Tuesday-19-03-24


lying is haram except 3 situations

He who makes peace between the people

It was said to the Prophet “Would that you see Abdullah bin Ubai.” So, the Prophet went to him, riding a donkey, and the Muslims accompanied him, walking on salty barren land. When the Prophet reached ‘Abdullah bin Ubai, the latter said, “Keep away from me! By Allah, the bad smell of your donkey has harmed me.” On that an Ansari man said (to ‘Abdullah), “By Allah! The smell of the donkey of Allah’s Apostle is better than your smell.” On that a man from ‘Abdullah’s tribe got angry for ‘Abdullah’s sake, and the two men abused each other which […]

azaan hadith

About Azan in Islam

It is narrated on the authority of Hadhrat ‘Abdullah bin Zaid Ansari (May Allah be well pleased with him), he says that the Holy Prophet Mohammed (ﷺ) was concerned about calling people for Salaat so much so that the Holy Prophet Mohammed (ﷺ) decided to appoint some people who would climb mounds and hillocks and would gesture to the people to come for Salaat. Hadhrat ‘Abdullah bin Zaid Ansari (May Allah be well pleased with him) says: I saw a dream as if a person clothed in 2 pieces of green cloth is standing in the niche of the mosque and saying […]

The Night of Shab -E- Meraj

Shab -E- Meraj, as a physical journey, is established by the Holy Quran.  Allah Ta’ala says: Holy (free of any imperfection, weakness and insufficiency) is He Who took His (most beloved and intimate) Servant in a small portion of a night from the Sacred Mosque to the Al-Aqsa Mosque, whose surroundings We have blessed, in order that We might show him (the Perfect Servant) Our Signs. Surely He is the One Who is All-Hearing, All-Seeing. Surah Bani Israil (17:1) The clearest proof that Meraj was a physical journey is the word ‘Abdihi.  The Mufassirin (experts in interpretation of the Holy […]

Hazrath Ali raziAllahu ta’ala anhu farmate hain

Hazrath Ali razi Allahu ta’ala anhu farmate hain

Hazrath Ali raziAllahu ta’ala anhu farmate hain :Khuda ki qasam! HUZOOR E AKRAM sallallahu alaihi wa sallam se hame apne maal, aulaad aur walidain se bhi ziyada muhabbat hai,Koi pyasa jitna thande paani ko chahta hai is se bhi badhkar hum Aap sallallahu alaihi wa sallam ko chahte hain.’ (Al Shifa, 2/568,Muwahib Ladunya, 6/290) koi musalman kisi muslaman ko kamtar na jane kyun ke Musalman ALLAH ke nazdeek badi shaan wala hai.(Hazrath Abu Bakar Siddiq raziallahu taala anhu) Har wo kaam acha hai jo aakhirat ki bhalayi ke liye kiya jaye.(Hazrath Usman e ghani raziallahu taala anhu) HUZOOR Sallallahu alaihi […]

Shariah rules about Miswak

In Islam, cleanliness is very important. By following the teachings of Islam, outward and inward blessings are attained. However, the ultimate aim of a Muslim should be the reward of the hereafter. As far as Miswak is concerned, the scholars have said that it is a Compulsory Sunnah (Sunnah Moukkada) to use Miswak at the time of every Wudhu. Apart from this, using Miswak whenever there is bad breath, on awakening from sleep, on entering the house, before meeting people and before recitation of the Holy Quran is Commendable (Mustahab) and better. Imam Azam (May Allah be well pleased with […]

Dargah shareef khaja banda nawaz

The life of Hazrath Banda Nawaz Rahmatullah Alaih

Only that person who stays on the right path will be successful in this world and the hereafter.  For this reason, Allah has taught us to supplicate Him to guide us to the straight path, “O Allah!  Guide us along the right path.” Among these people who have been favored by Allah is the Pole of Deccan Hadhrat Khaja Banda Nawaz Gesudaraaz (May Allah shower His mercy on him).  He had given a single moment of his life to promote and propagate the teachings of Islam.  His whole life was according to the precepts of the Holy Quran and the […]

hadith ajwa dates

Eating seven Ajwa Dates in Morning

Ajwa dates Hadith: Narrated by Saud; the Messenger of Allah, Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam ) said, “If Somebody takes seven ‘ajwa dates in the morning, neither magic nor poison will hurt him that day.” [Sahih Bukhari, Book #71, Hadith #664 (also 663, 672)] The Messenger of Allah, Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam ) also said, “Ajwa dates are from paradise.” [Tirmidhi (2068) hasan Saheeh and it was authenticated by Shaikh al-Albaani] Referring to eating seven Ajwa dates, the Messenger (Sallallaahu Álayhi Wasallam) said, “He will not be harmed by anything until he reaches the evening.” [Sahih Muslim (2047)] […]

