Thursday-25-04-24


hadith

Jisne HUSAIN raziallahu taala anhu se mohbbat rakhi

Quresh ke paas jab sakht qahet saali hoti to Hazrath ABDUL MUTALLIB (raziallahu taala anhu) ka haath pakad kar saibar pahadi ki taraf lejate aur aap ke wasile se ALLAH TAALA ke darbar me arz karte, aur barish ke liye Dua karte to ALLAH TAALA HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Noor e Mubarak ki Barkat se Un par Barish Nazil farmata aur unhe Mukammal tour par Sairaab farmadeta. (Al Mawahib Ul Ladunniya,vol:1.pg:155) ALLAH TAALA usko apna mahboob banale jisne HUSAIN raziallahu taala anhu se mohbbat rakhi. (Jame TIrmizi,Hadith no:4144) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: […]

Namaz

Sab se ziyada Namaz ka sawaab us Shakhs ko Milega jo ziyada paidal chal kar aaye

Neik logon ki suhbat ikhtiyaar karo kyun ke suhbat me bada asar hota hai. ALLAH ki maqlooq ke saath Neki karne se jis qadar shukar guzari hoti hai wo aur kisi surat me mumkin nahi.(Hazrath Ali Raziallahu taala anhu) Allah ki Qasam! Allah Ta’ala apne mahboob bande ko dozakh me nahi daalta.(Mustadarak ‘Alas Sahihain, Hadith No. 7455) Jo Neik Amal duniya me jitna mushkil hoga, Qayamat ke din Amal ke Tarazo me utna hi wazni hoga.(Hazrath Ibrahim bin Adham rahmatullah alaih) Insaan ka dil khush karna aur uski dil joui aur rahat rasani Afzal tareen amal aur ALLAH TAALA ke […]

Todays Date
1st Ramadan