Thursday-18-04-24


Hazrath Abul Barakat Syed Khaleelullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qaudri Rahmatullah alaih

Hazrath Abul Barakat Syed Khaleelullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qaudri Rahmatullah alaih Aap Zubdatul Muhaddisen Aarif billah Abul Hasanaath Syed Abdullah Shah Naqshabndi Qaudri rahmatullah alaih ke bade shehzade aur Janashen e Awwal hain, Taqriban 1912 iswi se pehle Aapki Wiladat hui, Aapka Silsila e Nasab e mubarak 46 waston se Amirul Mominen Syeduna Ali Murtaza raziallahu taala anhu se jamilta hai, aur Aapka Wisal e mubarak 7 Jamadi ul Ula 1412 hijri, 3 november 1992 Iswi me hua.

sabar

Sabar ek aisi sawari hai jo kabhi thokar nahi khati

Jab Insaan dard me hota hai tab wo sab se zyada apne Rab ke Qareeb hota hai… Aur ALLAH ki raah me kharch karo aur apne hi haton se khud ko halakat me na daalo, aur neki ikhteyaar karo, beshak ALLAH neik logon se Mohabbat farmata hai, (Surah Al Baqarah:195) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Ahle Jannat ke sar par aise Taj honge jinka chote se chota moti bhi Mashriq wo maghrib ke darmiyan ki chizou ko roushan kardega.  (Jame Tirmizi,Hadith no:2562) Sabar ek aisi sawari hai jo kabhi thokar nahi khati. (Hazrath Ali raziallahu taala […]

Todays Date
1st Ramadan