Saturday-20-04-24


Allah

So be patient

“And verily, whosoever shows patience and forgives, that would truly be from the things recommended by Allah.” (42:43) Know that you will receive what He has assigned to you at the proper moment and time. [Hazrath Shaykh Abdul Qadir Jilani raziallahu taala anhu] Beauty will never last but character will, so instead of beautifying our faces lets beautify our character. The Holy prophet ( ﷺ) said: “I swear by the Lord who controls my life that a person is not a true believer unless he likes for his brother what he likes for himself.” (Sahih Bukhar,vol:1,pg:6) Sadaqah wipes out sins […]

Beshak ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai

NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasllam ne irshaad farmaya:Logon me sab se zyada fikarmand wo band e momin hai jo apni duniya wo aakhirat ke maamlaat saawarne ki fikar me laga rehta hai. (Sunan e Ibne Maajah,Hadith no:2143) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:wo shakhs jannat me dakhil na hoga jiske shar se uska padhosi mahfooz na ho. (Sahih Muslim,Hadith no;172) Haraam maal me barkat nahi hoti kisi na kisi tarah wo haath se nikal jata hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Fajar se pehle ki 2 rakaten (yane fajar ki sunnat ) mat […]

Todays Date
1st Ramadan