Madine Munawwara ka juma

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Madine Munawwara ka juma dusri jagah ke Hazaar Jumou se Afzal hai. (Shubul Imaan, Hadith no:3825) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo Juma ke din ek hazaar martaba Durood padha karega wo jab tak apna thikana jannat me na dekhlega us waqt tak use Mout nahi aayegi. (Al Targheeb:501) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din Suraj logon ke bahut qareeb aajayega yaha tak ke pasina aadhe kanou tak puhanch jayega, Log Is halat me (pehle) Hazrath Adam alaihissalaam se madad maangne […]

Dua for entering the home

Sunnats when Entering the Home

To recite the dua before entering the home. To greet those that are in the house with “Assalaamu alaykum.” To announce one’s arrival by coughing, greeting, etc. even though it may be your own house. HADITH : Umm Salamah Razi Allah hu tala anha reported, “Whenever the Prophet (ﷺ) ( may Allaah exalt his mention ) left my house, he would raise his eyes to the sky and say, ‘Allaahumma inni a‘oothu bika an adhilla aw udhall, aw azill aw uzall, aw athlim aw uthlam, aw ajhal aw yujhal ‘alayy.’” (O my Lord, I seek refuge in You from falling into error […]

salah prayer

Sunnats when Wearing Clothes

Rasulullah (Sallallahu alayhi wasallam) loved white clothing. When putting on any garment Rasulullah (Sallallahu alayhi wasallam) always began with the right limb.  When removing any garment Rasulullah (Sallallahu alayhi wasallam) always removed the left limb first. Males must wear the pants above the ankles. Females should ensure that their lower garment covers their ankles. Males should wear a ‘topee’ (hat) or turban. Females must wear scarves covering all their hair at all times. When wearing shoes, first wear the right shoe then the left. When removing your shoes, first remove the left and then the right.

Subhan Allah

Ahle Jannat ki Aourton me Afzal tareen 4 hain

Be sukoon dilou ko Rahat ALLAH SUBHANAHU WA TAALA ke zikar se milti hai… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya;Ahle Jannat ki Aourton me Afzal tareen 4 hain: Khadija bint e khuwailad, Fatima bint e (Hazrath ) MOHAMMED (sallallahu alaihi wasallam), Asia bint e mazahim, Maryam bint e Imraan (alaihissalaam). RAZIALLAHU TAALA ANHUNNA AJMAEN. (Sahih Ibne Hibban,Hadith no:7010) Dunya me Raahat ke darwaze ALLAH ki Mohabbat se khulte hain, Jise ALLAH Dost rakhta hai, us par Duniya Aur Aakhirat me koi Tangi nahi hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani Rahmatullah Alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne […]

hadith

Jisne HUSAIN raziallahu taala anhu se mohbbat rakhi

Quresh ke paas jab sakht qahet saali hoti to Hazrath ABDUL MUTALLIB (raziallahu taala anhu) ka haath pakad kar saibar pahadi ki taraf lejate aur aap ke wasile se ALLAH TAALA ke darbar me arz karte, aur barish ke liye Dua karte to ALLAH TAALA HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Noor e Mubarak ki Barkat se Un par Barish Nazil farmata aur unhe Mukammal tour par Sairaab farmadeta. (Al Mawahib Ul Ladunniya,vol:1.pg:155) ALLAH TAALA usko apna mahboob banale jisne HUSAIN raziallahu taala anhu se mohbbat rakhi. (Jame TIrmizi,Hadith no:4144) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: […]

