammed (ﷺ) orders us to do seven things and prohibited us from doing seven other things.” Then Al-Bara’ mentioned the following:– (1) To pay a visit to the sick (inquiring about his health), (2) to follow funeral processions, (3) to say to a sneezer, “May Allah be merciful to you” (if he says, “Praise be to Allah!”), (4) to return greetings, (5) to help the oppressed, (6) to accept invitations, (7) to help others to fulfill their oaths. (See Hadith No. 753, Vol. 7) Reference : Sahih al-Bukhari […]

Masjid e Nabwi

ALLAH KE NABI ZINDA HAIN RIZQ PAATE HAIN

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Logo! Juma ke din tum mujh par kasrat se Durood o Salaam padha karo, kyun ke ye wo din hai jisme Farishte khususiyat ke saath hazir hua karte hain,Aur jo koi Mujh par Durood padhta hai to uska Durood Mujh par pesh hota hai yaha tak ke wo us se farigh hojaye, Sahaba Ekraam raziallahu anhum ne Arz kiya: Aap ke Wisaal e Mubarak ke baad bhi kya hum is tarah padhe? Aap Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Beshak ALLAH TAALA ne Zameen par Haraam kardiya hai ke wo Ambiya Ekraam ke […]

Quran

ALI (raziallahu taala anhu) aur Quraan E Kareem

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : ALI (raziallahu taala anhu ) Quraan ke saath hain aur Quraan ALI (raziallahu taala anhu ) ke saath hai, wo dono hargis juda nahi hosakte yaha tak ke Houz e Kaousar par wo dono mere paas saath saath aayenge. (Mustadrak Alas Sahihen, hadith no: 4604) Takleef wo musibat ke waqt jo momin sabar aur raza se kaam leta hai aur ALLAH TAALA ka shukar adaa karta hai, To ALLAH TAALA us se razi hojata hai aur use madad aur amal ki toufeq milti hai. (Hazrath Sheik Abdul Qader jilani raziallahu […]

Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai?

ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya

NABI E KAREEM (ﷺ)  ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya to unhe unki Aoulaad dikhayi, To unho ne ek ko dusre par saheb e karamat wo fazilat dekha, Phir unho ne unke darmiyan me ek chamakta NOOR dekha, uspar Aapne Arz kiya: Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai? ALLAH TAALA ne irshaad farmaya: Ye Tumhare farzand e Jaleel Ahmad e Mujtaba MOHAMMED MUSTAFA (ﷺ)  hai, YEHI AWWAL HAI, YEHI AAKHIR HAI, AUR YEHI SAB SE PEHLE SHAFA’AT KARNE WALE HAI. (Baihaqi,khasaisul kubra,vol:1,pg101)

Quotes of Hazrat Ali R.A

Best Quotes of Hazrat Ali (R.A.)

Hazrat Ali (R.A.) nay farmaya mujhe 3 cheezein buhat pasand hain:1: Mehmaan ki Khidmat. 2: Garmi ka Roza. 3: Dushman par Talwar.   Hazrat Ali R.A :JAB TUMHAIN KHUSYAN MILNY LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:1)ALLAH KO. 2)USKI MAKHLOOQ KO. 3)APNI ASSLIAT KO! Hazrat Ali R.A :”Koi aaina insaan ki itni sachi tasveer nahi paish kar sakta jitni ki uski guftagoo paish karti hai.” Hazrat Ali R.A:Gareeb par ehsan karo kyun ke gareeb hone main waqt nahi lagta. Hazrat Ali R.a :Bura dost koiley ki tarah hota hai, jab garam hota hai to haath jala deta hai aur jab […]

HUZOOR (ﷺ) Ne Irshaad farmaya

HUZOOR (ﷺ) Ne Irshaad farmaya

NABI E KAREEM (ﷺ)  ne irshaad farmaya: Agar tum me se koi shakhs ye maloom hojaye ke apne bhai ki Namaz ke aage se guzarne se usko kitna Azaab hoga to wo 100 saal tak khada rahe to ye uske liye us namazi shakhs ke aage chalne se Behtar hai. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:946) NABI E KAREEM (ﷺ)  ne irshaad farmaya: Safen durust rakho aur milkar khade raho, kyun ke yaqinan Main tumhe pit ke piche se bhi dekhta ho. (Sahih Bukhari, hadith no:718) HUZOOR (ﷺ)  Ne Irshaad farmaya: Tum me sab se zyada pyare aur qiyamat ke din […]

