Saturday-20-04-24


hadiths

Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ko wo amal bahut pasand hai jisko karne wala hamesha pabandi se kare. (Sahih Bukhari,vol:1,pg:121) NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Yaqinan baaz log ALLAH TAALA ke zikr ki kunjiyan hote hai unhe dekh kar ALLAH TAALA yaad aajata hai. (Shubul Imaan,Hadith No:499) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo sabar karta hai ALLAH TAALA Use sabar ataa farmata hai aur sabar ki taqat se behtar koi ataa nahi hai. (Sahih bukhari) Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain. (Kanzul […]

Todays Date
1st Ramadan