Saturday-20-04-24


Hadith

The one who looks after a widow and a poor person

The Prophet Mohammed (ﷺ) said:“The one who looks after a widow and a poor person is like the Mujahid in the cause of Allah, or like the one who fasts all the day and stands (in prayer) all the night.” [Jami at-Tirmidhi] It was narrated that Abu Hurayarh (may Allah be pleased with him) said: ” A man came to the messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) and said : ” O messenger of Allah, Who among the people is most deserving of my good company?’He said, “Your mother” He asked, Then Who? He said, “Your […]

hadith sabar

Sabar ka daman haath se na chodo

ALLAH TAALA ka irshaad hai: Aur meri rahmat har cheez ko gehri hui hai to mai use zaroor unke haq me likhdunga jo parhezgari ikhtiyaar karte hain. (Surah Al Aaraaf:156) Sabar ka daman haath se na chodo, Har kaam aasaan hone se pehle mushkil hota hai. (Hazrath Shiek saadi rahmatullah alaih) Mehmaan ke liye zyada kharch karo, Kyun ke ye israaf me se nahi. (Ummul Mominen Hazrath Ayesha Siddiqa Raziallahu taala anha) Allah ki Qasam! Allah Ta’ala apne mahboob bande ko dozakh me nahi daalta. (Mustadarak ‘Alas Sahihain, Hadith No. 7455) Na Unke Jaisa Saqi hai koi Na Unke Jaisa […]

hadith durood shareef

Jo Mujh par ek martaba Durood Bhaijhta hai

NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Mujh par ek martaba Durood padhta hai ALLAH TAALA us par 10 Rehmatou ka Nuzool farmata hai, Jo shakhs Mujh par 10 martaba Durood padhta hai, ALLAH TAALA us par 100 Rahmaten Nazil farmata hai, Aur Jo shakhs Mujh par 100 Martaba Durood padhta hai, ALLAH TAALA uski dono Ankhou ke darmiyaan munafiqat aur aagh se hamesha ke liye Aazadi likh deta hai, aur Qayamat ke din uska Qiyaam Shuhada ke saath hoga.. (Al Moujamul Aousat,Hadith no:7235) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: Jo Mujh […]

Todays Date
1st Ramadan