Hadith

Benefits of Reciting Subhan Allahi wa bihamdihi

“Whoever says: ‘Subhan Allahi wa bihamdihi’ one hundred times a day, will be forgiven all his sins even if they were as much as the foam of the sea.” (Bukhari) Narrated Abu Huraira: The Prophet said, “Every day two angels come down from heaven and one of them says, ” O Allah! Compensate every person who spends in your cause,” and ohter (angel) says, “O Allah! destroy every miser.” Bukhari (Book#24, Hadith#522) ” Sadaqah (charity) wipes out sins like water extinguishes fire. ”

Trust in Allah

Trust in Allah

If one dream should fall and break into a million pieces, never be afraid to pick one of those pieces up and begin again. Trust in Allah. Those who spend in Charity will be richly rewarded – Al Quran 57:10 Narrated Abu Huraira: Allah’s Apostle said, ” If somebody gives charity something equal to a date from his honestly earned money — for nothing ascends to Allah except good–then Allah will take it in his Right (Hand) and bring it up for its owner as anyone of you brings up a baby horse, till it becomes like a mountain.” Abu […]

Hadith remove obstacle from road

Raaston ka Haq ada karo

Abu Sayeed Khudri Radhi Allahu Anhu se rivayat hai hi Nabi Kareem (ﷺ)  ne farmaya Raaston par baithne se bacho, Sahaba ne arz hiya Ye Rasool Allah (ﷺ) hamari ye Majlis to bahot Zaruri hai hum wahan par roz hone wali guftgu (baatein) kiya harte hain Aap (ﷺ)  ne farmaya, “achcha” , agar turn in Majlis mein baithna hi chahte ho to Raaste ka haq ada kiya karo sahaba ne arz kiya Raaste ka haq kya hai to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Nazar neechi rakhna, Raahgeeron (guzarne walon) ho na satana, Salam ho jawab dena, bhalaii ha hukm […]

Hadith

The one who looks after a widow and a poor person

The Prophet Mohammed (ﷺ) said:“The one who looks after a widow and a poor person is like the Mujahid in the cause of Allah, or like the one who fasts all the day and stands (in prayer) all the night.” [Jami at-Tirmidhi] It was narrated that Abu Hurayarh (may Allah be pleased with him) said: ” A man came to the messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) and said : ” O messenger of Allah, Who among the people is most deserving of my good company?’He said, “Your mother” He asked, Then Who? He said, “Your […]

hadith sabar

Sabar ka daman haath se na chodo

ALLAH TAALA ka irshaad hai: Aur meri rahmat har cheez ko gehri hui hai to mai use zaroor unke haq me likhdunga jo parhezgari ikhtiyaar karte hain. (Surah Al Aaraaf:156) Sabar ka daman haath se na chodo, Har kaam aasaan hone se pehle mushkil hota hai. (Hazrath Shiek saadi rahmatullah alaih) Mehmaan ke liye zyada kharch karo, Kyun ke ye israaf me se nahi. (Ummul Mominen Hazrath Ayesha Siddiqa Raziallahu taala anha) Allah ki Qasam! Allah Ta’ala apne mahboob bande ko dozakh me nahi daalta. (Mustadarak ‘Alas Sahihain, Hadith No. 7455) Na Unke Jaisa Saqi hai koi Na Unke Jaisa […]

hadith durood shareef

Jo Mujh par ek martaba Durood Bhaijhta hai

NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Mujh par ek martaba Durood padhta hai ALLAH TAALA us par 10 Rehmatou ka Nuzool farmata hai, Jo shakhs Mujh par 10 martaba Durood padhta hai, ALLAH TAALA us par 100 Rahmaten Nazil farmata hai, Aur Jo shakhs Mujh par 100 Martaba Durood padhta hai, ALLAH TAALA uski dono Ankhou ke darmiyaan munafiqat aur aagh se hamesha ke liye Aazadi likh deta hai, aur Qayamat ke din uska Qiyaam Shuhada ke saath hoga.. (Al Moujamul Aousat,Hadith no:7235) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo Mujh […]