Namaz

Sab se ziyada Namaz ka sawaab us Shakhs ko Milega jo ziyada paidal chal kar aaye

Neik logon ki suhbat ikhtiyaar karo kyun ke suhbat me bada asar hota hai. ALLAH ki maqlooq ke saath Neki karne se jis qadar shukar guzari hoti hai wo aur kisi surat me mumkin nahi.(Hazrath Ali Raziallahu taala anhu) Allah ki Qasam! Allah Ta’ala apne mahboob bande ko dozakh me nahi daalta.(Mustadarak ‘Alas Sahihain, Hadith No. 7455) Jo Neik Amal duniya me jitna mushkil hoga, Qayamat ke din Amal ke Tarazo me utna hi wazni hoga.(Hazrath Ibrahim bin Adham rahmatullah alaih) Insaan ka dil khush karna aur uski dil joui aur rahat rasani Afzal tareen amal aur ALLAH TAALA ke […]

Hadith

Importance of being sincere in Islam

In the lessons on the famous Hadith compendium, Zujajatul Masabeeh, of Hadhrat Muhaddith-e-Deccan Abul Hasanaat Syed Abdullah Shah Sahab (May Allah shower His mercy on him), which are being held in Jame Masjid Siddiq e Akbar in Toli Chowki, Hyderabad, in, Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi said that a Momin should perform all his activities with a good intention and sincerity, as those acts/deeds, which are performed with a good intention and sincerity, they are honored with acceptance by Allah Ta’ala. For this reason, the Holy Prophet (ﷺ) says: Translation of Hadith: Acts are with their intentions. Each human being will get […]

Sunnahs of Sleeping

Sunnats of Sleeping

It is sunnah to sleep immediately after the Esha Salaah. Before going to sleep, discuss with one’s family members matters pertaining to Deen. (whether it is in the form of reading some Islamic Books or narrating some incidents of Sahaabah etc.) To sleep in the state of wudhu. To brush the teeth with a miswaak. One should change into some other clothes (e.g. pyjamas) before going to sleep. To apply surmah in both the eyes. Dust the bed thrice before retiring to bed. To sleep on the right hand side. To sleep with the right palm under the right cheek […]

6 Sunnahs of Drinking Water

Sunnats of Drinking

Recite “Bismillah” before drinking. A Muslim should drink with the right hand. Shaytaan drinks with the left hand. Sit and drink. Do not drink directly from the jug or bottle. One should pour the contents into a glass first and then drink. Drink in 3 breaths (sips), removing the utensil from the mouth after each sip. After drinking say “Alhamdulillah”.

Sunnah Food

Sunnats of Eating

Spread out a cloth on the floor before eating. Wash both hands up to the wrists. Remove your shoes before eating. Sit on the floor and eat. Before eating recite ‘Bismillah wa’la barakatillah’ aloud. When eating, sit with either both knees on the ground or one knee raised or both knees raised. Do not lean and eat. Eat with the right hand. Eat with three fingers if possible. One should not eat very hot food. Do not blow on the food. Eat from the side that is in front of you. If a morsel of food falls down, pick it […]

Treating others kindly

Keep helping the creation of Allah, treat them kindly and bestow favors on them. The one whom you treat so will become your friend, nay your slave. Treating others kindly saves one from destruction. Translation of couplet: Better than offering 1000 Raka’at of Salaat at every stop in a journey Is to gladden someone’s heart by kind treatment The propriety for bestowing favors on others is that the one doing so should conceal it from others and the propriety of the one on whom favors are being bestowed is that he/she should reveal that favor and should always be thankful […]

Sunnah Of Toilets

Sunnats of the Toilet

Sunnah of the Toilet Enter the toilet with your head covered. Enter the toilet with shoes. Recite the dua before entering the toilet. Enter with the left foot. Sit and urinate. One should never urinate whilst standing. One should not face or show his back towards the Qiblah. Do not to speak in the toilet. Be very careful of the splashes of urine. (being unmindful in this regard causes one to be punished in the grave) After relieving oneself, cleanse oneself using water. Leave the toilet with the right foot. Recite the dua after coming out of the toilet.Dua for […]

durood sharif

Durood padhne wale ke liye qayamat tak farishte istighfaar karte rahege

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak ALLAH TAALA ka ek farishta hai jiske 2 par hain, ek mashriq aur dusra maghrib me, Jab koi banda mohabbat bhare andaz me mujh par durood bhaijhta hai to wo paani me gouta lagata hai phir apne par jhaadhta hai, To ALLAH TAALA uske har qatre se ek farishta paida farmata hai jo mujh par Durood padhne wale ke liye qayamat tak istighfaar karta rahega. (Al Qawl Ul Badee,pg:213) Apne bacchon aur ghar walon ko bhalayi ki taleem do aur unki tarbiyat karo!(Jami ul Ahadees,Hadith No:33822) Apni raat is haal […]

