Friday-29-03-24


Masjid e Nabwi

ALLAH KE NABI ZINDA HAIN RIZQ PAATE HAIN

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Logo! Juma ke din tum mujh par kasrat se Durood o Salaam padha karo, kyun ke ye wo din hai jisme Farishte khususiyat ke saath hazir hua karte hain,Aur jo koi Mujh par Durood padhta hai to uska Durood Mujh par pesh hota hai yaha tak ke wo us se farigh hojaye, Sahaba Ekraam raziallahu anhum ne Arz kiya: Aap ke Wisaal e Mubarak ke baad bhi kya hum is tarah padhe? Aap Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Beshak ALLAH TAALA ne Zameen par Haraam kardiya hai ke wo Ambiya Ekraam ke […]

Quran

ALI (raziallahu taala anhu) aur Quraan E Kareem

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : ALI (raziallahu taala anhu ) Quraan ke saath hain aur Quraan ALI (raziallahu taala anhu ) ke saath hai, wo dono hargis juda nahi hosakte yaha tak ke Houz e Kaousar par wo dono mere paas saath saath aayenge. (Mustadrak Alas Sahihen, hadith no: 4604) Takleef wo musibat ke waqt jo momin sabar aur raza se kaam leta hai aur ALLAH TAALA ka shukar adaa karta hai, To ALLAH TAALA us se razi hojata hai aur use madad aur amal ki toufeq milti hai. (Hazrath Sheik Abdul Qader jilani raziallahu […]

Todays Date
1st Ramadan