Family Hadith

Spend on Family for The pleasure of Allah

Allah’s Messenger Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wasallam) said : “The best among you are those who have the best manners and character” (Bukhari) Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wasallam) said : “whatever a muslim spends on his family for seeking the pleasure of Allah, is also counted as charity. “(Bukhari) Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wasallam) said : “The best of you is he who is best to his family”~ Tirmidhi 3252 Narrated Abullah Bin Amr: Allah’s Messenger (ﷺ) said: “It is one of the greatest sins that a man should curse his paremts.” It was asked (by the people), ” O […]

allah love

ALLAH se Mohabbat kiya karo

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri Ummat ke tamaam logon ke gunah ALLAH TAALA Baqsh dega, Siwaye un logaon ke jo gunah karke logon ko faqr se batate hain ke hum ne ye gunah kiya. (Sahih Bukhari,Hadith no:6069) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:  ALLAH se Mohabbat kiya karo! Kyun ke wo tumhe apni nematou se sarfaraz farmata hai, aur ALLAH ki Mohabbat ki khatir Mujh se Mohabbat kiya karo, aur Meri Mohabbat ki khatir Mere Ahle Bait se Mohabbat kiya karo. (Jame Tirmizi,hadith no:2158) Thanda paani Aagh ko jis tarah se jaldi […]

hadith of day

Excellence of Praying in Masjid An-Nabawi

Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that: “One Prayer in this Masjid (Masjid An-Nabawi) of mine is better than one 1000 prayers in any other Masjid” [Ibn-e-Majah : 1405]  Abu Huraira (Allah be pleased with him) narrated It directly from Allah’s Apostle’ (may peace be upon him) having said this: A prayer in my mosque is a 1000 times more excellent than a prayer in any other mosque, except Masjid al-Haram (Mosque of the Ka’ba). ‘The Book of Pilgrimage (Kitab Al-Hajj)’ of Sahih Muslim – 3209  Abu Huraira (Allah be pleased with him) reported Allah’s Messenger (may peace be upon him) as […]

hadith

The best deed of A Great Man is to Forgive and Forget

Eat and drink but do not waste by excess for Allah does not Love the Wasters.”(Surah Al Araf:31) Whoever leaves something for the sake of ALLAH, ALLAH will replace it with something better… The best deed of A Great Man is to Forgive and Forget.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that: The person who recites Subhanallah 33 times, Alhamdulillah 33 times, Allahu Akbar 34 times after every Namaaz will never be at risk. (Sahih Muslim,hadith no:1349) Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that: The person who shall recite 6 rakaat Salah after Magrib and does not talk any […]

Alhamdulillah

Maghrib ke baad 6 rakaat padhne se 12 saal ki ibadat ka sawaab

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, 33 martaba Alhamdulillah, 34 martaba Allahu Akbar padhe wo kabhi nuqsan me nahi rehta. (Sahih Muslim,hadith no:1349) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo Maghrib ke baad 6 rakaat padhe aur darmiyan me koi (duniyawi baat na kare)to use 12 saal ki ibadat ke barabar sawaab milega. (Sunan e Ibne Majah,pg:81) Aur ALLAH ki raah me kharch karo aur apne hi haton se khud ko halakat me na daalo, aur neki ikhteyaar karo, beshak ALLAH neik logon se Mohabbat […]

Believe in Allah

Human are of 4 types

“Bismillahir Rahmannir Raheem””Al-Hamdu Lillaahi Rabbil ‘Aalameen was Salaatu was- Salaamu ‘Alaa Sayidinaa Muhammadin wa Aalihi wa Asabihi Ajma ‘een (tauheed- risalat- ahkirat and islam-iman-ihsan) Human are of 4 types 1.Believing Duniya 2.Believing Amal/deeds 3.Believing Niyamat/fazal of allah 4.Believing zaate elahi 1.Believing Duniya = kafirs are open losers totally 2.Believing Amal/deeds=biggest losers because of riya/showoff(status) ,confidence on youself/nafs, big fitna  . deeds will not get you jannah, its fazal of allah which takes you to jannat.Quality matters than quantity of ibadat.   Iqlas is the reason for acceptance  of deeds. ibadat/amal is covered with iqlas.  taqwa =niyat of heart +for allah +avoiding […]

