Friday-19-04-24


Say Ameen after fatiha

Say Ameen After Surah Fatiha

Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu se riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu alaihi wassallam ne irshad farmaya: Jab tum mein se koi (Surah fatiha ki aakhri) mein Ameen kehta hai to usi waqt farishte Aasmaan mein Ameen kehte hai’ agar us shakas ki Ameen farishton ki Ameen ke saath mil jati hai to us ke pichle tamaam gunah maaf hojate hai (Bukhari) Surah Al Fateha – The Opener of the Quraan E Kareem Revealed in Makkah, It is also called as Umm Al Kitab, Al Hamd, As Salah and also called as Ash-Shifa’ (The Cure). Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that his Allah said, The […]

Allama Iqbal Poetry

Allama Muhammad Iqbal Mannat Kyun Maangte Ho Auron Ke Darbar Se ? Aisa Kaunsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere Parwardigar se ? Guzar Gayi Namaz-E-Fajr Aur Tu Sota Raha… Qeemti Waqt Ko Khawaboun Me Khota Raha….. Subha Namodaar Hui Par Tu Bedaar Na Hua… Umar Bhar So Kar Bhi Tu Bezaar Na Hua….. Aayi Zohar Toh Tujhe Kaam Ne Uljha Diya…. Be Namaazi Bana Kar Kitna Tujhe Phansa Diya……. Milega Rizq Tujhe Namaz Ke Baad Bhi….. Palega Tera Ghar Namaz Ke Baad Bhi…… Dekh Aagayi Namaz-E-Asar Tawaani lekar…… Quwwat Hai is Me Tu isse Adaa Kar…. Tandrust Hai Aaj […]

Todays Date
1st Ramadan