Allah

So be patient

“And verily, whosoever shows patience and forgives, that would truly be from the things recommended by Allah.” (42:43) Know that you will receive what He has assigned to you at the proper moment and time. [Hazrath Shaykh Abdul Qadir Jilani raziallahu taala anhu] Beauty will never last but character will, so instead of beautifying our faces lets beautify our character. The Holy prophet ( ﷺ) said: “I swear by the Lord who controls my life that a person is not a true believer unless he likes for his brother what he likes for himself.” (Sahih Bukhar,vol:1,pg:6) Sadaqah wipes out sins […]

Beshak ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai

NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasllam ne irshaad farmaya:Logon me sab se zyada fikarmand wo band e momin hai jo apni duniya wo aakhirat ke maamlaat saawarne ki fikar me laga rehta hai. (Sunan e Ibne Maajah,Hadith no:2143) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:wo shakhs jannat me dakhil na hoga jiske shar se uska padhosi mahfooz na ho. (Sahih Muslim,Hadith no;172) Haraam maal me barkat nahi hoti kisi na kisi tarah wo haath se nikal jata hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Fajar se pehle ki 2 rakaten (yane fajar ki sunnat ) mat […]

Juma ki Raat Noorani Raat hai

(Aye Mahboob sallallahu alaihi wasallam)! Beshak hum ne Aapko Haq ke saath Khushkhabri sunane wala aur dar sunane wala banakar bhaijha hai. (Surah Baqarah:119) 4 chezen Rizq me Izafa karti hain: 1) Tahajjud ki namaz 2) kasrat se Istighfaar 3) kasrat se Sadqa karna 4) Kasrat se Zikar karna (Hazrath Imaam Shafai Rahmatullahi Taala Alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: HAR BHALAYI (ACHA KAAM) SADQA HAI. (Al Adab Al Mufrad,hadith no:234) Sabar karne wale hamesha kamiyaab hote hain isliye tumhe chahye ke sabar karen. (Hazrath khawaja Usman haroni rahmatullah alaih) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam […]

allama iqbal

Kisi Maroof Hasti ke Naseehat Aamoz Ashaar

Kisi Maroof Hasti ke Naseehat Aamoz Ashaar* منزل سے آگے بڑھ کر منزل تلاش کر Manzil Se Aage Badh Kar Manzil Talaash Kar مل جائے تجھکو دریا تو سمندر تلاش کر Mil Jaaye Tujhko Dariya To Samandar Talaash Kar ہر شیشہ ٹوٹ جاتا ہے پتھر کی چوٹ سے Har Sheesha Toot Jaata Hai Patthar Ki Chot Se پتھر ہی ٹوٹ جائے وہ شیشہ تلاش کر Patthar Hi Toot Jaaye Woh Sheesha Talaash Kar سجدوں سے تیرے کیا ہوا صدیاں گزرگئیں Sajdon Se Tere Kya Huwa Sadiyan Guzar Gayin دنیا تیری بدل دے وہ سجدہ تلاش کر Duniya Teri Badal De […]

Hadith

Farz Namaz ke baad Raat ki namaz tamaam namazou se afzal hai

Bandon me sab se afzal aur qayamat ke din ALLAH TAALA ke nazdeek wo shakhs hai jo kasrat se ALLAH TAALA ka zikr karne wala hai aur wo Aurtein (women) jo kasrat se zikr karne wali hain. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TAALA aise shakhs ko apne arsh ke saaye me jagah dega jisne tanhayi me ALLAH TAALA ka aise zikar kiya ke uske aanso jaari hogaye.(Sahih Bukhari,Hadith no:1337) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Asmaaye mubaraka me se ek isme mubarak HAASHIR bhi hai jiske mutaliq Aap irshaad farmate hain:LOGOU KO MERE QADMOU ME […]

Todays Date
1st Ramadan