Hazrath Abul Barakat Syed Khaleelullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qaudri Rahmatullah alaih

Hazrath Abul Barakat Syed Khaleelullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qaudri Rahmatullah alaih Aap Zubdatul Muhaddisen Aarif billah Abul Hasanaath Syed Abdullah Shah Naqshabndi Qaudri rahmatullah alaih ke bade shehzade aur Janashen e Awwal hain, Taqriban 1912 iswi se pehle Aapki Wiladat hui, Aapka Silsila e Nasab e mubarak 46 waston se Amirul Mominen Syeduna Ali Murtaza raziallahu taala anhu se jamilta hai, aur Aapka Wisal e mubarak 7 Jamadi ul Ula 1412 hijri, 3 november 1992 Iswi me hua.

sabar

Sabar ek aisi sawari hai jo kabhi thokar nahi khati

Jab Insaan dard me hota hai tab wo sab se zyada apne Rab ke Qareeb hota hai… Aur ALLAH ki raah me kharch karo aur apne hi haton se khud ko halakat me na daalo, aur neki ikhteyaar karo, beshak ALLAH neik logon se Mohabbat farmata hai, (Surah Al Baqarah:195) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Ahle Jannat ke sar par aise Taj honge jinka chote se chota moti bhi Mashriq wo maghrib ke darmiyan ki chizou ko roushan kardega.  (Jame Tirmizi,Hadith no:2562) Sabar ek aisi sawari hai jo kabhi thokar nahi khati. (Hazrath Ali raziallahu taala […]

Allah

Islamic Questions with Answers

1 : Allah  Ka Sabse  Pehla Arsh Kahan Tha..? Ans : Pani Par 2 : Allah  Ne  Sabse  Pehle  Kis  Cheez  Ko  Paida  Kiya.? Ans : Arsh,  Pani,  Kalam,  Louhe Mahfooz. 3 : Duniya Me Sabse  Pehla  Ghar  Kounsa  Hai  Aur Kisne   Banaya..? Ans : Khane Kaba..Jinhe  Adam Alahisalam Ne Banaya.. 4 : Adam  AS  Ko  Allah Ne  Kis  Din  Kis  Waqt  Aur  Kis  Cheez  Se  Paida  Kiya..? Ans : Juma  Ka  Din.. Asar  Ka  Waqt.. Mitti  Se  Paida  Kiya… 5 : Madeena  Ka  Naam  Yasrib  Tha.. Madeena  Kab  Rakha  Gya.? Ans : Huzoor Sallalahu Alaihe Wassalam Ke Pohenchne Par […]

Powerful dua Solve all problem using this dua 

Yaa Hayyu Ya Qayyum, Bi Rahmatika AstagheezSayyiduna Anas ibn Maalik (Radhiallaahu Anhu) reports that Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wasallam) once mentioned to Sayyiduna Faatima (Radhiallaahu Anha) to recite the following supplication morning and evening, ‘Yaa hayyu yaa qayoomu, birahmatika astagheeth. Sayyiduna Abdullah ibn Mas’ood (Radhiallaahu Anhu) narrated that whenever Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wasallam) used to be afflicted in any worry or concern, he used to recite the following supplication, ‘Yaa Hayy Yaa Qayyoom birahmatika astagheeth.’ Anas (may Allah be pleased with him) said that when the Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wasallam) , was faced with a serious difficulty, he […]

hadiths

Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ko wo amal bahut pasand hai jisko karne wala hamesha pabandi se kare. (Sahih Bukhari,vol:1,pg:121) NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Yaqinan baaz log ALLAH TAALA ke zikr ki kunjiyan hote hai unhe dekh kar ALLAH TAALA yaad aajata hai. (Shubul Imaan,Hadith No:499) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo sabar karta hai ALLAH TAALA Use sabar ataa farmata hai aur sabar ki taqat se behtar koi ataa nahi hai. (Sahih bukhari) Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain. (Kanzul […]

Todays Date
1st Ramadan